Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 17

Agar dil mein ishqe Muhammad nahi hai Ek nazar aasmaan pe daal, Marhaba! Marhaba!

To Ka’abe ko jaane ki koshish na karna Chamka maahe noor ka hilaal, Marhaba! Marhaba!
Dare Mustafa se ta’alluq nahi hai
Jhande lagaa-o, galiyaan sajaa-o
To naseeb aazmaane ki koshish na karna
Karlo charaagha, ghar jagmagaa-o
Raazi hoga Rabbe Zuljalaal, Marhaba!
Namaaze muhabbat niyaaze khuda hai
Who sajda hi kiya sar jo jhuk kar utha hai
Mehfil sajaa-o, na’ate sunaa-o
Agar tujh mein jazba Husaini nahi hai
To sar ko jukhaane ki koshish na karna Aaqa ki aamad ki dhoome machaa-o
Rozo shab yahi ho apna haal, Marhaba!
Maza tab hai peene mein itna asar ho
Uthe jaam to do jahaan ki khabar na ho Laarayb Nabiyon ke sardaar aa-e
Agar main kashi ka saliqa nahi hai Aa-e do a’alam ke ghamkhwaar aa-e
To peene pilaane ki koshish na karna Shaah kaare Rabbe Zuljalaal, Marhaba!

Aashiq ke dil jagmagaane lage hain


Muhammad ka gham do jahaan ki khushi hai
Dekho zara muskuraane lage hain
Yahi zindagi aur yahi bandagi hai
Deednee hai unke khado khaal, Marhaba!
Ghame Mustafa se agar be khabar hai
Ghame dil sunaane ki koshish na karna Sadqa wilaadat ka jalwa dekhaado
Dil ki lagi ab to Aaqa bujhaado
Khudawand ki justujoo karne waale
Dekhlaado apna ab jamaal, Marhaba!
Bawaqte tahajjud wuzu karne wale
Agar door tu hai Muhammad ke dar se
Khuda ko manaane ki koshish na karna

Joodo sakhaawat hai a’adat tumhaari


Na’ate Sarkaar ki parhta hoon main
Phaylaa-e daaman khare hain bhikhaari
Bas isi baat se ghar mein meri rahmat hogi
Kardo karam Aamina ke laal, Marhaba!
Ek tera naam waseela hai mera
Ranj-o-gham mein bas isi naam se raahat hogi
Jaame shahaadat piya jinho ne
Ahle sunan ko jilaadi unho ne
Ye sunaa hai ke bahot raat andheri hogi
Yaad aa-enge woh har saal, Marhaba!
Qabr ka khauf na rakhna ai dil
Shaadi ke naghme sunaate rahenge Wahaan Sarkaar ke chehre ki ziyaarat hogi
Jashne wilaadat manaate rahenge
Waar denge tum pe jaan-o-maal, Marhaba! Hashr ka din bhi ajab dekhne waala hoga
Zulf lehraa ke woh jab aa-enge
Parhne laga jab Ubaid unki na’ate Phir qayaamat mein bhi ek aur qayaamat hogi
Hone lagi chaarsu us ki baate
Faiz-e Raza ka hai sab kamala, Marhaba! Do jahaan mein phir use kon panahwe lega
Hoga ruswa jo sare hashr jise
Fathima Zahra ke bachchon se adaawat hogi

Kahin Yaaseen, kahin Taahaa, kahi Wash shams aaya


Jis ki qasme mera Rab yaad kare
Ketni dilkash mere Mahboob ki soorat hogi

Apna daaman to gunaaho se bhara hai altaaf


Ek sahaara hai ke main unka hoon
Bas isi nisbat se sare hashr shafa’at hogi
Waqt laa-e Khuda sab Madine chale
Noori mehfil pe chaadar tani noor ki
Lootne rahmato ke khazeene chale
Noor phayla huwa aaj ki raat hai
Sab ki manzil ki jaanib safine chale
Chaandni mein hai doobe huwe do jahaan
Meri saa-im dua aaj ki raat hai
Kon jawa numa aaj ki raat hai

Arsh par dhoom hai, farsh par dhoom hai


Hai woh bad bakht jo aaj mahroom hai
Phir ye aa-egi shab kis ko ma’aloom hai
Ham pe lutfe Khuda aaj ki raat hai

Mo’mino aaj ganje sakha loot lo


Loot lo ai mareezo shifa loot lo
Aasiyon rahmate Mustafa loot lo
Baabe rahmat khula aaj ki raat hai

Abr rahmat hai mehfil pe chaa-en huwe


Aasmaan se malaa-ik hain aa-e huwe
Khud Muhammad hai tashreef laa-en huwe
Kis qdar jaa fiza aaj ki raat hai

Maanglo, maanglo, chashme tar maanglo


Darde dil aur husne nazar maanglo
Kamli waale ki nagri mein ghar maanglo
Maangne ka maza aaj ki raat hai

Qadam, qadam pe khuda ki madad pahunchti hai Zahe muqaddar Huzoore haq se
Durood se mere dil ko rasad pahunchti hai Salaam aaya payaam aaya
Jhukaa-o nazre bichaa-o palke
Ye aasmaan bhi wahaan tak nahi pahunch saktaa Adab ka a’ala maqaam aaya
Jahaan tak aap ke qadmon ki had pahunchti hai
Ye kon sar se kafan lapete
Sar apna paa-e risaalat ma’aab rakhdoon Chala hai ulfat ke raaste par
To aasmaan pe bulandi ye qad pahunchti hai Firishte hayrat se tak rahe hain
Ye kon si ihtiraam aaya
Juloose ishqe Nabi ka ho jis taraf se guzar
Mere junoon ko bhi le kar khirad pahunchti hai Fazaan mein Labbayk ki sadaa-en
Za-farsh taa arsh goonchti hai
Durood ka diya jaata hai jab sawaab mujhe Har ek qurbaan ho rahaa hai
Bahisht tak meri do gaz lahad pahunchti hai Zabaan pe ye kis ka naam aaya

