Download as pptx, pdf, or txt
Download as pptx, pdf, or txt
You are on page 1of 5

Beauty Tips in Hindi for Hair: Paye Sundar Lehrate Majbut Baal

Har vyakti chahe fir wo stri ho ya purush apne


baalo ko kala aur chamakdar dekhna chahta hai.
Swasth kale aur chamakdar baal aapki khubsurati
mai char chand laga dete hai. Purane samay mai jo
tarike mahilaye apne baalo ke liye apnanti thi. Unse
unke baal such mai kale ghane lambe aur swasth

Beauty Tips in Hindi for Hair: Baalo Ki Sundarta Badhaye

Agar baal swasth hai to wo


sal mai lagbhag 15 cm tak
badte hai. Aur har mahine
inke badne ki stathi 2.5 cm
tak hoti hai. Lekin baalo ko
puri tarah poshan na milne
ke karan wo rukhe aur
bejaan hote hai. Jinse unki
lambai nahi bad pati hai. Yadi
aapke baal bhi kharab ho
chuke hai to pareshan mat
hoiye ham aapko batate hai ki
baalo ko swasth aur majbut
rakhne ke liye kya kya jaruri
hai. Aaiye janiye Beauty Tips
in Hindi for Hair.

Tel Se Massage Kare

Baalo ko swasth banane ya fir kahe poshan dene ke liye tel


ki malish bahut jaruri hai. Agar aap baalo mai rojana tel
lagayenge to bahut hi accha hai. Lekin fashion ke iss dour
mai logo ne tel lagana chhod diya hai, jisse baal jhadne
lagte hai. Isliye yadi aap roj tel nahi bhi lagana chahte hai to
hafte mai ek ya do baar tel jarur lagaye.

Baalo Ke Liye Jaruri Hai


Conditioning

Kuch logo ke baal bahut rukhe hote hai. Aese baalo ke liye conditioning
bahut jaruri hai. Baalo ko acche se shampoo karne ke bad acche se dho
le. Taki apke baalo mai shampoo ki matra na rahe. Uske bad bajar mai
uplabdh conditioning product ka upyog baalo par sakte hai. Conditioning
karte samay conditioner ko niche tip se lagaye scalp se nahi.

Hair Spa at Home in Hindi: Ghar Par hi Kare Baalo ki Dekhbal

Waise to baalo ki steaming parlour mai jakar aasani se karva sakte hai. Lekin aap bina
kisi bajar ke product ke ghar par bhi iss prakriya ko kar sakte hai. Hair Steaming ko
karne ke lieu sabse pehle to tel se sar ki malish kar le. Fir garam pani mai towel ko
bheega kar sar se bandh le. Aisa karne se aapke sar ke rom chihdra khul jayenge. Sath
hi aapke baalo ki conditioning bhi ho jayegi. Aur aapke baal moisturize ho jayenge.

You might also like