Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Poems

TECHNOLOGY KA BHOOT
Sune bahoot tarike ke bhoot
Par ni suna koi aisa bhoot
Jo machay har taraf loott
Yahi hai asli bhoot

Aaj ka hai ye jamana technology ka


Technology ka deewana hai har koi
Bina technology har samay lagay begana
Chahe Bharat ho ya Lanka
Har jagah bajta hai danka
Sirf technology ka technology ka

Aaj ka ye ajib jamana dekho


Ghar me chahe khane ko na ho sara
Hota hai ghar mein technology ka bol bala

Is technology ka dekho roop naya


Har vyakti k paas hai phone naya
Aankde bayaan krte hai sab kuch
Chahe aadmi hai BPL ya paisewala
Har kisi pe bhoot sawar hai techonology ka

Man mein yahi sawaal ata baar baar


Technology na hoti to aadmi kaise hota us paar
Par naya roop dekho technology ka
Kuch deti hai to kuch leti bhi
Jeewan aasan banati hai asaan
Par kr deti hai beemar
Is technology ne to kudrat ko bhi kr diya beemar
Chaaro aur nazre dodaa k to dekho
Hr taraf hai prodooshan baram baar
Phir bhi is jamaane ko to dekho
Ispe abhi bhi hai technology ka bukhaar

RIGHTLY WRITTEN BY

RAGHAV PAHWA
14 MARCH 2014

You might also like