Salaam-o-na’at Muzaffar yahaan main parhtaa hoon Ye raahe haq hai sambhal ke chalna
Qubooliyat ki haram se sanad pahunchti hai Yahaan hain manzil qadam, qadam par
Pahunchna dar par to kehna Aaqa
Salaam leejiye ghulaam aaya

Ye kehna Aaqa bahot se aashiq


Tarapte use chor aaya hoon main
Bulaawe ke muntazir hain lekin
Na subh aayi na shaam aaya
Agar muqaddar ne aawari ki
Chalo diyaare Nabi ki jaanib Agar Madine gaya main Khaalid
Durood lab par saja, saja kar Qadam, qadam khaak us gali ki
Bahaare lootenge ham karam ki Main choom loonga utha, utha kar
Dilo ko daaman bana, bana kar

Na unke jaysa sakhi hai ko-ee


Na unke jaysa ghani hai ko-ee
Who benawaa-on ko har jagah se
Nawaazte hai bula, bula kar

Hai unko ummat se piyaar kitna


Karam hai rahmat shi’aar kitna
Hamaare jurmo ko dho rahe hain
Huzoor aasoon baha, baha kar

Main who nikamma hoon jis ki jholi


Mein ko-ee husne amal nahi hai
Magar who ehsaan kar rahe hain
Khataa-en meri chupa, chupa kar

Yahi asaa se amal hai meri


Isi bigri bani hai meri
Samet ta hoon karam Khuda ka
Nabi ki na’ate suna, suna kar

Baadal ghire huwe hain bearish baras rahi hai


Arshe ula ser a’ala mere Nabi ka Roza
Lagta hai kiya suhaana mere Nabi ka Roza
Hai har makaan se baala mere Nabi ka Roza
Jis waqt rooh tan se Attar ki juda ho
Kaisa hai piyaara, piyaara ye sabz, sabz gumbad Ho saamne Khudaaya mere Nabi ka Roza
Kitna hai meetha, meetha mere Nabi ka Roza

Firdous ki bulandi bhi choo sake na usko


Khulde bareen se ooncha mere Nabi ka Roza

Makke se isliye bhi afzal huwa Madinah


Hisse mein is ke aaya mere Nabi ka Roza

Ka’abe ki azmato ka munkir nahi hoon, lekin


Ka’abe ka bhi hai ka’aba mere Nabi ka Roza

Hogi shafa’at uski jisne Madine aa kar


Khaak ek nazar bhi dekha mere Nabi ka Roza

Paris pe marne waale Paris ko bhool jaata


Tu bhi jo dekh leta mere Nabi ka Roza
Har ek saa’at-o-lamha hai qeemti is ka Shabe wilaadate Sarkaar ka hai ye sadqa
Bas ek raat se barh kar mila ise rutba Ke milgaya hai sanaakhwaa Ubaid ko jazba
Isi liye to ye shab behtareen kehlayee Musaafir is ki ye mehnat jabhi to rang laa-ee

Khuda ka shukr karo aur parho durood un par


Ke aaj laa-e hai tashreef haadi-o-rahbar
Zamaane bhar mein hai mash-hoor jin ki yaktaa-ee

Chate hain baadale gham khushiyaan saath laa-ee hai


Har ek chehre pe ab muskuraahat aa-ee hai
Har ek dil mein khushi ki baji hai shaydaa-ee

Jahaan sabz parchamo ki bahaar aa-ee hai


Aur aashiqo ne makaan har gali sajaa-ee hai
Hai shaad, shaad Nabi ka har ek tamannaa-ee

Jahaan goonj utha marhaba ke na’aron se


Khushi hai kaisee na poocho ye gham ke maaro se
Yahi woh raat hai jo kaif ka samaa laa-ee

Unhi ke dar se hi daryaa-e jood behte hain


Who aa-e jo nahi saa-il ko nahi kehte hain
Sakhaawat aisi ata Rab ne unko farmaa-ee

Main jashne aamade Sarkaar yoon mana-oonga Allah humma salle ala sayyidina Muhammadin!
Ke jhoom, Jhoom ke na’ate Nabi sunaa-oonga
Salle ala pukaaro Sarkaar aarahe hain
Vilaadate shahe deen ka mahina aaya hai Uth-tho ai besahaaro Sarkaar aarahe hain
Gali, makaan, dokaan aaj sab sajaa-oonga
Moulood ki ghari hai chalo Aamina ke ghar par
Khuda ke fazl se phir baarween ki raat aa-ee Ai khuld ki bahaaro Sarkaar aarahe hain
Dile hazeeme khusi ke diye jalaa-oonga
Jo maangna hai mango jo lena hai so lelo
Juloose jashna vilaadat mein ihtiraam ke saath Dunya ke taajdaaro Sarkaar aarahe hain
Qadam, qadam pe duroodon ke gul khilaa-oonga
Purnoor hain zamaana subhe shabe vilaadat
Utha haath mein parcham Nabi ki azmat ka Parda utha hai kis ka subhe shabe vilaadat
Main marhaba ki sadaa-en lagaa-e jaa-oonga
Piyaare Rabi-ul-auwwal teri jhalak ke sadqe
Urooj mujhko mila na’ate Mustafa ke tufail Chamkaadiya naseeba subhe shabe vilaadat
Karam se unke bulandi pe aur jaa-oonga
Nisaar teri chehel pehel par hazaaro Eid-e-Rabi-ul-
Hai sar pe taaj mere nisbat-e-Raza ka Ubaid aww awwal
Raza ke naam ka sadqa hamesha khaa-oonga Siwaa-e iblees ke jahaan mein sabhi khushiyaan
vvvvvmana rahe hain

Mo’mino waqte adab hai aamade Mahboobe Rab hai


Jaa-en aadaa who tarab hai aamade shaahe Arab hai
Aamina bibi ka jayaa Baarween taareekh aaya Mahboob ke dar par jaa-oon
Subhe saadiq ne sunaaya salawatullahi alayk Woh waqte mubaarak aa-e
Taqdeer apni chamkaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Jab peshe nazar ho mere


