Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 4

Main hosh mein tha tou phir Uss pe mar gaya kaise

Yeh zehar mere lahoo mein utter gaya kaise


Kuch Uss k dil mein lagawat zaroor thi warna
Woh mera haath daba ker guzar gaya kaise
Zaroor Uss ki tawajo ki rehbari ho gi
Nashe mein tha tou main apne hi ghar gaya kaise
Jise bhulaye kayi saal ho gaye Kamil
Main aaj Uss ki Gali se guzar gaya kaise

Peenay dai sharab masjid main baid kay Galib


Ya woh jaga bata jahan KHUDA nehen hai !!!!

a ki meri jan mein qarar nahi hai


taqat-e-bedad-e-intazar nahi hai
dete hain jannat hayat-e-dahar ke badle
nasha ba andaza-e-Khumar nahi hai
giriya nikle hai teri bazm se mujh ko
haye! k rone pe ikhtiyar nahi hai
ham se abas hai guman-e-ranjish-e-khatir
khak mein ushshaq ki gubar nahi hai
dil se utha lutf-e-jalwa haye mani
gair-e-gul aina-e-bahar nahi hai
qatl ka mere kiya hai ahad to bare
waye! agar ahad ustawar nahi hai
tu ne qasam maikashi ki khai hai Ghalib
teri qasm ka kuch aitabar nahi hai

aina kyun na dun k tamasha kahen jise


aisa kahan se laun k tujhsa kahen jise
hasrat ne la rakha teri bazm-e-khayal mein
guldasta-e-nigah suweda kahen jise
phunka hai kisne goshe muhabbat mein ai Khuda
afsun-e-intazar tamanna kahen jise
sar par hujum-e-dard-e-garibi se daliye
wo ek musht-e-khak k sahra kahen jise
hai chashm-e-tar mein hasrat-e-didar se nihan
shauq-e-inan gusekhta dariya kahen jise
darkar hai shiguftan-e-gul haye aish ko
subh-e-bahar panba-e-mina kahen jise
ghalib bura na man jo waiz bura kahe
aisa bhi koi hai k sab acha kahen jise

us ki hasrat ko meray dil main likhne walay


~~~kaash!!! usko bhi meri qismat main likha hota
Tera Na Milna Mera Naseeb Hi Sahe Lekin,
Meri Qismat Mein Likha Hai Tujhe toot ke Chahna .
Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye FARAZ
AankhOun Mein Liye Phirta HoOn Darya Teri Khatir
Etna Majboor hun taqdeer k hathon,
na usey pane ka zarf hey na khone ka hosla
Jab laga tha TeeR tab Itna Dard na Huwa,, GHALiB .
Zakham ka Ehsaas tab hua jab KAmaan dekhi apno K Hath main
Main nadan tha jo WaFa kO talash karta raha,
GHALIB
Ye bhi na sOcha ke apni saans bhi ek din BEWAFA ban jayegi
Is ajnabi shehar mein yeh pathar kahan sy aaya FARAZ .,
logon ki iss bheer main koi \ APNA\ zaror hai.
Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton k Siwa Kuch Nhi,
Ye Kiya Nahi.. Wo Hua Nahi.. Ye Mila Nahi.. Wo Raha Nahi .
Barbad karne ke or bhi raste they Faraz
najane unhen mohabbat ka hi khayal kiyun aaya
Sirf Ik Baar Apne Honton Se Mujhe Apna Keh Do..
Phir Mehfil Mein Raqeebon Ka Tamasha Dekho
ae khuda tu nay q bnayi aatish-e-dozakh, ?
mohabbat hi kafi ha insan ko jalanay k liye .
Laa teray pairo n mei marham Lga doon
meray diL ko thokar marnay say tujhay chott tou aee ho ge
ussey bhool janey ki qasam khata to hun magar
tapaq pertey hain ansu qasam phir tooot jati hai ..
kahin bhul na jaun tujhy khuda se maangna
yehi soch ker humne naam tera DUA rakha hai
Ro para woh shaks aaj Alwidah kehte kehte,
Meri shararton pe jo deta tha dhamkiyan Judai ki.
unhain ye khwahish k hum zuban se izhaar keren
hamen ye aarzu k wo dil ki zuban samjh len ..!
Wo Ek Shab Jali Tou Usay SHAMMA Keh Dia .
Hum Barson Se Jal Rahe Hain Koi Tou Khitaab Do!
Tere Sajde kahin Tuje Kaafir Na Kar Den INSAN
Tu Jhukta kahin Or Hy Or Sochta Kahin or

Ye zameen ki fitrat hai k har cheez ko jazb kar leti hai


Warna teri yaad mein girny waly aansuon ka ek alag samunder hota
FIRDOS-E-JANNAT MAIN LAKH HOROON KA KHIYAL SAHI LAYKIN
MAIN EK SHAKS KI MUHABBAT SAY NIKLOON TO WAHAN TAK SOCHOON ..
safaid libaas usse bht pasand tha faraz `
jab aj main kafan main lipta hun tou woh rota q hai
Mere jazbat se waqif he maira qalm.
FARAZ
Main pyar likhun to tera nam likha jata he.
Wo mera sab kuch hai bas mera muqadar nahi Faraz
Kaash wo mera kuch na hota sirf mera muqadar hota
Abhi to usey zid hai raasta badalne ki
Kabhi wo roye ga khud meri chahato k lie
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai main ne to mohabbat ki hai !!!!!
Woh roz dehkta hai doobtay howe sooraj ko faraz*
Kash main b kisi shaam ka manzar hota..
GuZar Jaye Gi Zindagi Us Kay Baghair Bhi Faraz
Woh Hasrat-E-Zindagi Hai Shart-E-Zindagi To Nahi..!!!

UsKe HaR sApNe Ko PuRa KaRnE kI zId ThI mErI


faraz
UsNe AzAdI mAnGi AuR mAiNe KhU? Ko MiTa DiYa.
Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye FARAZ
AankhOun Mein Liye Phirta HoOn Darya Teri Khatir

shiddat se mujhe zakhm diye us ne Faraz Itni shiddat se to maine usay chaha bhi na
tha .

Kyun na gharor karon mein apne ap pe Faraz, Mujhe us ne chaha jis ke chahne wal
e hazaron hain.
DiL To Kya Cheez Hai, Hum Rooh Me Utre Hote, Tum ne Chaha Hi Nahi Chahne WaLon Ki
Tarah
Problem signature:
Problem Event Name: BlueScreen
OS Version: 6.1.7600.2.0.0.256.1
Locale ID: 16393
Additional information about the problem:
BCCode: 1000007e
BCP1: C0000005
BCP2: 931A6C57
BCP3: 96477BF8
BCP4: 964777D0
OS Version: 6_1_7600
Service Pack: 0_0
Product: 256_1
Files that help describe the problem:
C:\Windows\Minidump\013111-14523-01.dmp
C:\Users\rAb\AppData\Local\Temp\WER-50606-0.sysdata.xml
Read our privacy statement online:
http://go.microsoft.com/fwlink/?linkid=104288&clcid=0x0409
If the online privacy statement is not available, please read our privacy statem
ent offline:
C:\Windows\system32\en-US\erofflps.txt

You might also like