Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Abbas Alam Tera Maqtal Sai Aaraha Hai Abbas Alam Tera Maqtal Sai Aaraha Hai

Shabbir ki Kamar ko hai Jukha raha hai

1) Yeh Alam Hussainiyat ki pehchan kerata


Yehi Yazeediat kai her farq ko batata
Koi Choomta hai aaker koi jala raha hai

2) Deti thi dilatai main aayai ga abhi pani (?)


Sab mil kai dua mangon Ghazi ki hai jawani
Kyun khaali alam baba khaimai mai la raha hai

3) Mushkil kusha ka beta kerta hai yun qayazi


Kuch mang ker to dekho daita hai mera Ghazi
Hai hath alam per jo ghazi bula raha hai

4) Zainab ki kiyadat sai avaz yeh hai ayi


Shubber ka jo wada tha waapis hun lainai aayi
Tatheer ka hai zaman maqtal main ja raha hai

5) Mamnun tera hun main likhna sikha diya hai


Sajjad tu is qabil mola bana diya hai
Teri wafa ki baatain sab ko suna raha hai

You might also like