Meenaaro gumbad tere
Main ghash khaa kar gir jaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Phir tere gumbade khazra


Ro, ro kar dast bastaan
Sab haal main tujh ko sunaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Dil ko apne samjhaa kar


Deedaar ki aas dila kar
Ro, ro kar main so jaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Woh khwaab mein jalwa dekha-en


Ai kaash karam farmaa-en
Main qadmon mein gir jaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Hai dil ka Ubaid ye armaan


Phir ban kar unka mehmaan
Darbaar mein na’at sunaa-oon
Woh waqte mubaarak aa-e

Pahunchoon dare Sarkaar pe chaaha to yahi hai Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka
Aage meri taqdeer, tamanna to yahi hai Karloon nazaara aakar phir aap ki gali ka

Ek khaas mahak aane lagi mauje hawa mein Ik baar phir dekhaado Ramzaan mein Madina
Aasaar batate hain Madinah to yahi hai Beshak banalo Aaqa mehmaan do ghari ka

Hai gumbade khazra ke siwaa aur bhi jalwe Rota huwa phiraa-oon daaghe jigar dekhaa-oon
Aankho keliye khaas nazaara to yahi hai Afsana bhi sunaa-oon main apni be-kasi ka

Ye unki riza hai mujhe bheje mujhe roke Phir sabz, sabz gumbad ki dekhloon bahaarein
Waapas main nahi aa-oonga soncha to yahi hai
Ab izn dedo Aaqa phir mujhko haazri ka
Yaad un ki rahe dil mein jamaal un ka nazar mein
Naam unka zabaan par rahe ach-cha to yahi hai Ya Mustafa gunaahon ki aadate nikal jaa-en
Jazbah mujhe ata ho sunnat ki payrwi ka
Har saas se aati ho sada salle ala ki
Ham laakh jiye asl mein jeena to yahi hai Allah hubbe duniya se tu mujhe bachana
Saa-il hoon Ya Khuda main Ishqe Muhammadi ka
Izhaar ghame hijr ki kiya shakl nikaaloon
Rone ki bhi taaqat nahi rona to yahi hai Imaan pe Rabbe rahmat dede tu istiqamat
Dede hoon waasta main tujhko tere Nabi ka
Tayba mein ho sab kuch mere daaman mein hai
;LKLLIaasee Ulfat ki bheek dedo deta hoon waasta main
Dunya ka karam kiya meri dunya to yahi hai Siddeeq ka, Umarka, Usmaan ka, Ali ka
Duniya ke taajdaaron tumse mujhe gharaz kiya
Hubbe Ahmad azal hi se seene mein hai
Mangta hoon main tu mangta Sarkaar ki gali ka Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai

Meezaan pe sab khare hain a’amaal tul rahe hain Itr jannat mein bhi aisi khushbu nahi
Rakhlo bharam Khudaara Attaare qaadri ka
Jaisi khushbu Nabi ke pasine mein hai

Besahaara na samjhe zamaana mujhe


Mere Aaqa ka maskan Madine mein hai

Phool to phool kaanton mein bhi husn hai


Lutf jannat se barh kar Madine mein hai

Kiya Muqaddar hai Bu-Bakr-o-Faarooq ka


Unka ghar rahmato ke khazeene mein hai

Saare ach-chon mein ach-cha samajhiye jise


Sab se auwla woh a’ala hamaara Nabi
Hai us ach-chon se ach-cha hamaara Nabi
Sab se baala woh waala hamaara Nabi
Saare oonchon mein ooncha samajhiye jise
Apne Mauwla ka piyaara hamaara Nabi
Hai us oonchon se ooncha hamaara Nabi
Dono a’alam ka dulha hamaara Nabi
Jis ko shaaya hai arshe Khuda par juloos
Jin ke talwon ka dhowan hai aabe hayaat Hai woh sultaan waala hamaara Nabi
Hai woh jaane maseehah hamaara Nabi
Ghamzadon ko Raza muzhdah dijiye ke hai
Khalq se Auwliya, Auwliya se Rusul Be-kason ka sahaara hamaara Nabi
Aur Rasoolon se a’ala hamaara Nabi

Kaun deta hai dene ko moonh chaahiye


Dene waala hai sach-cha hamaara Nabi

Jis ki do boondh hai kauwsar-o-salsabeel


Hai woh rahmat ka darya hamaara Nabi

Jis ne murdah dilon ko dee umre abad


Hai who jaane maseehah hamaara Nabi

Kiya khabar kitne tare khile chup ga-e


Par na doobe na dooba hamaara Nabi
Tu shamma’e risaalat hai aalam tera parwaana Gir par ke yahaan pahuncha mar, mar ke ise paayaa
Tu maahe nabuwwat hai ai jalwa-e-jaanaanaa Choote na Ilaahi ab sange dare jaanaanaa

Woh kahte na kahte kuch, woh karte na karte kuch


Jo Saaqiye Kauwsar ke chehre se naqaab uth-the
Ai kaash woh sun lete mujh se mera afsaanaa
Har dil bane mai-khaana har aankh ho paimaanaa

Dil apna chamak uth-the Imaan ki tal-at se Sarkaar ke jalwon se rauwshan hai dile Noori
Kar aankhe nooraanee ai jalwa-e-jaanaanaa Ta hashr rahe rauwshan Noori ka ye kaashaana

