Ahmed Faraz Nazmein

You might also like

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 5

Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz" Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!

----------------------Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe "FARAZ"! Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.! ----------------------Ek KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"! Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.! ---------------------Bohat ajeeb hain yeh bandishen Muhabbat ki Faraz Na us ne qaid me rakha na hum farar huway. -------------------------Kuch is tarah nazarandaaz ho gay Faraz Jesay izafi hurf thay hum teri zindgi ki kitaab me.. ----------------------Tujh se bichar ke bachpan ka yeh bhaid khula Kyun likhta tha main pairoon pe tanha tanha ------------------------

Koi nahin hay merey jaisa charoon aur Apney gird ek bheed saja ke"Tanha"hoon ---------------------Pyar mein ik he mousam hai baharon ka"Faraz" log kaisey mousamon ki tarhan badal jatey hain --------------------------Jab khizan aye gi to laut ayega woh bhi "Faraz" woh baharon mein zara kam hii nikla kartaa hai -------------------------Jis ko bhi chahaa usey shiddat se chaahaa hai Faraz Silsilaa tuta nahiin dard kii zanjiir kaa [shiddat = acute passion.] ---------------------------aaj dil khol ke roye hain to yuun khush hai 'Faraz' chand lamhon ki ye raahat bhii badee ho jaise -----------------------------------------Hijr Ki Raat Bohat Lambi Hai Faraz Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein

------------------Tum talluk todne ka kahin zikr na karna "Faraz" Main logon se kehdoonga usey fursat nahi milti. -----Ajab charag hun din raat jal raha hun "Faraz"... Mai thakk gaya hun hawa se kaho bujhaye mujhe... -------Duniya ka bhi ajeeb dastoor hai "Faraz", Bewafayi karo to rote hain,Wafa karo to rulate hain.... -----Bada naaz tha unko apne parde pe "Faraz" Kal raat wo khawab me Sar-E-Aam chale aaye.... -----Shiddat-E-Dard se sharminda nahi meri wafa "Faraz", Dost gehrey hain to phir zakham bhi gehre honge... -----Teri is bewafai per fida hoti hai jaan apni "Faraz", Khuda jane agar tujhme wafa hoti to kya hota.... ----Samandar me le jaa kar fareb mat dena "Faraz", Tu kahe to kinaare pe doob jaon main..... -----Wo bewafa na tha yunhi badnaam ho gya "Faraz" Hazaaron chahne wale the uske kis kis se wafa karta.....

------Laakh ye chaha ke usko bhool jaun "Faraz" Honsley apni jagah hai bebasi apni jagah..... -----Tum mujhe Rooh me basa lo "Faraz" Dil-O-Jaan ke rishte to aksar toot jaya karte hain.... ----Is ajnabi sehar me ye patthar kahan se aaya "Faraz" Logon ki is bheed me koi apna zaroor hai.... -------Hazoom-E-Gam meri fitrat badal nahi sakti "Faraz" Mai kya karoon mujhe aadat hai muskurane ki..... --------Waise to thik rahunga mai us se bichad ke "Faraz" Bas dil ki sochta hoon, Dhadakna chod na de..... -------Mujhe apne Qirdaar pe itna to yaqeen hai "Faraz" Koi mujhe chorr to sakta hai, Magar bhula nahi sakta.... --------Ye masoomiyat ka kaun sa andaaz hai "Faraz" Parr kaat ke kehne lage, Ab tum aazaad ho.... ---------Humne chaha tha ek aise shaksh ko "Faraz" Jo aaine se bhi naazuk tha, Magar tha patthar ka.....

-------Mai bachpan me hi rehta to accha tha "Faraz" Hazaaron hasratein barbaad ki maine jawan hokar.... ------------Mere doston ki pehchaan itni musqil nahi "Faraz" Wo hasna bhool jate hain, Mujhe rote dekh kar...... -------Mile saza jo mujhe wo kisi khata pe nahi "Faraz" Mujh pe jurm saabit hua jo wafa ka tha... -----Ehsaas ke andaaz badal jaate hain "Faraz" Warna aanchal bhi usi dhaage se banta hai aur Kafan bhi..... ------Wo jiske liye humne saari hadein todd di "Faraz" Aaj usne keh diya apni hadd me raha karo.... ---------Wo Zehar deta to duniya ki nazaron me aa jata "Faraz" So usne yun kiya ke waqt pe dawa na di.... ---------

You might also like