Shayari Faraz

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 16

.......

-
, .........


....

...
.......

....



...........

....


.......


....





.

-- ......
.......

...
....


......
... .........

....
...
...
......

........
?

..
- ....
.....

-- ?
.....


,

......


....

......

.....


..... .....


!


!


!



.....



.....




.......



........

--
, .......


-- .....



.......


.....
.......




, , ,
,
, ,
, ,

,
,
, , ,
, ,
, ,

,
, , ..........


Mousam Hai barish Ka aur Yaad Tumari Aati Hai,
barish Ke Har Ek Qatre Se Awaz Tumari Aati Hai,
Badal Jab Garajte Hain DiL Ki Dharkan Bad jati Hai,
Aur DiL Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumari Aati Hai,
Jab Tez Hawayen Chalti Hain To Jaan Humari Jati Hai,
Mousam Hai Barish Ka aur Yaad Tumari Ati Hai.

Mujhe Khaof Se Jo Rehaaie De
Koi Aysa Chehra Dekhaaie De.

Aik khalish ab bhi mujhey baichein karti hai faraz
sun k meri marne ki khabar wo roya kyun tha.!

Chalo Ab Uth B Jaao Ae Mehwy-E-Khuwab Husan-E-Jana!
Main Pagal Sa Ho Gaya Hoon Tamaam Raat Tery Husan Ki Hifaazat Karty Karty!



Har Qadam Par Nit-Naye Saanche Mein Dhal Jaate Hain Log
Dekhte Hi Dekhte kitne Badal Jaate Hain Log,

kis Liye kijye kisi Gum_Gashta Jannat ki Talaash
Jab K Mitti Kay khilone Se Behal Jaate Hain Log,

Qaid tha dil mein tera hi dard taa-umr ke liye

Mar rahi thi har aarzoo dard ke Is safar main..!!

Bhool kar mujh ko wo jeenay ki wajah poochta hai
kese zindah hun main ab tak ye ada poochta hai

rooz meri rooh ko wo de jata hai zakham naye
shoq uska hai magar mujh se saza poochta hai

Aaj Rootha hua ik dost bahut yaad aaya
Achcha guzra hua kuch waqt bahut yaad aaya

Jo har lamha meri salaamati ki dua karta tha
aaj ek thokar lagi to bahut yaad aaya

Totay howay paimanay main jaam nahin aata,
Ishq k mareez ko araam nahin aata,

Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota,
Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.

Ik Muhabbat Ka Mashghala Le Kar..!

Zindagi Khoob Ki Tabaah Hum Ne..!

....
Log aik phool se kar laity hai izhaar-e-Muhabbat

Hum ne phoolon se qabar saja li wo phir b na many

...
......

, ,
......

Chehry Badal Badal K Mujhe Mil Rahy Hain Log
Itna Bura Sulook Meri Saadgi Kay Sath,

"Mohsin" Karam Ki Lay Ho Jis Mein Khuloos Bhi
Mujhko Ghazab Ka Pyaar Hai Us Dushmani K Sath.


Nigaho Pe Nigaho Ke Pehre Hote Hain
In Nigaho Ke Zakhm Bade Gehre Hote Hain
Na Jaane Kyu Koste Hain Log Badsurti Ko
Barbaad Karne Wale To Haseen Chehre Hote Hain
Habs-e-Duniya Say Guzar Jaate Hain
Aaisa Kartey Hein K Marr Jaate Hain,

Kaisay Hotey Hein Bicharnay Walay ?
Hum Yeh Sochein Bhi To Darr Jaate Hain,

Baat Din Ki Ni Muje Raat Se Darr Lgta Hy,

Ghar Kacha Hy Mera Muje Barsat Se Darr Lagta Hy,

UsNe Tohfe Me Diye Muje Kh0n K Aansu,

Zindagi Ab Tri Her Soghaat Se Darr Lagta Hy,

Choro Pyar Ki Batain Koi Or Bat Karo,

Ab To Pyar Ki Har Bat Se Dar Lagta Hy,

Meri Khatir Wo Kahin Badnam Na Ho Jaye,

Is Liye Uski Her Mulaqat Se Dar Lagta Hy,

Apno Me Reh Kr Kuch Aise ZaKhm Khaye

"Ae'humsafar"

K Hamein to ab Apni Zat Se Dar Lagta hy!!




Ek Aadmi Ne Kisi Bache Se Poocha
Bahi Munne Post Office Kahaan Hai?

