Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

"Jai Guru Mishri"

Sher-e-Rajasthan Pujya Gurudev 1008 Shree Roop Chand Ji Maharaj Sa, Dr. Kavi
Pravakta Shree Amresh Muni Ji 'Nirala' aur Sevabhawi Shree Harish Muni Ji Maharaj
Sa ka Shree Marudhar Kesari Pawandham, Jaitaran mai bhavya pravesh dinak
22/01/2015 ko doopahar 3:30 baje hua.
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

"Jai Guru Mishri"


Sohan ji Mehta (Bangalore) ne bataya ki aaj subah Sher-e-Rajasthan Pujya Gurudev
1008 Shree Roop Chand Ji Maharaj Sa se BJP President Shri Amit Shah Pujya
Gurudev ke darshanat aur unki sukh sata puchne ke liye padhare the.
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

"Jai Guru Mishri"


Sher-e-Rajasthan Pujya Gurudev 1008 Shree Roop Chand Ji Maharaj Sa, Dr. Kavi
Pravakta Shree Amresh Muni Ji 'Nirala' aur Sevabhawi Shree Harish Muni Ji Maharaj
Sa ke darshanat aur sukh sata puchne ke liye BJP President Shri Amit Shah padhare
the.
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

"Jai Guru Mishri"


Sher-e-Rajasthan Pujya Gurudev 1008 Shree Roop Chand Ji Maharaj Sa ka
Pawandham Jaitaran mai bhvya mangal pravesh kal ho gaya hai aur unke swasthya
mai sudhar hai.
Sohan Lal Ji Mehta (Bangalore), Raju Ji Bhandari (Jodhpur) aur Vimal Chand Ji Khivsar
(Mumbai/Beawar) ye sabhi param Gurubhakt Pujya Gurudev ke elaaj mai Prarambh
se lekar ab tak Pujya Gurudev ki seva mai agrani rahe hai.
Shree Marudhar Kesari Pawandham Parivar en sabhi param Gurubhakto ka
sadhuwad aur hardik abhinandan karta hai.
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

"Jai Guru Mishri"


Suprabhat
Hum kamna karte hai ki apka din mangalmaya ho.
Marudhara Bhusan Uppravartak salahakar Pujya Gurudev Shree Sukan Mal ji
Maharaj Sa aadi thana 3 aaj Shree Marudhar Kesari Pawandham Jaitaran se Indore
ke liye vihar hue hai.
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham Parivar

"Jai Guru Mishri"


Marudhara Bhusan Uppravartak Salahkar Pujya Gurudev Shree Sukan Mal Ji Maharaj
Sa apne shisth mandal ke sath aaj Arihant Bhawan R K Colony, Bhilwara viraj rahe
hai.
Apka din mangalmaya ho.
Sangathan Mantri
Shree MArudhar Kesari Pawandham Pariwar.

"Jai Guru Mishri"


Lokmanya Sant Sher-e-Rajasthan Shraman Sanghiye Varisth Pravartak 1008 Pujya
Gurudev Shree Roopchand Ji Maharaj Sa 'Rajat' , Marudhara Bhusan Uppravartak
Salahkar Pujya Gurudev Shree Sukanmal Ji Maharaj Sa, Tapasvi Ratan Jyotish Samrat
Shree Amrit Muni Ji Maharaj Sa, Dr. Kavi Pravakta Shree Amresh Muni Ji Maharaj Sa
'Nirala' aadi thana 14 ka year 2015 (Vikram Samwant 2072) ka chaturmas Udaipur
mai ghoshit hua hai.
Mahaveer Raj Jain
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

"Jai Guru Mishri"


Lokmanya Sant Sher-e-Rajasthan Shraman Sanghiye Varisth Pravartak 1008 Pujya
Gurudev Shree Roopchand Ji Maharaj Sa 'Rajat' , Marudhara Bhusan Uppravartak
Salahkar Pujya Gurudev Shree Sukanmal Ji Maharaj Sa, Tapasvi Ratan Jyotish Samrat
Shree Amrit Muni Ji Maharaj Sa, Dr. Kavi Pravakta Shree Amresh Muni Ji Maharaj Sa
'Nirala' aadi thana 14 ke sanidhya mai akshay tratiya paarana mahotsav dinak 21
April 2015 baishakh sudh 3 mangalwar ko Shree Marudhar Kesari Pawandham
Jaitaran mai ghoshit hua hai.
Mahaveer Raj Jain
Sangathan Mantri
Shree Marudhar Kesari Pawandham

You might also like