Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 28

Pyar amar hai duniya main pyar kabhi nahin marta hai

Maut jism ko ahti hai rooh ka jalwa raheta hai


O shehzadi sapnon ki itni tu hairan na ho
Main bhi tera sapna hoon jaan mujhey anjaan na ho
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana Tumse Milkar Tumko Hai Bataana
Jabse Tujhko Dekha Dil Ko Koi Aaraam Nahin Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam
Nahin
Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan Bas Yaad Tujhe Karti Hoon Aur Koi Kaam
Nahin
Tune Bhi Aksar Mujhko Jagaya Raaton Mein Aur Neend Churayi Meethi Meethi Baaton
Mein
Tune Bhi Beshak Mujhe Kitna Tadpaya Phir Bhi Teri Har Ek Ada Par Pyaar Aaya
tera saath hai itana pyaara -kam lagta hai jeevan saara
tere milan ki lagan mein hamein aana padega duniya mein dubaara -2

maine tan man tujh par vaara pyaas bujhi na karke nazaara
tere milan ki lagan mein hamein aana padega duniya mein dubaara -2

jitni tujhamein hai ada ( utni hi vafa ) - jitna jahaan mein pyaar hai ( tujhse mujhe mila )
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com

badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi jitana karoon nazaara


hamein aana padega ...

pyaar ke ek ek pal pe hain ( sau jeevan qurbaan ) pyaar kabhi marta nahi ( marte hain
insaan )
pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaara
hamein aana padega ...
woh toh hothon se kuchh bhi kehti nahi uske aankhon mein ek kahani hai
Uss kahani mein naam hai mera mujh pe kudrat ki meharbaani hai
Aavega jad soniyan mahiyaan Mereya sajna tol sipahiya
Rakh laangi tennu seene la ke Tere bojon jind kamlaiyan
Jaandi nai akhiyaan to laali Dil dariya di lagda hai khali
Khushiyaan tere dukh diya naali Hovega jad dil da maali
Channa ve ghar Dhola ve ghar
Channa ve ghar aa ja ve Dhola ve ghar aa ja ve
Teriyan udigaan bich muk challe saal Takdi de rog muka ja ve
Channa ve ghar aa ja ve Dhola ve ghar aa ja ve
Aankhen jab bhi kholega tu paayega mujhe Jaaoongi kahin na main to chhodke tujhe
Dil tujhe dene yaara aayi hoon main aaj Todke main duniya ki rasmo ribaaj
Rasmo ribaaj
Poojti hoon tujhko bhagwaan ki tarha, oh oh oh Poojti hoon tujhko bhagwaan ki tarha
Tu chhaa gaya hai mujhpe aasmaan ki tarha
Oh oh oh mere yaar sau rab di
Sochti main rehti hoon bas yehi baat
Chhod to na doge kahin tum mera saath
Kar le yakeen tera chhodoonga na haath
I love you my darling
from the bottom of my heart

Khaayi hai jo aaj humne rab ki kasam Mile hai to ab nahin bichhdenge hum
Ho ho ho mere yaar sau rab di

Main chaahta hoon tujhko dil-o-jaan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha
Main chaahta hoon tujhko dil-o-jaan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha
Chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha
O, ho ho mere yaar sau rab di

Dekhta hi rehta hoon sapne tere Darrta hoon kahin meri aankh na khule
Aankh jo khulegi ho jaayegi tu pare Door nahin jaana kabhi dil se mere
Dil se mere
Paank mera dil hai quraan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha
Chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha

O, ho ho mere yaar sau rab di


Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Tanha Tanha Lauta Hoon Main To Bhari Mehfil Se
Mar Na Jaoon Kahin
Mar Na Jaoon Kahin Hoke tumse Juda

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas


Koi Rehta Hai Vo Ho Tum Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye


Tumko Main Na Dekhoon To Dil Mera Ghabraye
Ab Mujhe Chhodke
Ab Mujhe Chhodke Door Jaana Nahin

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas


Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
ake teri baahoin mein, har shaam lage sinduri
mere man ko mahakaaya, mere man ko mahakaaya
tere man ki kasturi, Ake teri baahoin mein...

