Farman Imam Ali A.S

You might also like

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Framan Mola Ali a.

s
1.
Barish ka qatra seepi or sanp dono k muu mein girta hey, jab k sanp usay zeher b
ana deta hay, or seepi usay moti, Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq.
(Hazrat Imam Ali as)
2.
Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai, Main do
zukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai, Main ibadat sir
f iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai.
(Hazrat Imam Ali as)
3.
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
(Hazrat Imam Ali as)
4.
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gh
aroor se dekh rahe ho.
(Hazrat Imam Ali as)
5.
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT, aisi cheezain hain jin k milnay say log badaltay na
hin BAYNAQAB hotay hain.
(Hazrat Imam Ali as)
6.
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se t
um main ghuroor paida ho jaye.
(Hazrat Imam Ali as)
7.
Insan dukh nahin detay,insanon se wabasta ummeedain dukh deti hein.
(Hazrat Imam Ali as)
8.
kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki s
harminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.
(Hazrat Imam Ali as)
9.
Buaree main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.
(Hazrat Imam Ali as)
10.
maaf karna sub se ziada usey zeb deta hai jo saza dene per qadir ho.
(Hazrat Imam Ali as)
11.
thora dene per sharmao nahi qk khali hath lotana ALLAH ko pasand nahi.
(Hazrat Imam Ali as)
12.
Ikhtiar ,taqat,Aur Doulat milnay per log badaltay nahin.....bal k Benaqab hotay
hain.
(Hazrat Imam Ali as)
13.
3 chizon ka ahtraam karo: ustaad. waaldain. buzurg.3 chizon ko sath rakho sahaai
.emaan.naiki 3 chizon ko yaad rakho ashaan .nasehay .maut 3 chizon k ley laro .
watan. izat. haq
(Hazrat Imam Ali as)
14.
Tum acha kro or Zamana tum ko bura samje ye tmrare Haq main behtar ha. bjaye iss
k,k tm bura kro or zamana tmko Acha samje.
(Hazrat Imam Ali as)

15.
Kabhi apne dost ka Imthan na lo, kya pata us wqt wo majboor ho aor Tum aik Acha
Dost kho Betho.
(Hazrat Imam Ali as)
16.
Kabhi Agr tum kisi ko Dua main mango Phir wo Tum ko na mily Tu ye Jan lo k Kahin
koi aor Tumhain apny "Rub" se mang raha ho, aor us ki Muhabat main Tum se Ziada
Shidat ho.
(Hazrat Imam Ali as)
17.
Dunya Us ko Yateem samjhti hai jis k Maan Baap na hoon, lekin main us ko Yateem
samajhta hoon jis k Achy Dost na hoon.
(Hazrat Imam Ali as)
18.
Bura Dost Koily ki Manind hota hai agr Jalta hoga tu Aap ko Jala de ga,, aor agr
Bhuja ho ga to Aap ke Hath Kaly kar dega.
(Hazrat Imam Ali as)
19.
Jahan Sadaqat aor Khuloos Nazar Aye wahan Dosti ka Hath Barhao Warna Tumhari Tan
hai Tumhari Bahtreen Sathi hai
(Hazrat Imam Ali as)
20.
Insan Apni Toheen Muaf kar sakta hai Bhool Nahee Sakta.
(Hazrat Imam Ali as)
21.
Kabhi na Girna Kamaal Nahee Balk Gir ke Sambhal Jana Kamal hai.
(Hazrat Imam Ali as)
22.
Har Insan ki Izat aor Us se Muhabbat karo, Q k har Insan K Andar Khuda ki Koi na
Koi Siffat Zaror Moujood hoti hai.
(Hazrat Imam Ali as)
23.
Jis Darakht Ki Lakdiyan Naram hongi us ki Shakhain Ziada Hongi, Bus Naram Tabiat
aor Naram Guftar Ban jao Taky Tumhare Dost Ziada Hoon.
(Hazrat Imam Ali as)
24.
Khush Mizaji Hameesha Khoubsorti ki Kami ko Poora kar Deti hai, Lekin Koobsorati
Kush Mizaji ki Kami ko Pora nahee kar sakti.
(Hazrat Imam Ali as)

25.
Kisi ko tum chahoo aor wo tumhe thukra day tu ye us ki Badnasibi hai,
Koi tumhain na chahy aor Tum usay Zaberdasti apna banana chahoo tu ye Tumhary na
fs ki Zilat hai.
(Hazrat Imam Ali as)

You might also like