Bacha: Jee Woh Hamaare Ghar K Saamne

Lagaa Kar Zakhm Badan Par Qabaaen Detaa Hai
Yeh Shaher-e-Yaar Bhi Kiya Kiya Sazaaen Deta Hai.

Jab Duhraaye Fasaane Dil Kay
Jaag Uthe Zakhm Puraane Dil Kay,

Hum Se Milna Hai To Ghul Mil K Milo
Beet Jaaien Na Yeh Zamaane Dil Kay,

Us Se Mil Kar Bhi Na Milna Us Se
Yaad Aate Hain Bahaane Dil Kay,

Muskuraati Howi Aankhun Waale
Loot Lete Hain Khazaane Dil Kay,

Hum Ne Kab Us Ko Na Chaha "Mohsin"
Hum Ne Kam Qaol Na Maane Dil Kay.

Dukh Dard Ki Soghaat Hai Duniya Teri Kiya Hai
Ashkon Bhari Barsaat Hai Duniya Teri Kiya Hai,

Kuch Log Yahaan Noor-e-Saher Dhoondh Rahe Hain
Tareek Si Ek Raat Hai Duniya Teri Kiya Hai.

Har Shaakh Chaman Ki Jal Rahi Hai
Kiya Baad-e-Muraad Chal Rahi Hai,

Hum Hain Kay Fareb Kha Rahe Hain
Duniya Hai K Chaal Chal Rahi Hai,

Yoon Dil Mein Hai Teri Yaad Jaise
Weerane Mein Aag Jal Rahi Hai,

Rukh Pher Liya Hai Jab Se Tune
Duniya Ki Nazar Badal Rahi Hai,

Dar Pesh Hai Aaj Bhi Wohi Surat-e-Haal
Jo Soorat-e-Haal Kar Rahi Hai,

Inti Bhi "Faraz" Bad Dili Kiya ?
Sambhlo Ki Fizaa Badal Rahi Hai.

Silsila tor diya us ney to ye sadayen kesi..?

Ab jo milna hi nahi, phir ye wafayen kesi..?

Maine chaha tha sub shikwey giley door karna,

Us ney zehmat hi na ki sunney ki to ye aahein kesi..?

Ley lo wapas ye ansu, yeh tarap or ye yaadein sari..?

Nahi koi jurm mera to phir ye sazaen kesi?



Tarapte Deikhta hon, Jab Bhi Koi Shay
Uthaa Leta hon, Apna DIL Samajh Kar.



Kitaabon Ke Panne Palat Ke Sochta Hoon,
Yoon Palat Jaaye Zindagi Toh Kya Baat Hai!

Tamanna jo poori ho khwaabon mein,
Haqeeqat ban jaaye toh kya baat hai!

Kuch log matlab ke liye dhoondte hai mujhe,
Bin matlab koi aaye toh kya baat hai!

Katal kar ke toh sabh le jaayenge dil mera,
Koi baaton se le jaaye toh kya baat hai!

Jo shareefon ki sharafat me baat na ho,
1 sharabi keh jaaye toh kya baat hai!

Zinda rehne tak toh khushi du sabko,
Kisiko meri maut pe khushi mill jaaye toh kya baat hai!!!
----- Shayar Mama ka shayar Bhanja.

Hum Mehnat ksh, jug walun se, jb apna Hissa Mangain ga
Eik Khait Nahi, Eik Daise Nahi, Hum Sari Dunia mangain ga.

Yahn Sagr Sagr Moti hain, Yahn Prbt Prbt Heara hain.
Yah sara maal humara hai, hum sara Khazana mangan ga

Jo Khoon Baha, jo Bagh Ujra, Jo Geet Dilun main Qatal hua...
Hr Qatra k, Hr Guncha ka, Hr Geet ka Badla mangain ga

Yah Seath, beapari, rajwar, 10 lakh, tu hum 10 Karoor
Yah kitna din America se jeena ka Sahara Mangain ga.