mahaki havaayein, udata aa.nchal lat ghungharaale, kaale baadal


prem sudha nainoin se barase, pii lene ko jiivan tarase
bahon mein dhans lene de, priit ke chumban dene de
in adharo.n se chhalak na jaaye, in adharo.n se chhalak na jaaye
yauvan ras anguri, Ake terI baaho.n me.n...

priit ... bahata saagar tere liye hai ruup ke baadal


indradhanush ke ra.ng churaaun, terI zulmi maang sajaun
do phulon ke khilane ka, vaqt yahi hai milane ka
aa milake aaj mita dein, aa milake aaj mita dein
thodi si ye duuri, ake teri baahon mein...
shaam kaa rang ho gaharaa to sitaare jaage raat jo aaye to resham se andhere laaye
chaand jab jheel ke paani mein nahaane utare meri baahon mein tujhe dekh ke sharamaa
jaaye
jab tak gam ke parvat apane jagah se hil na jaaye aur hum mil na jaaye
koi faryaad na karma tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2 teri yaad aati hain - 2

jab tak apane armaanon ke gulshan khil na jaaye aur hum mil na jaaye
neenden barbaad na karna tu tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

haai aaga lage rasmon ko main todd du sab kasmon ko bas ginti jaa tu zakhmon ko
jitne zakham lage hain jab tak saare sil na jaaye aur hum mil na jaaye
koi faryaad na karma tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

prem hain koi rog ya jogi ka jog pyar ke dushman log


aa prem hain koi rog ya jogi ka jog pyar ke dushman log
jab tak kaaton pe chalte yeh paanv chhil na jaaye
aur hum mil na jaaye koi faryaad na karna
tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2
Is Baar Saavan Dahakaa Huaa Hai, Is Baar Mausam Bahakaa Huaa Hai
Jaane Piike Chalii Kyaa Pavan,  Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
RimJhim gire sawan Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan

Pahale Bhii Yuu.N To Barase The Baadal, Pahale Bhii Yuu.N To Bhiigaa Thaa Aa.Nchal
Ab Ke Baras Kyuu.N Sajan,  Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
RimJhim gire sawan Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan

Jab Ghu.Ngharuo.N Sii Bajatii Hai.N Buu.Nde, Aramaa.N Hamaare Palake Na Muu.Nde
Kaise Dekhe Sapane Nayan,  Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
RimJhim gire sawan Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
Mahafil Me.N Kaise Kah De.N Kisii Se, Dil Ba.Ndh Rahaa Hai Kis Ajanabii Se
Haay Kare Ab Kyaa Jatan,  Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
RimJhim gire sawan Sulag Sulag Jaae Man Bhiige Aaj Is Mausam Me.N, Lagii Kaisii Ye Agan
Woh mere saamne baithi hai magar usse kuchh baat na ho paayi hai
Main ishaara bhi agar karta huun ismein hum donon ki ruswaai hai
kuchh din se main tooti tooti rahati hoon apane dil se se roothi roothi rahati hoon
kuchh din se main khoyi khoyi rahati hoon jaagu bhi to soyi soyi rahati hoon
deewani aaj nahi to kal ho jaaungi
main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi
mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai……..
tujh bin lab par koi naam nahi aata dil ko tadpe bina aaraam nahi aata
donon taraf lagi hai aag baraabar ye rakh degi bas hamko raakh banaakar ye
tu bhi jal jaayegi main bhi jal jaaunga
main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga
mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai……..
ji chaahe teri aankhon mein kho jaaun aaj abhi is waqt main teri ho jaaun
kab tak aakhir ham milne ko tarsenge kab saavan aayega kab baadal barsenge
tu mast pavan ban jaa main baadal ban jaaunga
main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga
mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai
main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi
mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai

(main duniya bhulaa duungaa, teri chaahat mein) - 2


o dushman zamaanaa, mujhe na bhulaanaa
main khud ko mitaa duungaa terii chaahat mein

(main duniyaa bhulaa duungii, terii chaahat mein)


teraa saath chhuutaa, ye vaadaa jo tuutaa
main khud ko mitaa duungii, terii chaahat mein
main duniyaa bhulaa duungaa ...

