Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 2

Ik bagal mein chand hoga Ik bagal mein rotiyan (repeat one more time) Ik bagal mein neend hogi

Ik bagal mein loriyan Hum chand pe Hum chand pe Roti ki chadar daal ke So jayenge Aur neend se Aur neend se keh denge Lori kal sunaane aayenge Aur neend se Aur neend se keh denge Lori kal sunaane aayenge Ik bagal mein chand hoga Ik bagal mein rotiyan (repeat once more) Ik bagal mein neend hogi Ik bagal mein loriyan Hum chand pe Hum chand pe Roti ki chadar daal ke So jayenge Aur neend se Aur neend se keh denge Lori kal sunaane aayenge Aur neend se Aur neend se keh denge Lori kal sunaane aayenge Ek bagal mein khankhanati Seepiyan ho jayengi Ek bagal mein kuch rulati Siskiyan ho jayengi Hum seepiyon mein .. Hum seepiyon mein bhar ke sare Taare chhoo ke aayenge Aur siskiyon ko Aur siskiyon ko Gudgudee kar kar ke yun behlayenge Aur siskiyon ko Gudgudee kar kar ke yun behlayenge Hum andheri, sikiyon pe Koi rone aayega Kohi rone aayega Hum nagar jo aayega wo Phir kabhi na.. jaayega Wo phor kabhi na jaayega.. Yaad rakh par koi anhoni Nahi tu laayegi Laayegi toh phir kahaani Aur kuch ho jayegi Yaad rakh par koi anhoni Nahi tu laayegi Laayegi toh phir kahaani

Aur kuch ho jayegi Honi aur anhoni ki parvaah kisse hai meri jaan Had se zyada yehi hoga Ki yahin mar jayenge Hum maut ko .. Hum maut ko sapna bata kar Mut khadi honge yahin Aur honi ko .. Aur honi ko thenga dikha kar Khilkhila kar jayenge (repeat 5 times)

You might also like