Jb Sif seadhi hu jai gi, Jb sb Jhugra mit jain gai..
hum hr eik, Dais k Jhunda pr, Eik Laal Sitara mangain gai.
===========
Spreading the light of
Hope...Justice... Peace... Faith... Prosperity

Saadgi Aisi Hai Aapki Jo Hamein Deewana Bana Deti Hai
Haqeeqat Se Hame Door Karke Khwabon Mei Bula Leti Hai
Aaye Jab Kabhi Koi Muskil Dil Ho Kuch Paresan Sa
Aapki Wo Dilkas Hansi Is Dil Ko Karaar Deti Hai

sajna sawarna hi zaruri nahi hota
sadgi me bhi apni adaa hoti he
tum jab aate ho masjid me namaz padhne
kya tumhe pata he kitno ki kazaa hoti he
Chupke se chand ki roshani aapki ho jaye,
dheere se hawa aap ko kuch kah jaye,
dil se jinhe chahte ho unhe mang lo khuda se,
Hum dua karenge ki aap ka chand aap ko mil jaye..

Shamil hai khubsurati aur haaya sadgi ke saath....

Kudrad ka ye karishma hai bas aap hi ke saath....

Khamosh honth jo naa bol sake bebaasi mein....

Bechain nigahein bole hai jadugari ke saath.....

I Am The Only Person Who Knows What Is Love,
What Is Loneliness & What Is Waiting For SomeOne....

Shamil hai khubsurati aur haaya saadgi ke saath...
Kudrat ka ye karishma hai bas aap hi ke saath....


MEANING OF "DUA".......

"D": DIL se nikli hui aawaz jo aap ko zindagi bhar sachi KHUSHI de,

"U": UDASI aap ke KAREEB se bhi na guzre,

"A": AAP hamesha khush rahe.......

so meri "DUA" hamesha aap sab ke saath hai....




HaR TaMNNa Ka
RaZ-DaR KHuDa HoTa H

HaR BaaT Ka
AnDaZ JuDa HoTa H

CHaND Ko To
CHaHNe WaLe H SaBHi

Pr DeKNa Ye H Ki
CHaND KiSPr FiDa HoTa.

Bahut Aasan Hai Kisi Ko Hurt Karna Aur Kehna-
"SORRY"

But Bahut Muskil Hota Hai Khud Hurt Hoke Kehna
" I M FINE "

Zindagi Me Ek bat Hmesha Yad rakhna.

kisi ke Sath Pyar Se Mazak Zarur Karna Par kabhi Kisike Sath Mazak Se Pyar Mat Karna.

Paani mein Whiskey milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Rum milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Brandy milao toh nasha chadta hai,
Saala paani mein hi kuch gadbad hai :)

Mitt Jaye Gunahon Ka Tasawwur Hi Jaahan Se.

"Agar Ho Ye Yaqeen K Koi Dek Raha Hai..........

Dukh De Kar Sawaal Karte ho,
Tum Bhi Janam ! Kamaal Karte ho.....
Dekh Kar Puchh Liya haal mera,
Chalo Kuchh to Khayaal Karte ho..
Shehar -e- Dil me Ye Udaasiyaan Kaisi,


!!... Na jane Khoobsurat Zindagi ko kis ki Nazar Lag gai "tanha"

!!... Jo Log Baat karne ko taraste thy Wo Aaj "YAAD" B nhi karte.


Coffi k urrte howe dhue me ap ki taswer nazar ati he



Kitni khobsorat
si ho jati hy
DiL ki Basti

Jab kuch piyary log subah subah yad Aatay hyn..
...
Nainay Us Say Pocha,,,,, Tumhara Nashghala Kia Hay
Wo Palkain Jhuka Kar Nuskura Dia, Nujhay Likha Or Nita Dia



Khuda K Wastay Wapas Kar Do Na
Bina Dil K Nera Dil Nahin Lagta

Na Jane kyun Gale say Lipat Kar Rone laga Jb Hum Barso Bad Milay...

Jate Hue Jis Ney kaha tha k "Tum Jaisy Lakhon Milain Gay.....

Kahan Say Laa'ein Har Roz Aik Naya Dil
Husun Walon Nay Tou Andhair Nacha Rakha Hay

Phir na karna meri gustaakh nigaahon ka gilaa,
Dekhiye! aap ne phir pyar se dekha hai hmain...

Kabi kabi to Ro parti hain Yunhi ankhen

Udas Hone ka koi sabab Nahi hota

Main apne Dil ko ye Baat Kaise Samjhaon

Kisi ko Chahne si koi Apna Nahi Hota. ......

Rishty khoon k nahi hoty, rishtay ehsas k hoty hain'
Agar ehsas ho to ajnabi b apne, agar ehsas na ho to apne b ajnabi!

