Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 5

To,

Safoora Ansari.
Dhaneypur gonda
Utterpardesh.
Dated:

Subject: autobiography of our relation.

Dear ‫ صافورا‬how are u. Main yahan per acche se hoon main asal main tum ko is
letter ke jariye kuch samjhaana chahta hoon. Dear meri Hindi itni acchi nahi hai per
maim try karoonga tum ko explain karne ki. So agar kuch galti hojayee tu please ignore
it. Aaj main tum ko is letter ke jariyee her ek baat explain karna chahta hoon.
Dear ‫ صافورا‬maine tum ko jab pehli baar dekha year 2003 main tum ko pehli baar
dekha is se pehle main tum ko jaanta bhi nahi thaa aur na hi jaanta thaa ke koi hai.
Agar such pocho tu mane usi waqt yeh decide kar liya thaa ke main agar shaadi karoonga
tu definetly woh tum hi hogi pata nahi yeh baat tum ko us waqt maloom thi yah nahi
main nahi janta. Phir tum hum logon ke saath Gonda aayi who din aaj bho mujhe yaad
hai that 28th April 2003 yeh who din thaa. Phir usi time maine Zubi ko bhi pehli baar
dekha us waqt tum hi mere saath thi. Shayad tum ko yaad hoga. Phir meri ammi ne mujhe
mujhe yeh baat batayee ki tune ZUBI ko dekhaa. Maine kaha haan phir meri ammi ne
poocha ke hum log chahte han kit um yaani main ‫ اسرار انصاري‬ki shaadi ‫ تسليم فاطمة‬yaani
zubi se hojayee meri ammi ne poocha per maine koi jawaab nahi diya. Phir Zubi ki ammi
hamare ghar per aayi thi baat karne ke liye meri ammi se. phir khana khan ke time akele
main mujh se poocha ke tum ko Zoobi kaisi lagti hai maine kuch nahi bataya unko. That
date was 05th April 2003 maine unko bhi kuch nahi bataya.
Phir tum usdin ko hamare saath Zoobi ke ghar gayee thi tum main aur usmain
kya baat huiee mujhe pata nahi. Lekin sach tu yeah hai ke main Zoobi main kabhi
interested thaa hi nahi . aur naa hi maine kabhi aisa soocha thaa ke main us se shaadi
karoonga ab tum iski wajah kuch bhi samjhoo yeh main tum per choodta hoon. Phir hum
log Mumbai aaye 28th April 2003 phir main tumhare bare main soochta raha phir tum ne
mujhe ek letter likhaa thaa shayed tum ko yaad hoga maine us letter ko padha aur mere
abbu ke haath who letter lag gaya usi waqt mere abbu ne samajh liya thaa ke humare aur
tumhaare bech kuch hai phir waqt gujarta gaya maine apna kaam aur study karne laaga.
Phir aasma ki shaadi ka mamla aaya tum ko tu maloom hi hoga ke uske rishte ke
liyee kitni pareshani huiee. Nana jab bhi letter likhte the ammi ke pass hameesha isi baat
kai zikir kiya karte thee ke ‫ اسما‬ke rishte ke bare main kaha ki main bahut pareeshan ho
kuch samjh nahi aaraha hai ki kya ho raha hai koi rishta baithta hi naahi. Ammi jab bhi
letter padhti mujh ko batati thii ke kya likhaa hua hai yeah year 2003 ki baat hai . waqt
age padha saal 2004 aaya nana ne kaha dil baithaa jar aha hai koi rishta baithta hi nahi
samjah nahi aata kya ho raha hai hamare saath. Phir who saal bhi nilal gaya 2005 aaya
aur phir nana ne finally ammi ko 1 letter likha thaa aur usme yeh likha ke main aasma ke
liye Asraruddin ka haath mangta hoon shaadi ke liye yaani ke mera yeah baat aasma ko
acchi tarah se pata hai jab yeh letter ammi ne mere saamne padh ker sunaaya tu main
bilkul ghabra gaya that’s I becomes shocks that what is happening around me. Phir ammi
ne khala ko phone kiya aur kaha ke abba yaani ke mere nana pagla gayee hain kya ke
asma ki shaadi ki baat Asraruddin ke saath kar rahe hain. Jab yeah baat mujhe se poochi
ammi ne maine tu saaf mana kar diya.
Phir akhir 2005 main July ke month mai asma ka rishta pakka hua tumhare
vakeel bhai jaan se. phir tumhari ammi ne meri ammi ko phone kar ke bataya ke asma ki
shaadi 12th November 2005 ko pakki hogayee hai aur tum sab ko aana hai. Phir hum sab
log 2nd November 2005 ko dhaneypur pahunche who eid ka doosra din thaa
UP main aur Mumbai ke hissab se 3rd day thaa. Phir maine apni jankaari main 2nd time
tum ko dekhaa. Aur phir asma ki shaadi ho gayee. Aur phir hum log 28 din baad Mumbai
wapas aagayaie.
Aur phir main Mumbai main hameesha yeh hi soochta raha ke pata nahi tum
mere bare main kya soochti hoogi. Is you are like me or no. kya tum mujh ko pasand karti
ho yaa nahi phir Mumbai ke busy life main main dheere dheere main yeh baat sochna
kam kardiya? Aur sub kuch allah per chod diya. Phir main job per jaane lage kuch
problem mere life main aaye main bhi kuch upset sa rehne laaga yeh 2006 ki baat hai phir
mujhe 12th June 2006 main job ka offer aaya Saudi Arabia se main ne soocha ke main
bahar gaon kabhi nahi jaaonga per ammi aur abbu ke bolne per jaana pada who date thi
29th June 2006 main Saudi Arab main aagaya.
Main yahan per bahut hi upset rehne laaga I miss my parents my mother and
my father and specially you my darling ‫ صافورا‬and u believe or not but I love you. Pata
hai jab Saudi main main akele hota thaa main rota thaa mujhe sab ki yaad bahut aati thee.
Phir on 9th July 2006 ko main pehli baar makkah , masjid-al-haram main gaya aur pehla
umrah kiya. Agar aap first time kahan-e-kaaba ko deekhen tu bina palak jhapkaye jo bhi
mangte hai allah use pori karta hai. That time I wish that allah take care my of my parents
and seconedry that allah give me a good wife that she cares about my parents my family
