Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 4

iqbalurdu.blogspot .co.

uk

http://iqbalurdu.blogspot.co.uk/2011/04/bal-e-jibril-128-tariq-ki-dua.html

(Bal-e-Jibril-128) Tariq Ki Dua

Tariq Ki Dua (Andalus Ke Maidan-e-Jang Mein) TARIQS PRAYER (In t he Bat t lef ield of Andalusia)

Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande Jinhain Tu Ne Bakhsha Hai Zuaq-e-Khudai These warriors, victorious, These worshippers of Yours, Whom You have granted the will to win power in Your name;

Do-Neem In Ki Thoukar Se Sehra-o-Darya Simat Kar Pahar In Ki Haibat Se Rayi

Who cleave rivers and woods in twain, Whose terror turns mountains into dust;

Do Alam Se Karti Hai Baigana Dil Ko Ajab Cheez Hai Lazzat-e-Ashnayi They care not for the world; They care not for its pleasures;

Shahadat Hai Matloob-o-Maqsood-e-Momin Na Maal-e-Ghanimat Na Kishwar Kushayi In their passion, in their zeal, In their love for Thee, O Lord, They aim at martyrdom, Not the rule of the earth.

Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se Qaba Chahye Iss Ko Khoon-e-Arab Se In the flower-bed, Rose is waiting from long time The Color from Arabs' blood

Kiya Tu Ne Sehra Nasheenon Ko Yakta Khabar Mein, Nazar Mein, Azan-e-Sehar Mein You have united warring tribes, In thought, in deed, in prayer.

Talab Jis Ki Sadiyon Se Thi Zindagi Ko Woh Souz Iss Ne Paya Inhi Ke Jigar Mein The burning fire that life had sought For centuries, Was found in them at last.

Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss Ko Halakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein They think of death, not as lifes end, But as the ennobling of the heart.

Dil-e-Mard-e-Momin Mein Phir Zinda Kar De

Woh Bijli Ke Thi Naara-e-LA TAZAR Mein Make alive in the heart of a Muslim again That Power the slogan 'My Lord! Leave not one of t he disbelievers' had. La-Tazar (Verse 26 of Surah Nuh- No. 71 - Quran)

Azaim Ko Seenon Mein Baidar-e-Kar De Nigah-e-Musalman Ko Talwar Kar De! Awaken in them an iron will, And make their eye a sharpened sword.

You might also like