Chalo Aao Kabhi Tooti Hoi Choori K Tukray Say
Wo Bachpan Ki Tarah Phir Say Nohabbat Naa p Letay Hen

!!...Nhi wafa milti ab un puraney doston main ae...!!
!!...Sahil...!!
!!...Dunia main logon k badal jane ki rasm aam ho gai hai.
Hum to Aghaz-e- Mubhat mai he lut gaye Faraz,

aur log kehte hai k Anjam bura hota hai. ...............

Chahat bharay woh lafz aur har lafz main dua
'Mohsin'
Maqrooz kar dia hamain tumharay khaloos nay...


Dheemi kar do apni roshni
Aey chand Sitaro.......!!!
,
,
Meray dil me rehne walon ko ab need aa rahi hai..


Tum Kabhi Samnay Aa Kar Betho , Or Phir
Aankh Or Zabt Ka Jhagra Dekho


Hay Teri Jins - e - Husun Nen Taa'seer Zehar Ki
Jis Ki Nazar Pari , Wo Khareedaar Nar Gaya




Kia Bataon K Nen Nar Bhi Nahin Paata
Jeetay Jee Jab Say Nar Gaya Hon Nen










Lo Aaj Tum Sey Nikah - e - Muhabbatt Karti Hon...

Mujy Tum Sey Muhabbatt hai,Muhabbatt hai,Muhabbatt hai...


Hujoom - e - Gham Neri Fitrat Badal Nahin Sakta
Nen Kia Karon Neri Aadat Hay Nuskuranay Ki



..
.....

....
...




Ek Hi Insaan Se Pyaar Ho To Dil-Lagi Me Sakoon Milta Hai...!!

Bhatak Jate Hain Wo Log Jin Ki Chahtain Hazaaron Hoti Hai***Dost***


Bachon C Tabiat Hay Hum Ahl - e - Nohabbat Ki
Zid Karna, Nachal Jana, Ph ir Khud Hee Behal Jana



Baaten Ujli Ujli Aur Mann Andar Se Kaale Hain
Is Nagri K Saare Chehre Apne Dekhe Bhaale Hain,

Naino Mein Kajal K Dore Rukh Pe ZUlf Kay Haale
Mann Maaya Ka Lootne Waale Kitne Bhole Bhaale Hain,

Tum Par Aye Humnafso Kuch Jabar Nahi, Tum To Bolo
Hum To Chup Saadhe Baythe Hain Aur Zubaan Par Taale Hain,

Aankhon Mein Roshan Hain Tumhaari Ashaaon Kay Sundar Deep
Dil Mein Suhaani Yaadon Kay Kuch Dundhle Se Ujaale Hain,

Tum Se Kaisa Shikwa Karna, Shikwa Karna Ab Laa-Hsail
Khud Hi Socho Tum Ne Ab Tak Kitne Wade Taale Hain,

Aaj Agar Ahbaab Humaare Hum Ko Hi Daste Hain To Kiya ?
Yeh Zehreele Naag To "Nasir" Hum Ne Khud Hi Paale Hain.





Aye Eraado, Mujhe Takmeel ki Taaseer Dikhaao
Khawab Main Dekh Chuka Hun Mujhe Tabeer Dikhaao,

Kawhisho! Aankh Se Behti Howi Hasrat Na Bano
Waqt Badla Hai To Badli Howi Tasveer Dikhaao,

Raasto!! Mere Liye Manzilen Aasaan kardo
Tum Mere zer-e-Qadam Rehne ki Tauqeer Dikhaao,

Waahimo!! Hadd-e-Yaqeen Pe Mujhe Hairaan Na karo
Arsaa-e-shak Se Guzar Jaane ki Tadbeer Dikhaao,

Hauslo!! Jang ki Haalat ko Badal kar Dekho
Main Sipar Dekh chuka Hun Mujhe Shamsheer Dikhaao,

Zaaviyo!! Husn-e-Lab-o-Chasm Nahi Hai kaafi
Qaid karne kay Liye Doosri Zanjeer Dikhaao,

Faaslo!! Qurb k Lamhon Mein Yeh Doori kaisi
Yehi Hoga To Mujhe Safha-e-taqdeer Dikhaao,

Faislo!! Baar-e-Wirasat Hai Mere Shaano Par
Jis ka Haqdaar Hun Mujh ko wohi Jaageer Dikhaao,

RaunaQo!! "Azm" ki Aankhon Mein Chamakne k Liye
Is Bayaabaan Mein kisi Shahr ki Taameer Dikhaao.

You might also like