Muhuratl Vichar

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Latest in Astro

2013

?
2013
2013
2013



Bhadra Kal Vichar



Bhadra Bhagwan Surya Dev ki putri aur Shani Dev ki bahan hain. Shani ki tarah hi iska
svabhav bhi kroor bataya gaya hai. Is ugade svabhav ko niyantrit karne ke liye hi Bhagwan
Brahma ne use Kalgarna ya Panchaang ke ek pramukh ang Karan mein isthan diya. Jahan uska
naam Vishti Karan rakha gaya. Bhadra ki isthiti mein kuchh shubh karyon, Yatra aur Utpadan
aadi karyon ko nishedh mana gaya. Kintu Bhadra Kal mein Tantra karya, Adalati aur
Rajnaitik Chunav kary suphal dene vale mane gaye hai.
Panchak (Tithi, Vaar, Yog, Nakchhtra aur Karan) ki tarah hi bhadra ko bhi dekha jata hai. Tithi
ke aadhe bhaag ko karan kahte hai. Is tarah ek tithi ke do karan hote hain. Kul 11 karanmaane
gaye hain jinme Bav, Baalav, Kaulav, Taitil, Gar, Vanij aur Vishti char karan aur Shakuni,
Chatushpad, Naag aur Kistughna achar karan hote hain. Vishti karan ko hi Bhadra bhi kaha jata
hai. Krishnapaksh ki Tritiya, Dashmi aur Shuklpaksh ki Chaturthi, Ekadashi ke uttarardh me

evam Krishnpaksh ki Saptami, Chaturdashi, Shuklpaksh ki Ashtami aur Purnima ke purvardh me


bhadra rahti hai.
Tithi ke purvardh me (Krishnpaksh ki 7:14 aur Shuklpaksh ki 8:15 tithi) Din Ki Bhadra
kahlati hai. Tithi ke uttrardh ki (Krishnpaksh ki 3:10 aur Shuklpaksh ki 4:11) ki Bhadra
Ratri Bhadra kahlati hai. Yadi din ki Bhadra ratri ke samay aur ratri ki Bhadra din ke samay aa
jaye to use shubh mana jata hai. Bhadrakal me Vivah, Mundan, Grihpravesh, Yagyopavit,
Rakshabandhan ya koi bhi naya kaam shuru karna varjit mana gaya hai. Lekin Bhadrkal me
Operation Karna, Mukadma Karna, Kisi Vastu Ka Katna, Yagya Karna, Stri Prasang Sambandhi
Karm shubh mane gaye hain.
Somavaar, Mangalvaar aur Budhvaar ki bhadra Bhadrika kahlati hai.Shanivaar ki Bhadra
ashubh maani jati hai.


,
,

(, , , )
. . 11

, , , , , , ,

. .


, ,
,

,

.

( 7:14 8:15 ) .
( 3:10 4:11)

.
. , , , ,
. , ,
, , .

, , ,
, . .

You might also like