and she will be a part of my life and and my family woh samjhdaar ho. Waise tu maine
pehle hi se decide ker liya thaa that you will be my life partner my wife meri beewi meri
zindagi that’s my life .
Dear Safoora my parents they don’t have a daughter and they always
expecting that they want a daughter in face of my wife. Mere maan aur baap hameesha se
yaahe duaa karte hain ki allah unko bahoo ke roop main baiti de. So are u fulfill whatever
they expecting with u?
Tum mujh se us din phone per pooch rahi thee na ke Mumbai main ek se
ek ladkiyaan hain phir tum ne mujh ko hi kyon pasand kiya? Tu suuno asisa nahi he ke
meri life main koi ladki nahi aayi. Haan meri bhi life main kaiyee ladkiyaan aayeen per
maine kabhi bhi kisi main interest nahi liya kyon ke main sir tum ko like karta thaa yeh
baat bilkul saach hai. Main tum ko yeh sab baat isisliyee bata raha hoon ke hamare aur
tumhaare beech koi doubt koi shak yaa koi bhi bhi misunderstanding naa rahe aur saare
baat pehle hi clear ho jayee. Is main se ek ladki thii jo mujh per bahut marti thee woh
hameesha yahi soochti rahi ke main us se kuch kahoo ga that I proposed to her? Ke main
us se kahoonga ke main tum se pyaar karta hoon. That I love you. Per main hameesha us
se door bhagta thaa yahan tak ke uska phoon bhi nahi uthata thaa jab main Saudi main
thaa tab uski shaadi hogayee main ne dil hi dil main soocha that thank god. Allah ka
bahut shukriya ke uski shaadi hogayee aur meri jaan chooti. Who ladki college main
mere saath padhti thee per ab sab kuch khatam hogaya hai.
Main yeh sab kuch tum ko letter ke jariyee se sab kuch explain ker de raha
hoon. Pata hain maine hameesha se yahi soocha ke jab bhi meri shaadi hogi main sab
kuch mere bare main explain kar doongaa.
Jab main Saudi se jaane laga tu maine soocha ke is baar mangni yaani
engagement zaroor kar loonga. Tu main Mumbai aaya 2nd may 2008 ko phir after one
week 09th may 2008 ko gonda ke liye nikle aur 11th may 2008 ko tumhare yahan per
aagyee. Main yahi sooch raha thaa ke kaise bhi ammi ko yeh baat boloon ke main ‫صافورا‬
Ko pasand karta hoon aur meri rishte ke baat karo magar himmat nahi ho rahee thee us
waqt ham tumhare ho yahan thee. Phir maine akhir ammi ko bol hi diyaa ke tum MAMI
Se baat karo shaadi ki. Tabhi ammi ne kaha ki mannan ki shaadi ho jayee phir baat
karoongi. Main chup hogayaa aur shaadi khatam hone ka wait karne laaga.
Aur phir main yahi sooch raha thaa ke kaise tum yeh baat kahoon ke that u
like me or no? ke tum mujhe pasand karti ho ya naahi lekin mauka hi nahi milta thaa ke
tum se kahoon. Main ne bahut try kiya per koi na koi hameeha rehta thaa. Phir yaad hai
motor cycle per main tum ko belbhariya le jaa raha thaa 15th may 2008 ko maine ne
soocha ke kahin per motor cycle rooka doon aur sab kuch pooch loon. Per mujhe accha
nahi laga ke raaste main ruk jaoon. Shayed yeh baat tum acchi nahi lagta main ne aise
soocha. Phir belbhariya main kabhi aisa time hi nahi mila. Phir 19th may 2008 ko tum
wapas apne gaon agayee. Phir sab log wahan per pahunche aur phir hafeez bhai ne
tumhari ammi se poocha rishte ke bare main tu tumhari ammi ne us waqt kaha ke who
log tu Mumbai main rehte hain bahut door pad jayegaa. Yeh baat maine sun lee thee.
Phir ek din tumhari ammi ne mujhe kothe per boolya aur poochne lage yeh
baat ke utne main tum aagyee thee phir tumhare ammi net um ko kaha ke thoodi der baad
main aana. Us waqt bhi wahi baat mujh se bol rahi thee yeh 22nd may 2008 ki baat hai
raat main 10:00pm time hoga. Phir main tum se bhee yeh baat poocne wala thaa ke tum
ne 25th may 2008 ko ek letter likha usmain kya tumne likhaa yeh tu tum ko pata hi hai.
Phir ammi aur abbu ghar banana main lag gaye aur bolne lage ke jab kabhi
shaadi ho tu apne ghar se ho. Phir 29th may 2008 ko main kothe per baithaa yahi sooch
raha thaa ke tum ko sab ki bol doon utne main tum aayee per tumharee ammi bhi ayee
magrib ka time thaa phir maine tum ko sab baat bataayee aur tumharee bajoo main soobi
bhi thee yaad hai na woh din. Phir 2nd June 2008 ko jam apne gaon main ijtema thaa tabhi
bhi maine tum ko sab bataya yaad hai naa. Dekho naa mujhe din tarikh aur time sab kuch
yaad hai kyon ke main bhi baki logon ki tarah dairy likhtaa hoon. Phir mushir ki aurat
tumhare ghar main baat kar rahee thee yaad hain naa tum bhi tu thee wahan per.
And finally coming that day we have to go 04th June 2008 to Mumbai
maine jaate jaate yeh kaha thaa ke baki ki baat phone per karoonga. Phir Mumbai main
aaya tu yahan per barish ki pareeshani phir ek baar jab main motor cycle se tumhaare
bahiyaa ko apna naaya wala ghar dikhaane le jaa raha thaa that is 30th June 2008 mera
accident ho gaayaa meri tabiyat kharaab hogayee left hand per kaafi tez maar lagee. Per
tumhare bhaiyaa ko kuch nahi huaa us waqt woh mere peeche baithaa tha.
Then on 07th July 2008 I am selecting for my new job wahan per mujhe
us company ne 1500$ American dollars per sign karaya yaad hai maine net um se bataya
bhi thaa aur phir finally I come back in Saudi Arabia on 14th July 2008 aur kaam karne
laaga aur 18th July 2008 ki isteefa (resign) diya aur phir 24th aug 2008 ko Mumbai

