Download as rtf, pdf, or txt
Download as rtf, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Dair lagi ane main tum ko Shukar hai phir bhi aye to Aas ne dil ka sath na chora Wasey

ham ghabrae bohot Shafaq,dhanak,mehtaab,ghataeen ...Tare,nagmeen,bijli,phool Is daman main kiya kiya kuch hai Woh daman hath main aye to Chahat k badle main ham Baich den apni marzi tak Koi mile to dil ka gahak Koi hameen apnae to Suni sunai baat naheen yeh Apne upar biti hai Phool nikalte hain sholoon se Chahat aag lagae to Jooth hai sab tarikh hamesha Apne ko dohrati hai Acha ! mera khawab Jawani thora sa dohraee to Nadani aur majbori main yaro Kuch to farq karo Ek bebas insaan kiya kareTout k dil aa jaye to

You might also like