merii saansen, terii Kushabuu


Find More lyrics at www.sweetslyrics.com

mere dil mein, terii dhadakan


merii mahafil, terii baaten
merii aankhen, tere darapan
(bin tere kuchh bhii nahiin main) - 2
main har Gam uthaa luungii ...
main duniyaa bhulaa duungaa, terii chaahat mein

siine se, lag jaa tuu, main huun teraa, diivaanaa


mujhe tujhase, milane se, rokegaa, kyaa zamaanaa
(chodungaa na saath teraa) - 2
main saba kuchh lutaa duungaa ...
phuulon aur kaliyon se mehake hue ik jungal mein
ik hasin jheel ke saahil pe hamara ghar ho
os mein bheegi hui ghaas pe ham chalte ho
rang aur nuur mein duubaa hua har manzar ho
main tujhe pyaar karu mere sanam
tu mujhe pyar kare mere sanam
Chocolate - Lime Juice - Ice Cream – Toffeeyan Pehle Jaise Ab Mere Shauk Hain Kahan
Gudiya - Khilone Meri Saheliyan Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan
Yeh Kaun - Sa Mod Hai Umra Ka..!
Yeh Kaisa Deewanapan Hai Kya Janu - Main Kya Janu Mushkil Ho Gaya Khud Ko
Kaise
Pehchanu Main Pehchanu Din Katta Hai Kate Na Ratiyan Kisse Kahun Main Yeh Sari
Batiyan
Yeh Kaun - Sa Mod Hai Umra Ka..!
Man Mein Tarange Uthne Lagi Hain Yeh Kaisi, Yeh Kaisi Ab Jaisi Hoon Pehle Nahin
Thi Main - Aisi, Main Aisi
Khilne Lagi Hain Raahon Mein Kaliyan Ankhiyan Dhoondhe Sapnon Ki Galiyan
Gudiya - Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan
Yeh Kaun - Sa Mod Hai Umra Ka..!
aanam jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaan-e-jaa
jaanam jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan
jaanam jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaan-e-jaa
jaanam jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan

jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam tu jo mujhe na mili marr jaaunga main
sanam

jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam tu jo mujhe na mila marr jaaungi main
sanam

ho rokega humko ab kya zamana


marr ke hamein hai vaada nibhana
jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam
tu jo mujhe na mila marr jaaungi main sanam
tu jo mujhe na mili marr jaaunga main sanam
jaanam jaan-e-jaa
jaanam jaan-e-jahaan
jaanam jaan-e-jaa
jaanam jaan-e-jahaan
dil ka aalam main kya bataaun tujhe - 2
ek chehre ne bahut - 2 pyar se dekha mujhe
Kaisi Pyaari Hai Yeh Chhotisi Rasoi , Hum Dono Hain Bas Dooja Nahin Koi
Is Kamre Mein Hongi Meethi Baaten, Us Kamre Mein Guzrengi Raaten
Yeh To Bolo Hogi Kahan Pe Ladaai, Maine Woh Jagah Hi Nahin Banai
Pyar Yahan Hai, Tu Kahan Hai...

Achha Yeh Batao Kahan Pe Hai Paani Bahar Beh Raha Hai Jharna Deewani
Bijli Nahin Hai Yahi Ek Gham Hai, Teri Bindiya Kya Bijli Se Kam Hai
Chodho Mat Chhedo Baazar Jaao, Jaata Hoon Jaoonga, Pehle Yahan Aao
Shaam Jawaan Hai, Tu Kahan Hai...

Wahan Tera Mera Naam Likha Hai, Rasta Nahin Yeh Aam Likha Hai
Yeh Hai Darwaaza Jahan Tu Khadi Hai Andar Aajao Sardi Badi Hai
Yahan Se Nazaara Dekho Parvaton Ka
Jhanku Maein Kahanse, Kahan Hai Jharokha,
Yeh Yahan Hai, Tu Kahan Hai...

Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan HaiMaein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja
Kitna Haseen Hai Yeh Ek Sapna Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan HaiMaein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja
hum teri aankhon mein aise kho jaayenge
duniya waalon ko na hum nazar aayenge
chaandani raaton mein yaad jab aati hai
tere deewaane ko kitana tadapaati hai
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein
main tere dil mein rahoon - tu mere dil mein rahein

You might also like