You are on page 1of 1

Usne kaha tum me pehle jaisi bat nai?

Maine kaha zindgi me tera sath nahi.


Usne kaha ab bi kisi ki ankho me doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi anko me wo baat nahi.
Usne kaha kyu itna toot kar chaha mujhe?
Maine kaha insan hu pathar zaat nahi.
Usne kaha kya bewafa hun main?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi.
Usne kaha bhul ja mujhe ab?
Maine kaha TUM HAQIQAT HO KOI KHWAB NAHI...

You might also like