Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 11

Build your own FREE website at Angelfire.com Share: del.icio.

us | digg | reddit | Twitter | facebook

SHIKWA IS THE MOST FAMOUS POEM OF DR. IQBAL THERE ARE TWO PARTS OF THIS POEM NAMED

"SHIKWA" & "JAWAB-E-SHIKWA"


DR.IQBAL USED WONDERFUL URDU VOCABULARY IN THIS POEM AND HIGHLIGHTED ACHIVEMENTS OF MUSLIMS IN SHIKWA. HE PLAYED AN OPPRESSED AND FRUSTRATED MUSLIM WHO IS BEING COMPLAINING TO ALLAH ALMIGHTY AND IN SECOND PART HE ASSUMED IF ALMIGHTY LORD HIMSELF IS ADRESSING TO THIS COMPLAINING MUSLIM AND ANSWERING TO HIS PROTEST
BUT UNFORTUNATELY, INSTEAD OF GETTING SOME POINT OUT OF THIS WONDERFUL WORK, SOME RIGID AND NARROW MINDED SO CALLED MUSLIM SCHOLARS OF THAT ERA DECLARED TO IQBAL A REBELLIOUS MINDED PERSON WHO IS BEING DISRESPECTFUL TO GOD BUT TN THE LONG RUN, THIS POEM PROVED ITS WORTH AND IT IS STILL APPLICABLE FOR THE WHOLE MUSLIM WORLD EVEN TODAY

COMPOSED BY:- SIR DR.MOHAMMAD ALLAMA-IQBAL TRANSLATED BY:- SHAHZAD


KYON ZIYAKAR BANO SOOD FARAMOSH RAHOON FIKRY FARDAAN NA KAROON MEHWE-GAMDOSH RAHOON NALY BULBUL KE SUNOO AUR HUM-ATANGOSH

RAHOON HUMNAWA BHI KOI GUL HOON KE KHAMOSH RAHOON... ZURRAT-E-AAMOOZ MERI TAB-E-SUKHAN HAI MUJHKO SHIKWA ALLAH SE KHAKM-E-BADAHAN HAI MUJHKO HAI BAJA SHIKWA-E-TASLEEM MAIN MASHOOR HAIN HUM KISSA-E-DARD SUNATY HAIN KI MAJBOOR HAIN HUM THEE TO MOJOOD AZZL SE HI TERI ZAAT-E-KADEEM PHOOL THA ZEB-E-CHAMAN AUR NA PARESHAAN THI SHAMEEM SHART-E-INSAAF HAI AY SAHIB-E-ALTAAF-E-AMEEM BOO-E-GUL FAILTI KAISE JO HOTI NA NASEEM HUMKO JAMIAT-E-KHATIR YE PARESHAANI THI WARNA UMMAT TERE MEHBOOB KI DIWAANI THI HUMSE PEHLE THA AJAB TERE JAHAN KA MANZAR KAHIN MASJOOD THEY PATHHAR KAHIN MABOOD SHAZAR KHOONGARY-PAYKR MEHSOOS THI INSAAN KI NAZAR MAANTA PHIR KOI UNDEKHE KHUDA KO KYONKAR TUJHKO MALOOM HAI LETA THA KOI NAAM TERA KUWWAT-E-BAZOO-E-MUSLIM NE KIYA KAAM TERA BUS RAHE THY YAHAAN SALJOOK BHI TURRANI BHI AEHELCHEY CHEEN MAIN IRAAN MAIN SOOSANI BHI

