Tere bina mera jiya, sataayein kyun piya Yaadon ne teri mujhpe, ye jaadu kiya re Teri saansein, wo baahein, ab mujhko yaad aaye Wo adaaon ki ghatayen, mere dil ko chhu jaayen Pyari hai duniya saari, maine hai tujhpe waari Dil mein, mere dil ne tujhse, yaari k baazi hari Tere khayalon mein, khayalon mein Bas tum meri nigaahon mein, nigaahon mein Bas tum wapas aa jao, mere paas, tum sadaa, wapas aa jao Mere paas, tum sadaa suna mera jahan, bhoola main hu kahan Jaane hai jaane jaan, tera rahoon, Piya (piyaa) Wapas aa jao, mere paas, tum sadaa, wapas aa jao Mere paas, tum sadaa piya tera jiya (piya tera jiya) Piya tera jiya (piya tera jiya) tu hai kahan Tera karuun intezaar, tu mere dil ka karaar Itna hai aetbaar, manoonga na main bhi haar