Sarshaar mujhe karde ek jaame labaa lab se


Ta hashr rahe saaqee aabaad ye mai-khaanaa

Us dar ki huzooree hi isyaan ki dawaa tehree


Hai zahre ma’aasee ka Tayba hi shifaa khaanaa

Har phool mein boo teri har shamma’a mein zauw


MNMteri
Bul-bul hai tera bul-bul parwaana hai parwaana

Peete hai tere dar ka khaate hai tere dar ka


Paani hai tera paani daana hai tera daana

Sange dare jaana par kartaa hoon jabhi saa-ee


Sajda na samajh najdi sar deta hoon nazraana

Nemate baant-ta jis simt woh zeeshaan gaya Arshe haq hai masnade rif-at Rasoolullah ki
Saath hi munshiye rahmat ka qalamdaan gaya
Dekhni hai hashr mein izzat Rasoolullah ki
Le khabar jald ke ghayron ki taraf dhiyaan gaya
Laa-wa-Rabbil arhs jis ko jo milaa un se milaa
Mere Mauwla mere Aaqa tere qurbaan gaya
Bat-ti hai kaunain Nemat Rasoolullah ki
Dil hai woh dil jo teri yaad se ma’amoor rahe
Sooraj ulte paa-oon palte chaand ishaare se ho chaak
Sar hai woh sar jo tere qadmon pe qurbaan gaya
Andhe najdi dekhle qudrat Rasoolullah ki
Unhe jaanaa unhe maanaa na rakhaa ghair se kaam
Lillahil hamd! Main dunya se Musalmaan gaya Woh jahannam mein gaya jo un se mustaghni huwa
Hai Khaleelullah  ko haajat Rasoolullah ki
Aaj le un ki panaah aaj madad maang un se
Phir na maanenge qayaamat mein agar maan gaya Tujh se auwr Jannat se kiya matlab wahaabi door ho
Ham Rasoolullah ke Jannat Rasoolullah ki
Jaan-o-dil hosh-o-khirad sab to Madine pahunche
Tum nahi chalet Raza saaraa to saamaan gaya Ham bhikaari woh kareem unka Khuda un se fazoon
Auwr na kehna nahi aadat Rasoolullah ki

Toot jaa-enge gunahgaaron ke fauwran-qaido-band


Hashr mein khul jaa-egi taaqat Rasoolullah ki

Ai Raza khud saahibe Qur’an hai maddaahe Huzoor


Tum se kab mumkin hai phir mid-hat Rasoolullah ki
Ajab rang par hai bahaare Madina Shabe Me’raaj ajab noor hai,
Ki sab Jannate hai nisaare Madina Patta patta shajre toor hai,

Mubaarak ho ai andaleebo tum-he Ek qadam farsh pe hai, ek qadam arsh pe hai


Un ko nazdeek hai jo door hai,
Hame gul se behtar hai khaare Madina
Ghaib kiya cheez hai? Dekh aa-en hain woh ghaibul
Meri khaak Ya Rab na barbaad jaa-e IIIIIIIIghaib
Pase marg karde ghubaare Madina Ya’ni woh zaat hai jo mash-hoor hai,

Rage gul ki jab naaz-ki dekhta hoon Dekh aa-en hain woh aayaate Khudaa-e bartar
Mujhe yaad aati hai khaare Madina Yahee Qur’an mein mastoor hai,

Marhaba kehta hai ko-ee to ko-ee Salle-ala


Rahen un ke jalwe base un ke jalwe Naghma-e sanjee mein labe hoor hai,
Mera dil bane yaadgaare Madina
Rabbe habli pe kaha Rab ne ke aa-e mere Habeeb
Bana aasmaan manzile Ibn-Maryam Tum ko manzoor to manzoor hai,
Ga-e laamakaan Taajdaare Madina
Ai shafaa-at ke dhani teri shafaa-at sun kar
Shaadmaan har dile ranjoor hai,

Paaliya un ko to kauwnain ko paaya Sayyad


Ya’ni jholi meri bharpoor hai,

Ye khuld ka rasta hai ya arsh ka zeena hai Nazdeek aaraha hai Ramazaan ka mahinah
In aankho mein Ka’aba hai auwr dil mein Madinah hai Saahil se haajiyon ka phir aalaga safeena

Sarkaar ki yaan-don mein aansoon jo nikal jaa-e Aaqa na toot jaa-en ye dil aabginah
Jam jaa-e to moti hai chamke to nagina hai Ab ki baras bhi Mauwla rah jaa-oon main kaheen na

Har shakhs lagaate hai aankho mein aqeedat se Dil ro raha jin ka aansoon jhalak rahen hain
Surmaah hai Bareily ka ya khaake Madinah Un aashiko ka sadqa bulwaa-iye Madinah

Sarkare do aalam ka daaman na khabhi choote Betaab ho raha hai Taybaah ki haazri ko
Mo’min tere haathon mein anmol nagina hai Aashiq tarap raha hai auwr phat raha hai seenah

Raaten bhi mahak ti hai raste bhi mahak te hai Bas aarzoo yahi hai qadmon mein maut aa-e
Sarkaar ki aamad hai rahmat ka mahinah hai Piyaare Nabi hamaara madfan bane Madinah

Attar ki huzoori ki aarzoo ho poori


Ho jaa-en door doori ai waaliye Madinah
Subha Taybaah mein huwee bat ta hai baara noor ka Ai Raza ye Ahmade noori ka faize noor ka
Sadqa lene noor ka aaya hai taarah noor ka Ho ga-ee meri ghazal barh kar qaseeda noor ka

Baaghe Taybaah mein suhaanah phool phoola noor ka Naariyon ka dauwr tha dil jal raha tha noor ka
Mast bu hai bul-bule parhti hai kalma noor ka Tum ko dekha ho gaya thanda kaleja noor ka

Baarweenh ke chaand ka mujra hai sajda noor ka


Baarah burjon se jhuka ik ik sitaarah noor ka

Tere hi maathe raha ai jaane sehra noor ka


Bakht jaaga noor ka chamka sitaarah noor ka

Main gadaan tu baadshah bharde piyaala noor ka


Noor din doona tera de daal sadqa noor ka

Taaj waaale dekh kar tera imaama noor ka


Sar jhukate hai Ilaahi bol baala noor ka

Teri nasle paak mein hain bach-cha bach-cha noor ka


Tu hai aine noor tera sab gharana noor ka

Chaand jhuk jaata jhidhar ungli uthaate mahad mein


Kiya hi chalta tha ishaaron par khilauwna noor ka

Apne Raza ke qurbaan jaa-oon


Aankhon ka taarah naame
Jis ne sikhaaya naame
Dil ka ujaala naame
Apne jameele razawi ke dil mein
Rabbul Ula ne
Aaja samaaja naame
Har shai pe likh-khaa naame

