Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

jab jab dard ka baadal chaaya, jab gham ka saaya lehraaya, jab aasu palko tak aaya, jab

ye tanha dil ghabraaya, humne dil ko ye samjhaaya, dil aakhir tu kyu rota hai, duniya mein yu hi hota hai. ye jo gehre sannaate hai, waqt ne sabko hi baate hai. thoda gham hai sabka kissa, thodi dhoop hai sabka hissa. aankh teri bekaar hi namm hai, har pal ek nayaa mausam hai. kyu tu aise pal khota hai, dil aakhir tu kyu rota hai.

You might also like