Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 6

Be Khabar Tu Jauhar-i Aa'inah Ayyaam Hai Tu Zamaane Mai Khuda Ka Aakhri Paigham Hai. . . !!!

Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Hai Aqeedah Yeh Apna Ba-Sidq Wa Yaqeen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen

Bazm-e-Kaunain Pehle Sajaa'i Gayi Phir Teri Zaat Manzar Pai Laayi Gayi Sayyad al-Awwaleen, Sayyad al-Aakhireen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Sayyad al-Awwaleen, Sayyad al-Aakhireen Mustafa, Mujtaba, Teri Madh Sana Mere Bas Mai Nahi, Dastaras Mai Nahi Dil Ko Himmat Nahi, Lab Ko Yaara Nahi Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Mustafa, Mujtaba, Teri Madh Sana Dil Ko Himmat Nahi, Lab Ko Yaara Nahi ( spEcialy these linEs )

Ae Rasul-e-Amin, Tujh Sa Ko'i Nahi Dast-e-Qudrat Ne Aisa Banaaya Tujhe Jumla Awsaaf Sai Khud Sajaaya Tujhe Ae Azal Ke Haseen, Ae Abad Ke Haseen Dhoondhti Hai Tujhe Meri Jaan-e-Hazeen Tera Sikkah Rawa Kul Jahan Mai Huwa Is Zameen Mai Huwa, Aasmaan Mai Huwa Kya Arab Kya Ajam Sab Hai Zair-e-Nagin Taubah Taubah Nahi, Ko'i Tujh Sa Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi

Hai Aqeedah Yeh Apna Ba-Sidq Wa Yaqeen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi

Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen. . . !!! Read more: http://www.forumpakistan.com/junaid-jamshed-ae-rasool-e-ameen-video-naat-andlyrics-t90756.html#ixzz2r6lnKfAN Muhammad ka roza qareeb aa raha hai Muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna naseeb araha hai farishton ye de do peghaam un ko Khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina,Madina,Madina,Madina bara lutf deta hai nam-e-Madina wafa tum na dekho ke hargiz kisi mein zamana wo aisa qareeb araha hai hifazat karo apney iman o deen ki zamana woh aisa ajeeb araha hai Muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna nasseeb aa raha hai farishton ye de do peghaam un ko khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina Madina Madina Madina bara luft deta hai naam-e-Madina Tum hain kuch khabar hai kahan ja raha ho Rasool-e-Khuda hain waha'n ja raha hoon Tum hain kuch khabar hai main kya pa raha hun mohabbat ka unki maza pa raha hoon chalo ja kay rehna Madina main ab tum qiyamat ka manzer qareeb aa raha hai farishton yeh de doh paighaam unko khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara saeed aa raha hai Madina Madina Madina Madina bara luft deta hai naam-e-Madina Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina ke khadim tumhara saeed aa raha hai ke khadim tumhara saeed aa raha hai

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna naseeb aa raha hai farishton ye de do peghaam un ko khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina Madina Madina Madina bara luft deta hai naam-e- Madina

Agar Koi Apna Bahla Chahta Hai


By Shujahat Agar koi apna bahla Chahta hai Usey chahi jisko, KHuda chahta hai Durood un pe bejo salaam un pe bejo Yahi momino se, Khuda chahta hai Khuda ki raza, Mustafa chahtey hai Khuda Mustafa ki, raza chahta hai Faqiron ke malja, yeh mangta tumhara Madine mein thori, silja chahta hai Sana khwan banaya, sana go banaya Sahi dum se tu, aur kya chahta hai Agar koi apna bhala chahta hai Usey chahi jisko, Khuda chahta hai BALA GHALLU LABE KAMALIHI,

Bala ghallu labe kamalihi, kasha faddo jabe jamalihi Hasunat jamiyo khisallihi, sallu alaihe wa aalihi Na kahi se dur hain manzilen, na koi kareb ki baat hai Jisse chahe usse nawaz de, ye dar-e-habib ki baat hai Jisse chaha dar pe bula liya, jisse chaha apna bana liya Yeh bare karam ke hain faisley, yeh bare naseeb ki baat hai Woh khuda nahi bakhuda nahi, woh magar khuda se juda nahi Woh hai kya magar woh hai kya nahi, yeh mohib habib ki baat hai Bala ghallu labe kamalihi, kasha faddo jabe jamalihi

Hasunat jamiyo khisallihi, sallu alaihe wa aalihi Sallu alaihe wa aalihi

FASLON KO TAKALLUF HAI HUM SE AGAR


Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door se Raaste mein agar paon tak jayengey } Hum Madine mein tanha nikal jayengey Aur galiyon mein kus dun batak jayengey Hum wahan jakey wapas nahin ayengey Doond te doondte log tak jayengey

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega Bandagi ka kareena badal jaye ga Sar juka ne ki fursat miley gi kisey Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey Naamey Aaka jahan bhi liya jayega Zikr unka jahan bhi kiya jayega Noor hi noor seeno mein bhar jayega Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey Eh Madiny ke zahi KHuda ke liye Daastaan ne safar mujko yumad suna Baat bhar jayegi dil tarap jayega Mere mohtat aasoo chalak jayege Unki chashme karam ko hai iski khabar Kis musafir ko hai kitna shaukey safar Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili, Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door se Raaste mein agar paon tak jayengey

AHAN ROZA E PAK KHREULWARA HAI


jahan roza e pak khreulwara hai vo janat nahin hai tho pir aur kya hai kahan main kahan yeh madiney ki galiyan yeh kismat nahin hai tho pir aur kya hai }

muhammad ki azmat ko kya poochtey ho ke vo sahibey kaaba kausen tehre bashar ki sarey arsh, mehman nawazi yeh azmat nahin hai tho, pir aur kya hai jo sai ko kamli mein apni chupaley jo dushman ko bhi zakhm, ka kar dua de usey aur kya naam dega zamana vo rehmat nahin hai tho piur aur kys hai qayamat ka ik din muwayan hai lekin humare liye har nafas hai qayamat madiney se hum jaa nisaron ki doori qayamat nahin hai tho pir aur kya hai tum iqbal yeh naat keh tho rahey ho magar yeh bhi socha ke kya kar rahey ho kahan tum kahan madhey mamo hey yazdaan yeh jurat nahin hai tho pir aur kya hai jahan roza e pak khreulwara hai vo janat nahin hai tho pir aur kya hai kahan main kahan yeh madiney ki galiyan

Hai Nazar Me Jamal-e-Habibe-Khuda


Hai nazar me Jamal-e-Habib-e-Khuda Jinki tasveer sine me maujud hai Jisne lakar kalame ilahi diya

Wo Muhammad Madine me maujud hai

Ful khilte hai padh padh ke salle ala Jhoom kar keh rahi hai ye bade saba Aisi khushboo gulon ke chaman me kahan Jo Nabi ke pasine me maujood hai Chhodna tera taiba gawara nahi Sari duniya me aisa nazara nahi Aisa manzar zameen pe na dekha kahin Jaisa manzar Madine me maujud hai Maine mana ke jannat bahot hai haseen Chhod kar mai Madina na jau kahin Yun to jannat me sab hai Madina nahi Aur jannat Madine me maujud hai Jabki toofan safine se takra gaya Maine usse ye be sakhta keh diya Kya bigadega tu kashtiye deen ka Na khuda jab safine me maujud hai

You might also like