Hain yoon to kasrat se naam lekin


Sab se hai piyaarah naame

Nooh-o-Khaleel-o-Musa-o-Isa
Sab ka hai Aaqa naame

Parhti duroode dauwrengi hooren


Laasha jo lega naame

Rakh-kho lahad mein jis dam azeezon


Mujh ko sunaana naame

Bera tabaahi pe aagaya hai


Dede sahaara naame
Madine ke waali do a’alam ke daata Kiyun kar na mere dil mein ho ulfat Rasool ki
Meri bhi nazar soowe Taybaah lagi hai
Jannat mein le ke jaa-egi chaahat Rasool ki
Main mohtaaj hoon ek nigaahe karam ka
Aaqa tumhaare karam par meri zindagi hai Bigri bhi bana-enge dar par bhi bulaa-enge
Ghabraa-o na deewaano Sarkaar bulaa-enge
Hai waadiye aiman se khaaliq ki rahmat
Auwr musallam hai Bait-ul-muqaddas ki azmat
Chalta hoon main bhi qaafile waalon ruko zara
Magar qalbe muztar ko hai kis ki haajat
Who sultaame Taybaah tumhaari gali hai Mil ne do bas mujhe bhi ijaazat Rasool ki

Tumhaare hi tukron pe mera guzaaraan Kia sabz, sabz gumbad kia khoob hai nazaarah
Tumhaare hi darbaar ka hoon main mangta Hai kis qadar suhaana kaisa hai piyaarah, piyaarah
Jo tum se na maangoon to phir kis se maangoon
Tumhaarah to saara gharaana sakhee hai Sarkaar ne bulaake Madina dekhaadiya
Hogi hame naseeb shafa’at Rasool ki
Yahaan rah ke jeena hai marne se bad-tar
Wahaan jaa ke marna hai jeene se beh-tar In aankho ka warna ko-ee masraf hi nahi hai
Mayassar jo ho un ke qadmon mein rah kar Sarkaar tumhaarah rukhe zenba nazar aa-e
Wahi zindagi asl mein zindagi hai
Ya Rab! Dekhaade aaj ki shab jalwa-e Habeeb
Hazaaron hi mai-khaar Taybaah mein aa kar
Shab-o-roz peete hain irfaan ke saaghar Ik baar to ataa ho ziyaarat Rasool ki
Nahi ko-ee jaataa hai tishnaa sikandar
Ye saaqiye kauwsar ki darya dili hai

Qabr mein Sarkaar aa-e to main qadmon mein Ye arzu samaan bane hai isi noor ke tufail
KIIIIII giroon Taare chamak rahe hain isi noor ke tufail
Gar farishte bhi uthaa-en to main un se yoon kahoon Gulshan hare bhare hain isi noor ke tufail
Dono jahaan saje hain isi noor ke tufail
Ab to paa-e naaz se main ai farishton kiyoon uthoon
Mar ke pahuncha hoon yahaan is dil ruba ke waste Is noor ka azal se abad tak hai silsila
Ye noor woh hai jis ka tarafdaar hai Khuda
Tarpa ke un ke qadmon mein mujhko giraade shauwq
Jis waqt ho lahad mein ziyaarat Rasool ki Aaya hai raah raah dekhaane ke waste
Bando ko un ke Rab se milaane ke waste
Hashr mein ik, ik ka munh takte phirte hain adoon Bunyaad butkadon ki giraane ke waste
Aafaton mein pas ga-e un ka sahaara chor kar Rasmon rawaaj kufr mtaane ke waste
Insaan ko bandage ka saleeqa sikhaa-ega
Daaman mein un ke lelo panaah aaj najdiyon Ye noor zulmato ko ujaale banaa-ega
Menhgi paregi warna adaawat Rasool ki
Laaya hai apne saath masaawaat ka nizaam
Tu hai ghulaam un ka Ubaide Raza tere Is ki nazar mein ek hai aaqa ho ya ghulaam
Shohrat hai us ka lutf muhabbat hai is ka kaam
Mehshar mein hogi saa’at himaayat Rasool ki
Badle ga zulmon zor ke andaaz ye tamaam
Logon ke dil se zange kadoorat churaa-ega
Dukh par khushi ki rasm jahaan se mitaa-ega

Guftaar laa-jawaab hain kirdaar be naseeb


Haamee sitamzadon ka yateemon ka dastageer
Halqaab badosh is ke hain kiya shaah kiya faqeer
Insaan na rah sakega na insaan ka wasee
Bhooka rahega khud woh jahaan ko khilaa-ega Noor waala aaya hai noor le kar aaya hai
Ye apne dushmano ko gale se lagaa-ega Saare a’alam mein ye dekho kaisa noor chaaya hai

Payghaam-e-haq ye saare jahaan ko sunaa-ega Jab talakye chaand taare jhilmilaate jaa-enge
Weeraankado ko rashk gulistaan banaa-ega Tab talak jashne vilaadat ham manaate jaa-enge
Har kaam rahmaton ke khazaane lutaa-ega
Insaan ko ye dar se ukhuwwat sikhaa-ega
Naat-e-Mahboob-e-Khuda sunte sunaate jaa-enge
Dega kuch is ada se ye payghaam-e-dosti
Zehno se door karde ga sadiyon ki dushmani Ya Rasoolallah ka na’araa lagaate jaa-enge

