Meri yaad bhi apne dil mein na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaataa hun main
Pyasa thaa bhachpan jawani bhi meri pyasi
Peechhe ghamo ki gali aage udasi Pyasa thaa bhachpan jawani bhi meri pyasi Peechhe ghamo ki gali aage udasi Oooo...Main tanhai ka raahi Koi apna na begana mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil mein na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaataa hun main
Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke
Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke Oooo...Mera jeewan bhi kyaa hai Adhura sa afsana mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil mein na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaataa hun main
Thaa pyaar ki ik diyaa wo bhi bujha dalaa
Dhundhala sa bhi kahin kyun ho ujalaa Thaa pyaar ki ik diyaa wo bhi bujha dalaa Dhundhala sa bhi kahin kyun ho ujalaa Oooo...Ab un yaadon se kehdo Meri duniya main na aanaa mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil mein na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaataa hun main mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil mein na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaataa hun main