Aaj Phir Teri Yaad Aai Barish Ko Dekh Kar, Dil Pe Zor Na Raha Apni Bebasi Ko Dekh Kar, Roye Is Qadar Mai Ae Dost K Barish Bhe Tham Gaye Meri Barish Ko Dekh Kar .. Ê

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Ere Apni to mohabat k itni khani h Toti hui kashti or thra hua pani h 1 phol kitabon m dam tor

chuka h Mgar kuch yad nahi ata y kis k nishani h

Aaj phir teri yaad aai barish ko dekh kar, Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar, Roye is qadar mai ae Dost k barish bhe tham gaye meri barish ko dekh kar ..
Kaya Karishma Hai Kudrat Ka, Koun Kiske Kareeb Hota Hai, Vivha Usi Se Hota Hai Jahan, Jiska Naseeb Hota Hai. Main dil ka ameer mukaddar ka garib tha., Mil k bichadna mera nasib tha, Chah k bhi kuch na kar sake hum, Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha Yaadon mai hum rahe ye ehsaas rakhna Nazro se dur par dil ke paas rakhna Ye nahi kehte ki sath raho Dur hi sahi par hume yaad rakhna. Na wo aa sake na hum Kabhi ja sake na dard dil ka Kisi ko suna sake bus baithe hai yadon me lekar aas unki Na unhone yaad kiya or na hum unko bhula sake. Chal padi hai kashtiyaan samandar dur hai kinara Inn maajoon se puch lena kya haal hai hamara Ab hawaein karengi roshiniyon ka faisla Jis diye main jaan hogi woh diya reh jayega Dil kehta hai mohabat nahi qayamat hai ye, Phir dil ki deewar par tera chehra kyu hai ? Aur bhi zakham hai tere zakhmo ke siva, Tere hi zakham ka daag itna gehra kyu hai. Ab to har roj yahi soch ke ham uthte hai Tera chehra kahi ek bar najar aa jaye Aur har sabnam yahi soch ke ab sote hai tum dabe paw khayab me kahi chala aaye. Jis ghadi tujse pahli bar aankh takrayi aisa laga mujme jindagi aayi. Khushi ho ya ho gam , jayada ho ya kam Sab kuch sehna to padta hi hai Chahe sapne hakikat na ho paye Chahe zindagi mussibat ban jaaye Fir bhi iss jahan mein rehna to padta hi hai Wo bewafa na tha yuhi badnaam ho gaya Hazaro chahne wale thy kis kis se wafa karta Yaad Aye toa Ankhey band mat karna Hum chale bi jaye to gham mat karna Yeh zaruri nahi ki har rishtey ka koi naam ho Par pyar ka ehsaas apne dil se kam mat karna

Hamne suna hai dard pyaar ka hissa hai, Par pyaar mai dard ye kitna hai ? Jo khatam hi nahi hota. Jitna isse bhulane ki koshish karu utna hi mujhe yaad aata, Na jane is pyaar mai dard hai kitna? Koi kyun kisi ko dard dekar muskurata hai, Shayad wo apne kiye par naaz khata hai, Hum ye sochkar chup rahte hai ki kam se kam wo hame dard dekar khush toa ho jate hai, Aur wo dard pe dard diye jate hai. Kitna dard diya hai kisi ne apko, Hum bhi unhi dard khane walo mai se hai , Samjhte hai apka dard, Par acha iss dard ko bhool jane mai hai. Kisi ke bicharne ka dard saha nahi jata Usi bhola ni par bhi bhulaya nahi jata .. Yi ek dard hi aisa hi yaaro Jo ki chah kar bhi kisi ko bataya nahi jata.. Aye rakib hame geeron se gila nahi apno se shiqwa hai Hame jo thofa mila hai dard ka jaam uski dawaa hai Meri maut ki khabar tujhe mil jayegi Agar mere marne se tujhe khushi mile to woh khushi tujhe mil jayegi Ek bar toa tu bhi ansoo bhahayegi mujhe yaad karke Tab meri mohabbat teri wafa ka karz chukayegi Ye dekha hai humne khud ko aajmakar, Dhoka dete hai log karib aa kar, Kehti hai duniya par dil nahi manta, Ke chod jaoge tum bhi ik din aapna banakar Sapna kabhi saakar nahi hota, Mohabbat ka koi aakar nahi hota, Ho pata hai duniya main sab kuch, Par dobara kisi se sacha pyaar nahi hota Thukraya tha jisne kabhi aaj wo mere darr pe aye hai Karte ho pyar abhi bhi mujse ye sawaal wo apne sath laye hai Khata hui jo tumhe thukraya najaren jhukaye wo fariyad karte hai Karte ho pyar abhi bhi mujse ye hi sawaal wo baar baar karte hai Khud ko akelepan ka tana dia na karo, Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo, Kya bataye tumko kitna yaad karte hai, Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo Har nakamiyabi ka matlab haar nahi hota, Har nah ka matlab innkar nahi hota, Aree kya hua hum usse pa na sake yaaro, Sirf pane ka matlab pyar nahi hota Wo roye toa hum chupa chupa ke roye, Wo gaye to dil todkar gaye, Tukde tukde kar diye unhone hamari tabir ke hamare samne, Baad me pata chala ki wo tukde jod jod ke roye.. Teri dosti ne mujhe mashoor kar diya, Zindagi jine ko majboor kar diya, Kya kahu main ab yaar tumse, Tune mujhe maut se bhi dur kar diya

Mere dil ko ye akelapan gawara na tha, Hamari kashti behti rahi, koi kinara na tha, Yu to zameen pe bheje hai sitare khuda ne Par unsitaro me hamara koi na tha Kaash khuda ne yeh dil kaanch ka banaya hota, Dil Todne wale ke haathon mai kamm se kamm zakhm to aaya hota Aap se dur ho kar hum jayenge kaha, Aap jaisa dost hum payenge kaha, Dil ko kaise bhi sambal lenge, Par ankhon ke aansu hum chupayege kaha Hm apko pa kr khona nahi chahte, Judai m apko rulna nahi chahte, Ap humare hi rehna hamesha, Hm b kisi or k hona nahi chahte Mat karo tum woh wada jishe nibha na sako, Mat chaho use jishe tum paa na sako Pyar har kisi ka kaha pura hota hai , Pyar ka pehla akshar hi adhura hota hai.

Mit chuki hai meri har khushi, Muskurane se kya fayda Mere daman mai hai dag tera, Ab mitane se kya fayda Lut gai hai meri har khushi, Ab bachane se kya fayda Tu mera tha na ho ga kabhi, Ye batane se kya fayda Umar bhar tadhfe tere liye, Ab jatane se kya fayda Tu milega hai dil ko yakin, Teri banhon mai nille yeh dam Maut hojayegi fir hansi, Fir tadapne se kya fayda Ye to dil ki hai bateen sabhi, Ab batane se kya fayda
Koi khawab in aankho mai sajaya hi nahi, In bheegi palko ki gehrai koi samajh paya nahi. Kisi ko kami mehsos ho humari, Khuda ne hume aisa banaya hi nhi. Gum ki aahat na aaye tere dar par, Pyar ke samandar ka tum hi kinara ho. Bhul kar tapke tere ankhon se moti, Thame wahi jo tumhe sabhi se pyara ho. ..Aisa nahi ki humko koi bhi khushi nahi.. Lekin ye Jindagi bhi koi Jindagi nahi Palko se khawab kyu gire..kyu choor ho gaye Kyu Jindagi ki rah mai hum dur ho gaye.

You might also like