Is noor ke nisaar Muhammad hai is ka naam Chaar jaanib ham diye ghee ke jalaate jaa-enge
Is ka payaam Khaaliqe Akbar ka hai payaam Ghar to ghar saare muhalle ko sajaate jaa-enge
Sardaar-e kaa-enaat hain Nabiyon ke hain imaam
Ta’areef se buland hai is noor ka maqaam Eid-e-meelad-un-Nabi ki shab charaagha kar ke ham
Aaya hai aur na aa-ega is shaan ka Nabi Qabr noor-e-Mustafa se jagmagaate jaa-enge
Dunya mein bhi anees hai Uqba mein hai balee
Peshe haq muzhda shafaa’at ka sunaate jaa-enge
Aaya hai muflison ki himaayat liye huwe Aap rote jaa-enge ham ko hasaante jaa-enge
Mazloom-o-bekaso ki muhabbat liye huwe
Ahle gunaah ka haq ke shafa’at liye huwe Hashr tak daalenge ham paydaa-ishe Mauwla ki dhoom
Saare jahaan keliye rahmat liye huwe Misle faaris najd ke qil-e giraate jaa-enge
Hoga isi ke zaat pe Qur’aan ka nuzool
Woh aakhri kitaab hai ye aakhri Rasool Hashr mein tere liwaa-e hamd ai azkaar ham
Naat-e-Sultaan-e-Madina gun gunaate jaa-enge

Guzaare raat din apne isi um-meed par ham ne


Ham ko bulaana Ya Rasoolallah
Kisi din to jamaale ruwe zenba ham bhi dekhenge
Khabhi to sabz gumbad ka ujaalah ham bhi dekhenge
Dame rukhsat qadam man barhke hain mehsoos kar
Hame bulwaa-enge Aaqa Madinah ham bhi ten hain
iiiiiiiiiidekhenge Kise hai jaake lauwtaane ka yaara ham bhi dekhenge

Dharak uth-the ga ye dil ya dharak na bhool jaa-ega Pahunch jaa-enge jis din ai Ujaagar un ke qadmon
Dile bismil ka ka us dar par tamasha ham bhi iiiiiiiiimein
iiiiiiiiiidekhenge Kise kehte hain Jannat ka nazaara ham bhi dekhenge

Adab se haath baandhe un ke roze par khare honge


Sunehri jaaliyon ka yoon nazaarah ham bhi dekhenge

Dare dauwlat se lauwtaya nahi jaata ko-ee khalee


Wahaan khairaat ka batna Khudaya ham bhi
iiiiiiiiiidekhenge

Barasti gumbade khazra se takraati huwi boonde


Wahaan par shaan se baarish barasna ham bhi
dekhenge
Bolte hain sangreze aap ke ishaare se Salla alayka Ya Rasoolallah , wasallam alayka ya
Dekhen hain shajar chalte aap ke ishaare se Habiballah
Ahlauw-wa-sahlan marhaba, Ya Rasoolallah !
Arz ki sahaaba ne aab khaari, khaari hai
Beer ho ga-e meethe aap ke ishaare se Chaaron taraf noor chaayaa, Aaqa ka meelad
aaya!
Khushiyon ka payghaam laayaa, Aaqa ka meelaad
Aap ko Khuda ne di arsh-o-farsh ki kunji iiiiiiiiiaayaa!
Faiz sab ko milta hai aap ke ishaare se
Shams-o-qamar auwr taare, kiyun na ho khush aaj
iiiiiiiisaare?
Mojzate shahki hai door, door tak shohrat
Un se hi to noor paaya, Aaqa ka meelaad aaya!
Chaand ho gaya tukre aap ke ishaare se
Khushiyaan manaate hain wahi, dhoome machaate
Tishnagee mitaane ko narm, narm haathon se iiiiiiiiihain wahi …
Jaari ho ga-e chashme aap ke ishaare se Jin par huwa un ka saaya, Aaqa ka meelaad aaya!
Ghar ko sajaate hain wahi, jhande lehraate hain wahi…
Bha-ee, bhaa-ee kar daalaa dushmane lahoo jo the Jin par huwa un ka saaya, Aaqa ka meelaad aaya!
Inqilaab hota hai aap ke ishaare se
Ghauwsul wara auwr Daata ne, mere Raza auwr
iiiiiiiiiKhwaaja ne …
Al-madad kaha jab bhi maine mauwje toonfaan mein Sab ne hi din ye manaaya, Aaqa ka meelaad aaya!
Mil gayaa kinaare se aap ke ishaare se
Jis ko shajar jaante hain, kehna hajar maante hain!
Aap ki jo mansha hai woh hi Rab ki mansha hai Aisa Nabi ham ne paaya, Aaqa ka meelaad aaya!
Sab nizaam chalte hain aap ke ishaare se Hai shaad har ek musalmaan, karta hai ghar, ghar
iiiiiiiiicharaaghaa!
Suwe khuld jaa-ega dekhna Ujaagar bhi Galiyon ko bhi jagmagaaya, Aaqa ka meelaad
Aap ki shafa’at se aap ke ishaare se aaya!

Na’ate Nabi gun gunaa-o, ishqe Nabi ko Mere Nabi piyaare Nabi hai martaba baala tera
iiiiiiiiiiibarhaa-o … Jis jaan ko-ee pahuncha nahi pahuncha wahaan talwa
Ham ko Raza ne sikhaaya, Aaqa ka meelaad aaya! iiiiiiiiitera

Jo aaj mehfil mein aa-e, man ki muraande woh paa-e! Ya Saraware dunya-o-deen tujh sa Nabi ko-ee nahi
Sab par karam ho Khudaaya, Aaqa ka meelaad Ba’ad az Khuda Maahe Mubeen saani nahi wallah
iiiiiiiiiiaaya! iiiiiiiiitera

Dil jagmagaane lage hain, sab muskuraane lage hain… Tera saraapa Ya Nabi tafseer hai Qur’aan ki
Ek kayfasa aaj chaaya, Aaqa ka meelaad aaya! Wallayl-o-Taahaa jabeen Wash-shams hai chehra tera

Sar kash jo the maa-il huwe dushman jo the qaa-il


iiiiiiiiihuwe
Mash-hoor kun tha kis qadar Ya Mustafa lehja tera

Rahmat thi pure josh par main bhi na tha kuch be-
iiiiiiiiikhabar
Tujh ko tujhi se maang kar ach-cha raha mangta tera