IS MAMOORY MAIN ABAAD THY UNAANI BHI IS DUNIYA MAIN YAHOODI BHI THY NASRANI BHI PAR TERE NAAM PE TALWAAR UTHAI KISNE BAAT JO BIGDI HUI THI WOH BANAI KISNE THY HUM HI EK TERE MARKA-E-YAROO MAIN KABHI KUSHKI MAIN LADTAY KABHI DARIYAAO MAIN KABHI DI HAIN AJAANY EUROPE KE KALISAOO MAIN KABHI AFRICA KE TAPTY HUY SEHRAOO MAIN SHAAN AANKHON ME NA JANCHTI THI JAHANDAARO KI KALMA PADHTE THY HUM CHAANV MAIN TALWARO KI TAL NA SAKTE THY AGAR JUNG MAIN AUD JATE THY PAANV SHAIRO KI MAIDAAN SE UKHAD JATE THY SARKASH HOTA KOI TUJH SE TO BIGAD JATE THY TEYKH KYA CHEEZ HAI HUM TOUP SE LADD JATE THY HUMJO JO JEETE THY JANGO KI MUSIBAT KE LIYE AUR MARTE THY TERE NAAM KI AZMAT KE LIYE THI NA KUCH TEYKH-ZANI APNI HUKUMAT KE LIYE SARBAFAK PHIRTY THY KYA DAHER MAIN DOULAT KE LIYE QAUM JO APNE ZARO-MALO JAHAAN PE MARTI BUTFAROSHI KE AYWAZ BUTFAROSHI KYON KARTI NAKSH TOUHEED KA HAR DIL MAIN BITHAYA HUMNE ZAIR-E-KHANJAR BHI YEH PAIGAM SUNAYA HUMNE

TU HI KEHDE UKHAADA DARRY-KHAIBAR KO KISNE SHAIHER KAISAR KA JO THA WOH KIYA SAR KISNE TODY MAKHLOOK-E-KHUDABANDI KE PAIKAR KISNE KAAT KE RAKH DIYE KUFFAR KE LASHKAR KISNE KISNY THANDA KIYA AATISH-E-KADA EIRAAN KO KISNE PHIR ZINDA KIYA TAZKARA-E-YAZDAAN KO KAUN SI QAUM FAQAT TERI TALABGAAR HUI AGAIR TERE LIYE ZEHMAT KASH-O-PAIKAAR HUI KISKI SHAMSHEER JAHANGIR JAHANDAAR HUI KISKI TAKBEER SE DUNIYA TERI BEDAAR HUI KISKI HAIBAT SE SANAM SE SEHMY HUY REHTE THY MUNH KE BAL GIRKY KULU-ALLAH-HU-AAHAD KEHTY THY MEHFIL-E-KUNO-MAKAAN ME SEHAR-O-SHAAM FIRY MAY TOUHEED KI LEKAR SIFAT-O-JAAM FIRY KOH ME DASHT ME LEYKAR TERA PAIGAAM FIRY AUR MALOOM HAI TUJHKO KABHI NAKAAM FIRY DAHST TO DASHT HAI DARIYA BHI NA CHODY HUMNE BEHAR-E-ZULMAAT MEY BHI DAUDAA DIYE GHODEY HUMNE AAGAYA AEIN LADAYI MAIN AGAR WAQT-E-NAMAAZ KIBLA RUKH HOKY ZAMEEN BAUS HUI KAUM-OHIJAAJ EK HI SAFF MAIN KHADY HO GAYE MEHMOOD-OAYAAZ NA KOI BANDA RAHA AUR NA BANDA NAWAAZ

BANDA WO SAHAB-O-MOHTAAJ-O-GANI EK HUY TERI SARKAAR MAIN PAHUNCHY TO SABHI EK HUY SAFFA-E-DEHAR SE AEHLY-BATIL KO MITAYA HUMNE NOHY INSAANO KO GULAMI SE CHUDAYA HUMNE TERE KABY KO ZABEENON SE BASAYA HUMNE TERE KURAAN KO SEENO SE LAGAYA HUMNE PHIR BHI SHIKWA HUMISI KE WAFADAAR NAHI HUM WAFADAAR NAHI TO TU BHI TO DILDAAR NAHI.. UMMATAIN AUR BHI HAIN UNMY GUNAAHGAAR BHI HAIN INJ WALY BHI HAIN MAST-E-MAY PINDAAR BHI HAIN UN MAIN KAHIL BHI HAIN, GAAFIL BHI, HOSHIYAAR BHI HAIN SAINKDOW HAIN JO TERE NAAM SE BEZAAR BHI HAIN, REHMATAIN HAIN TERI AGYAAR KE KASHAANO PAR BARQ GIRTI HAI TO BECHARY MUSALMAANO PAR BUT SANAM KHAANO MAIN KEHTE HAIN MUSALMAAN GAY HAI KHSUHI UNKO KE KABY KE NIGEHBAAN GAY MANZIL-E-DEHAR SE OONTOW KE HUDI-KHWAAN GAY APNI BAGLO MAIN DABAYE HUY KURAAN GAY KHANDA JAN KUFR HAI AEHSAAS TUJHE HAI KE NAHI APNI TOUHEED KA KUCH PAAS TUJHE HAI KI NAHI YE SHIKAAYAT NAHI HAIN UNKE KHAZANY