Tu yeh thee ab tak kee meri kahani. Tum boor tu nahi huyee naa.
Now something about my self
Name: Ansari Asraruddin
Date of birth : 17th September 1982
Sun sign: virgo
Qualification: metric in the year of 1998
Course in automobile: year 2000
School and college name: mohammed haji Saboo Siddik engineering college Mumbai
Gradation in : BA (bachelor of arts ) year 2003
Place: Mumbai
College name: maulana azad national university
E-mail address: www.asrar_ansar2003@yahoo.co.in
Address : transit camp tank pakhadi road, chawl no 14 back 05.
Byculla Mumbai 400011 (maharashtra)

Balubaid automotive limited company


Address: waly-al-ahad street. Post box no 213,
Al-sulemainia street jeddah 21411
Kingdom of Saudi Arabia

Mobile number: 00966554527157 (Saudi Arabia)


: 00919324591216 (Mumbai)

Now about my family


Ansari Sahabuddin –
Date of birth; 11th November 1958

Ansari Salma khatoon


Date of birth: 01st august 1963

Ansari Akramuddin
Date of birth: 01st august 1987

Ansari fatima tasleem


Date of birth: 11th aug 1988
Place : gonda

Ansari jameel
Date of birth: 02nd march 1955
And now your family

Ansari Safoora
Date of birth: 02nd February 1987

Ansari abdul ali


Date of birth: 07th November 1986

Ansari asma
Date of birth: 24th September 1982

Vakeel
Date of birth: 11th July 1980

Ansari Abdullah
Date of birth: 01st October 1957

Ansari abdul jaleel


Date of birth : 03rd march 1925
Date of expires: 25th September 2007

All above information taken my our grand father dairy that’s abdul jaleel Ansari

You might also like