Khairaat deta hai Khuda har waqt tere naam ki


Jis ko mila, jo kuch mila, jitna mila sadqa tera

Jaa-en kahaan ye be-nawaan dar chor kar tera shahaa


Dar, dar pe woh jaata nahi jis ne bhi dar dekha tera
Naseeb chamke hain farshiyon ke Jo qabr mein apni un ko paa-o
Ke arsh ke chaand aa rahen hain Pakar ke daaman machal hi jaa-o
Jhalak se jin ki falk hai rauwshan Jo dil mein rah kar chupe the mujh se
Woh shams tashreef laa rahen hain Woh aaj jalwaa dekhaa rahen hain

Hai wajd mein aaj daaliyaan kiyun


Ye raqs patton ko kiyun hai shaayad
Bahaar aa-ee ye muzhda laa-ee
Ke haq ke Mahboob aa-rahen hain

Nisaar teri chehel pehel par


Hazaar Eiden Rabi-ul-Auwwal
Siwaa-e iblees ke jahaan mein
Sabhi to khushiyaan mana rahen hain

Habib-e-haq hain Khuda ki ne’mat


Bi ne’mati Rabbika fahaddis
Khuda ke farmaan par amal hai
Jo bazm mauwlid sajaa rahen hain

Main tere sadqe zameen-e-bat-ha


Fida na kiyun tujh pe ho zamaana
Ke jin ki khaatir bana zamaana
Woh tujh mein aaraam paa rahen hain

Aaminah ka laal aaya, Aaminah ka laal aaya, … Huzoore shaahe waalaa ki inaayat kam nahi ho ti
Woh bakh-shish karte rahte inaayat kam nahi ho ti
Aa gaya woh noor waalaa jis ki oonchi shaan hai
Jis ki mid-hat mein utaara Rab ne ye Qur’aan hai Jo kachra daalte un par gar beemaar ho jaa-en
Ayaadat phir bhi karte hain ayaadat kam nahi ho ti
Ho bayaan kaise fazeelat Aaminah ke chaand ki
Us ki to har har adaa par bolta Qur’aan hai Ali bistar pe lete hain agar che jaan khatre mein
Amaanat ka khayaal aisa hifaazat kam nahi ho ti
Aaminah tujh ko mubaarak tere ghar jalwah figar
Aaj woh maahe Risaalat Nabiyon ka sultaan hai Safe mehshar mein bakhshe jaate hain mujrim
iiiiiiiiishafaa’at se
Sang reze bol uthe jab hukm ho Sarkaar ka Shafaa’at ho ti rahti hai shafaa’at kam nahi ho ti
Dekh najdi un ki to path-thar ko bhi peh-chaan hai
Sare meezaan halki tole woh bhaari karaate hain
Jis ki haybat se pahaaron par ho taari zal-zale Gunahgaaron tumhe muzhda himaayat kam nahi ho ti
Seena-e Mahboob par utra yahi Qur’aan hai
Ujaala dil mein rahta hai teri yaadon ke deepak se
Woh khalwat bhi to kaisi hai ke jalwat kam nahi ho ti
Jo kaha mere Nabi ne woh hamesha sach huwa
Hu bahu saabit ye karta aaj saa-ins-daan hain Simat jaa-en lipat jaa-en zameen jitni ye duree hai
Ujaagar haa-e Taybaah se musaafat kam nahi ho ti
Ya saahibal jamaal wa ya sayyidal basher Ya Ilaahi har jagah teri ata ka saath ho
Meunw waj-hikal muneerina qadmon mein ran qamar Jab pare mushkil shahe mushkil kusha ka saath ho

Woh noor jalwagar huwa jab Aamina Ya Ilaahi bhool jaa-oon naz’a ki takleef ko
Zulmat jahaan se ho-ga-ee kaaboor sar ba sar Shaadiye deedaar husne Mustafa ka saath ho

Be-misl-o-be-misaal hai be-shak tumhaari zaat Ya Ilaahi gor-e-teerah ki jab aa-e sakht raat
Khatmur Rusul Habeebe Khuda Sayyidul bashar Un ke piyaare moonh ke sub-he jaan fiza ka saath ho

Dunya taras rahee thi tumhe rahmate Khuda Ya Ilaahi jab pare mahshar mein shor-e-daar-o-geer
Aane ko warna aa-ega zaaro payaam par Amn dene waale piyaare peshwaa ka saath ho

Un ka jamaal dekhne ko haq ata kar Ya Ilaahi jab zabaane baahar aa-en piyaas se
Salmaan ka zauwq Hazrate Siddique ki nazar Saahibe kauwsar shahe jood-o-ata ka saath ho

Har ek ka tum ne daamane ummeed bhardiyaa Ya Ilaahi garmiye mahshar se jab bharken badan
Ai Rahmate Khuda meri jaanib bhi ek nazar
Daamane Mahboob ki thandi hawa ka saath ho
Har zarrah kaa-inaat ka hai taab naak shams
Ya Ilaahi naama-e a’amaal jab khulne lagen
Laarayb aagaya hai ko-ee ghairate qamar
Aib poshe khalq sattaare khataa ka saath ho

Ya Ilaahi jab bahen aankhen hisaabe jurm mein


Un tabassum rez honton ki du’a ka saath ho

Ya Ilaahi jab chaloon taareek raahe pulsiraat Bandah milne ko qareebe Hazrate Qaadir gayaa
Aaftaabe haashmi noorul huda ka saath ho Lam’a-e baatin mein gumne jalwa-e zaahir gayaa
Ya Ilaahi jab sare shamsheer par chalna pare
Teri marzi paagaya sooraj phira ulte qadam
Rabbe sallim kehne waale ghamzuda ka saath ho
Teri ungli uth ga-ee mahka kaleja chir gayaa
Ya Ilaahi jo du’a-en neyk main tujh se karoon
Qudsiyon ke lab se aamin Rabbana ka saath ho Teri rahmat se Safiyullah  ka bera paar thaa
Tere sadqe se Najiyullah  ka bajra tir gayaa
Ya Ilaahi jab Raza khwaabe giraan se sar uthaa-e
Dauwlate be-daar ishqe Mustafa ka saath Teri aamad thi ke Baitullah mujre ko jhuka
Teri haybat thi ke har but thar-tharaa kar gir gayaa