MAAMOOR NAHI MEHFIL MAIN JINHY BAAT BHI KARNE KA SHAAOOR KEHAR TO YE HAI KI KAAFIR KO MILY HOOR-EKASOOR AUR BECHARY MUSALMAANO KO FAQAT WAADA-EHOOR AB WO ALTAAF NAHI TUM PE INAAYAT HI NAHI BAAT YE KYA HAI KI PEHLI SI MADAARAT HI NAHI KYON MUSALMANO MAIN HAI DAULAT-E-DUNIYA NAYAAB TERI KUDRAT TO HAI WOH JISKI NA HADD HAI NA HISAAB TU JO CHAHE TO UTHY SEENA-O-SEHRA SE HABAAB REHRO-DASHT HO SEELI-ZADAAN MOUJ-O-SARAB TANY-AGYAAR HAI RUSWAYI HAI NADAARI HAI KYA TERE NAAM PE MARNE KA AIWAZ KHWAARI HAI BANI AGYAAR KI AB CHAHNE WALI DUNIYA REH GAYI APNE LIYE EK KHAYALI DUNIYA HUM TO RUKHSAT HUY AURO NE SANBHALI DUNIYA PHIR NA KEHNA HUI TOUHEED SE KHALI DUNIYA HUM TO JEETY HAIN KI DUNIYA MEY TERA NAAM RAHE KAHIN MUMKIN HAI KI SAAAKI NA RAHE JAAM RAHE TERI MEHFIL BHI GAYI CHAHNE WALY BHI GAY SHAB KI AANHAIN BHI GAYI SUBAAH KE LALY BHI GAY

DIL TUJHE DE BHI GAY APNI SILA LE BHI GAY AAKE BAITHE BHI NA THY AUR INKKA LE BHI GAY AAYE AASHIQ GAY WADA-O-FARDA LEYKAR AB UNHE DHOOND CHARAAG-E-ZEBAAN LEYKAR DARD LAILA BHI WOHI QAIS KA PEHLO BHI WOHI BUKHD KE DASHT-O-JABL MAIN RAM AAHO BHI WOHI ISHQ KA DIL BHI WOHI HUSN KA JADOO BHI WOHI UMMATAIN-AHMED-MUESAL BHI WOHI TU BHI WOHI PHIR YE AAZIRAD GAYI GHAIR SABAB KYA MAANI APNE SHAIDAIYOON PE YE CHASHM GHAZAB KYA MAANI TUJH KO CHORAA KE RASOOL-E-ARBI KO CHORAA BUT GARI PAISHA KIYA BUT SHIKNI KO CHORAA ISHQ KO ISHQ KI AASHIFTASARI KO CHORAA RASM-E-SALMAN-O-QAIS QARNI KO CHORAA AAG TAKBEER KI SEENO MAIN DABI RAKHTY HAIN ZINDAGI MASL-E-BILAAL HABSHI RAKHTY HAIN ISHQ KI KHAIR WO PEHLI SI ADAA BHI NA SAHI JAD-O-PAYMAYII TASLEEM-O-RAZA BHI NA SAHI MAGHTARAB DIL SIFT-E-QIBLA-NUMAI BHI NA SAHI AUR PABANDI AAYINA-E-WAFA BHI NA SAHI KABHI HUMSE KABHI GAIRON SE SHANASAAYI HAI BAAT KEHNE KI NAHI TO BHI TU HARJAYI HAI SIR-E-FARAN PEY KIYA DEEN KO KAMIL TUNY EK ISHARY MEY HAZARO KE LIYE DIL TUNY AATISH-ANDOOZ KIYA ISHQ KA HAASIL TUNY

