Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 2

Dil Hi To Hai : Mirza Asadullah Khan Ghalib Dil hi to hai, na sang-o-khist Dard se bhar na aaye kyon?

Royenge hum hazaar baar Koi humein sataye kyon? Dair hahin, haram Nahin, Dar nahin, aastan Nahin Baithe hain rah-guzar pe hum Gair humein uthaye kyon? Jab veh amaal-e-dil!aroze "urte-mehre neem-roze #ap hi ho nazaar-soze $arde mein munh %huppaye kyon? Dashne-e-gamaz aan-sitan Naavk-e-naaz be-panah &era hi aks-e-rukh sahi, "aamne tere aaye kyon? Kaide-hayat-o-band-e-gham, #sl mein dono ek hain 'aut se pehle aadmi Gum se ni aat paye kyon? (usn aur uspe husn-e-zun Reh gayee bulhavas ki sharmi "harm #pne pe etmad hai, Gair ko aazmaye kyon? )an *oh garure-izz-o-naaz +an yeh hi abe-paas-e-vazan Raah mein hum milen kahaan Bazm mein *oh bulaye kyon? (an *oh nahin khuda-parast Jaao *oh be*a!a sahi Jisko ho din-o-dil aziz ,ski gali mein aye kyon? Ghalib-e-khast ke baghair Kaunse kaam Bandh hain? Royiye zar-zar kyaa?

Kee iye haye-haye kyon?

You might also like