Mo’min un ka kiya huwa Allah us ka ho gayaa


Kaafir un se kiya phiraa Allah hi se phir gayaa

Main tere haathon ke sadqe kaysi kankariyaan thi woh


Jin se itne kaafiron ka daf-atan munh phir gayaa

Kiyun janaabe Bu-Huraira kaisa thaa woh


jaame sheer
Jis se sattar saahibon ka doodh se munh phir gayaa

Qaafilah to ai Raza auwwal gayaa aakhir gayaa


The one who is permitted to permutation He whose eternal sweet scented perspiration
Has arrived today with ultimate perfection Encompassed the universe in the minutest duration
None can describe his eternal distinction Emerged in a city of spiritual habitation
‘Cause his excellence is beyond imagination Which marked the greatest spiritual inclination

The one whose exterior defeated elucidation Even in this period of rapid modernization
Was revealed to each and every invention His flawless life is used for one’s facilitation
What then will be of his interior decoration ‘Cause it is the only life in Allah’s commendation
Which Allah Himself made to endure depredation This is why there are myriads in his prosecution

He who guided his raging opposition Prior to his mundane accommodation


In the worst imaginable spiritual habitation Islam was thought to be a falsification
To the path of definite and the only salvation As soon as his presence marked the greatest
By Allah was he presented in the best presentation Sanctification
We received the treatment of irradiation
He whose attributes defeated coalition
Dominated the creation in the brightest condition The phase of the spiritual mammoth inversion
If this was enough for his followers proliferation Was in fact the phase of Islamic fertilization
What then will be of his manifest illumination? His elegantly perfect life was its irrigation
Which acknowledged Islam’s predomination
He can be declared as the greatest benediction
Sent to the creation as the greatest compassion Anybody who thought of his pulverization
Why then must we not partake in his Became a shareholder of his propitiation
commemoration? And always respected his purification
It is he who marked the creation’s inception This is why he is our greatest reception

Afsos to rukhsat huwa maahe mubaarak, alwada! Ta’areef kiya ko-ee kahe khaali nahi tha fazl se
Ro, ro ke dil ne yoon kaha, maahe mubaarak alwada! Roz-o-shab-o-subh-o-masa, maahe mubaarak
alwada!
Muddat se the ham muntazir shukr Khuda ayaa to
iiiiiiiiiiiphir Mamdooh Rabbul A’alameen mausoof khatmul
Parhayf jaldi chaldiya, maahe mubaarak alwada! mursaleen
Ai shaafi’e roze jaza, maahe mubaarak alwada!
Tujh mein shabe qadr ek thi sada mahinon se bhali
Salle ‘ala, salle ‘ala, maahe mubaarak alwada! Ab kooch hai peshe nazar aankhon mein ashk aaten
hain bhar
Jannat ke darwaaze khule dozakh ke darwaaze band Karta hai dil aah-o-bakaa, maahe mubaarak alwada!
iiiiiiiiiiihuwe
Khaaliq ki thi kiya, kiya ata, maahe mubaarak alwada! Tu maahe istighfaar ka auwr taa’at ghaffaar ka
Kuch bhi na ham se ho saka, maahe mubaarak
Qur’aan bhi naazil huwa ham ko sharf haasil huwa alwada!
Ai waa-e main ghaafil raha, maahe mubaarak alwada!
Gar zeest hai phir paa-enge warna bahoth
Jo farz ada tujh mein Karen ujar us ko sattar ka mile pastaa-enge
Tha yamno rahmat se bhara maahe mubaarak Tu ab to rukhsat ho chala, maahe mubaarak alwada!
iiiiiiiiiiialwada!

Aasi rozahdaar par pahunchengi jab naare saqar


Ban kar sipar legi bacha maahe mubaarak alwada
Teri dozakh se to kuch cheena nahi!
Sar suwe roza jhuka phir tujh ko kiya?
Khuld mein pahuncha Raza phir tujh ko kiya?
Dil tha saajid najdiya phir tujh ko kya?

Baith-te uth-te madad ke waaste


kahaa phir tujh ko kiya?

Be khudi mein sajdah darya tawaaf


Jo kiya ach-cha kiya phir tujh ko kiya?

Ya ibaadi keh ke un ko shaah ne


Apna banda kar liya phir tujh ko kiya?

Dev ke bandon se kab hai ye khitaab!


Tu na unka hai na tha phir tujh ko kiya?

Najdi marta hai ke kiyun ta'azeem ki?


Ye hamaara deen tha phir tujh ko kiya?

Dev tujh se khush hai phir ham kiya Karen?


Ham se raazi hai Khuda phir tujh ko kiya?

Dev ke bandon se ham ko kiya gharaz?


Ham hai abul Mustafa phir tujh ko kiya?

Wahi Rab hai jis ne tujh ko hamatan karam banayaa


Hame bheek maangne ko tera aasta batayaa
Tujhe hamd hai kudayaa!

Tum-hi haakima baraayaa, tum-hi qaasime ataayaa


Tum-hi daafi'e balaayaa, tum-hi shaafi'e ataayaa
Ko-ee tum sa kon aayaa!

Woh kunwaari paak Maryam woh nafakht


iiiiiiiiiiifeeh ka Adam 
Hai ajab nishaane aazam magar Aamina ka
iiiiiiiiiiijaaya
Wahi sab se afzal aayaa!

Yahi bole sidra waale chamane jahaan ke thaale


Sabhi main ne chaan daale tere paayeh ka na paayaa
Tujhe Yak ne yak banaaya!

Are ai Khuda ke bando ko-ee mere dil ko dhoondo


Mere paas tha abhi to abhi kiya huwa Khudayaa
Na ko-ee gayaa na aayaa!

Hame ai Raza tere dil ka pata chala ba mushkil


Dare roze ke muqaabil woh hame nazar to aayaa
Ye na pooch kaisa paayaa!

You might also like