Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Hazrat Ali (R.A ) Beautiful Quotes 1.

Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna. 2.Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay. 3.Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay. 4.Apnay dushman ko hazar mouqa do k woh tumara dost ban jaye. LEKIN apne dost ko 1 bhi moqa na do k woh tumara dushman ban jaiy...

You might also like