PHOONK DI GARM-E-RUKHSAAR SE MEHFIL TUNY AAJ KYON SEENY HUMARY SHARR-AABAAD NAHI HUM WOJI SOKHTA SAMAAN HAIN TUJHE YAAD NAHI WADI-W-E-BUKHD MEY WO SHOR-E-SILASAL NA RAHA QAIS DEWAANA NAZARA-E-MEHMIL NA RAHA HOSLY WO NA RAHE HUM NA RAHY DIL RAHA GHAR YE UJDAA KE KI TO ROUNAK-E-MEHFIL NA RAHA AY KHUSHAAN ROOZ KE AAYI O BUSARNAAZ AAYI BEY HIJAABA NA SOY MEHFIL ME BAAZ AAYI BAAD-E-KASH GAIR HAIN GULSHAN ME LAB JO BAITHY SUNTY HAIN JAAM BAKAF NAGHMA KO KOO BAITHY SAUR-E-HUNGAMAE-E-GULZAR SE YAKSU BAITHY TERE DEWANY BHI HAIN MUNTAZIR HUY BAITHY APNE PARWANO KO PHIR ZAUQ-E-KHUD AFROOZI DE BARQ-E-DAIREENA KO FARMAAN-E-JIGAR SOOZI DE QAUM-E-AAWAARA AAN-E-TAAB HAI PHIR SOY HIJAAZ LAY UDA BULBUL-E-BAYPAR KO MAZZAQ-EPARWAAZ MUZTARIB BAAG KE HER GUNCHY ME HAI BOO-ENIYAAZ TU ZARA CHEER TO DE TISHNA-E-MAZRAAB SE SAAZ NAGHME BAITAAB HAI TAARO SE NIKALNE KE LIYE TOOR MUZTIR HAI ISI AAG ME JALNE KE LIYE

MSUHKILAIN UMMATAIN MEHROOM KI AASAN KARDE MOORIBE-MAYA KO HUMDOSH-E-SULAIMAAN KARDE JINS-E-NAYAAB MUHABBAT KO PHIR ARZAAN KARDE HIND KE DAIR-E-NASEENON KO MUSALMAAN KARDE JO AAYE KHOONMEE CHARAAZ HASRAT DAIREENAE-MA MEE TAPEEDNA LAB-E-NASHTAR KARDE SEENA-E-MA BOO-E-GUL LE GAYI BAIROON-E-CHAMAN RAAZ-ECHAMAN KYA QAYAMAT HAI KI KHUD PHOOL HAIN GUMMAZE-CHAMAN EHD-E-GUL KHATM HUA TOOT GAYA SAAZ-ECHAMAN UDD GAY DAALIYON SE ZAMANA-E-PARDAAZ-ECHAMAN EK BULBUL HAI KI YE MEHWE-TARANNUM AB TAK ISKE SEENY ME HAI NAGMO KA TALATUM AB TAK QUMRAYAAN SHAAKH-SANOOBAR SE GUREZAAN BHI HUI PATTIYAAN PHOOL KI JHUD-JHUD KE PARESHAAN BHI HUI WOH PURAANI RAWISHAIN BAAG KI WEERAN BHI HUI DAALIYAAN PAIRAHAN-E-BURG SE UDYAAN BHI HUI QAID-E-MAUSAM SE TABIYAT RAHI AZAAD ISKI KAASH GULSHAN ME SAMAJHTA KOI FARIYAAD ISKI LUTF MARNE ME HAI BAAQI NA MAZA JEENY ME

KUCH MAZA HAI TO YAHI KHOON-E-JIGAR PEENE ME KITNE BETAAB HAIN JOHAR MERE AAIYNE ME KIS KADAR JALWE TADAPTY HAIN MERE SEENY ME EIS GULISTAAN ME MAGAR DAIKHNE WALE HI NAHI DAAG JO SEENY ME RAKHTE HON WO LALY HI NAHI CHAAL IS BULBUL-E-TANHA KI NAWASY DIL HOON JAAGNY WALE ISI BUNG-E-DARA SE DIL HOON YAANI PHIR ZINDA NAYE EHD-E-WAFA SE DIL HOON PHIR ISI BAADA-E-DAIREENA KI PYAASE DIL HOON

AZMI KHUM HAI TO KYA MEY TO HIJAZI HAI MERI NAGMA HINDI HAI TO KYA LEY TO HIJAZI HAI MERI...

FINISH
Site Sponsors

You might also like