Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Amaanat

Kab is zimmedari se
Azaad karaayega?

Ye jo dard hai

Jaise jaise ye umra

Kisi ki amaanat hai.

Badhati ja rahi hai

Suna hai,

Meri aankhon ki roshni

Kisi ki amaanat mein

Kam hoti ja rahi hai,

Khayanat nahin karte

Mere haathon ki jumbish

isliye main ne is dard ko

Khoti ja rahi hai.

Bahut sambhal kar rakha hai.

Silwatein jism ki
Kisi tahareer ki tarah

Ise kam karne ki

Zindagi ki daastan

Koi dawa na li

Likhti ja rahi hai

Na koi aur koshish ki

Ab is daastan ka

Ye aisi amaanat hai

Aakhari manzar likhne wala hai

Jo sood ki tarah

Kahin aisa na ho ki

Badhati ja rahi hai.

Is aakhari manzar mein bhi


Wo na aaye

Khuda jaane kab wo

Aur uski amaanat

Apni amaanat lene aayega?

Mere saath chali jaaye..!

You might also like