Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 1

Tujhe Dekha Toh Yeh Jana Sanam Lyrics from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Tujhe dekha toh yeh jana sanam


Pyar hota hai divana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
((tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam) - (2)
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham) - (2)
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
La la la la la..........
La la la la la, la la la
Aankhe meree sapne tere, dil mera yade teree
O mera hai kya (la la la), sab kuchh tera (la la la)
Jan teree sanse teree
Meree aankho me aansu tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Yeh dil kahee lagta nahee, kya kahu mai kya karu
Ha too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karu
Tune aawaj dee, dekh mai aa gayee
Pyar se hai badee kya kasam
(Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam) - (2)
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham - (2)

You might also like