Woh Jo Saay Mai Har Masliyat Ke Palay

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

woh jo saay mai har masliyat ke palay aisay dastoor ko, subh-e-benoor ko mai nhi maanta, mai nhi

i jaanta mai nhi maanta, mai nhi jaanta haq baat pe kooray aor zindan batil ke shikanjay main hai jaan insaan hain ke sehmay baithay hain khoonkhaar darinday hain raksaan is zulm-sitam ko lutf-o-karm is dukh ko dawa kia likhna! har shaam yahan, shaame-e-veraan asaib zada rastay galiyan jis shehar ki dhun mai niklay thay woh shehar dilay barbaad kahan sehra ko chaman, pan* ko gulshan, badal ko rida kia likhna ae meray watan ke fankaro zulmat pe na apna fun waroo yeh mehsaron ke baasi qatil hain hamaray sabhi yaroo virsay mai hamai, yeh gham hai mila, is gham ko naya kia likhana! zulmat ko zia, sansar ko saba, banday ko khuda ki likhna!

You might also like