Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Hamari yatra saafal hogi,

Har mushkil hal hogi, Aab paiso ki fasal hogi... Bellary ke khann se lekkar.. uttarkhand tak ka kahajana ayaega.. Gujrat me ki ya jo 2002 mein.. Kabhi toh woh bhi Faal layaga... Punjab aur Jharkahnd ke saathi bhi haat batyenge.. Corruption jo kiya hai hamne.. Uska Raang Dihlayenge.. PM ki kursi meri aaj nahi toh kal hogi.. Aab sab mushkil Haal Hogi.. Meri Yatra Safal Hogi..

Anna ji aap beech me kyun aate, Aapke anshan ke majhe hum khoob uthate.. Aap toh anti-corruption ka karte ho prachar, Paar election toh hami koh ladna hai yaar... Abhi toh aage khub hai jana.. Aadha bhi nahi bhara hai khajana.. Har mushkil aab hal hogi.. Meri yatra jaroor .. Safaal hogi..

Loh kar aya mein yatra is baar, Phir karaye dange yaar, Joothe waade kar aya baar baar... Kusri teri , Kursi meri, karte yeh TV par ayenge, Gadkhari sahab toh PM kisiko na baneyenge... Kisi sathi ne saath chodha, Kisi ne apna muhh moda.. Phir aagli baar tak.. Tal gayi ladyi.. Bas party ki ho gayi khub kamayi.. Maine apna toh sochna he tha, 2014 nahi 2019 he sahi.. Kursi par mein ayunga kabhi..

Phir Aur koi yatra saafal hogi... Par meri ek he manjil aaj hai, Aur wohi kal hogi... Kursi meri aaj.. nahi toh Kal hogi..

You might also like