Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 4

Nazre milte hee dil lagaya nahi jata. Har milne wale ko apna banaya nahi jata.

Aur jo dil me bas jaye ek baar unhein zindagi bhar bhulaya nahi jata... Aankhein to dosti ki zubaan hoti hai, Sacchi dosti to sada bezubaan hoti hai, Dosti mein dard bhi mile to kya ghabraana, Suna hai dard se hee dosti jawaan hoti hai Ehsaas ke daaman mein aansoo girakar dekho, Dosti kitni sachhi hai aazmaakar dekho, Aapko bhool kar kya hogi dil ki halat, Kisi aaine pe patthar gira kar toh dekho! Woh Iss chaah Mein Rehte Hain Ki Hum Unko Hee Unse Maange:-) Aur Hum is Guroor mein Rehte Hain Ki Hum Apni Hee Cheez Maanga Nahi Karte!

Tumhein Aankhon Tumhein Par tum

dil mein basaya dhadkan ki tarah, mein basaya kajal ki tarah. khudse zyaada pyaar kiya maine, mujhe bhul gayi sapno ki tarah!

Shaayad fir wo milne ki takdeer mil jaye, Jeevan ke wo haseen pal mil jaye, Chal fir se baithe class ke wo last bench pe, Shaayad vaapas purane dost mil jaye... Hum toh wafa ki ummeed se the, Isiliye aapki nazron se gir gaye. Shaayad aapko kisi bewafa ki talaash thi... Roz roz toofan nahi aate, Har roz haseen lamhe nahi aate, Jee lo ye zindagi jab hum sab saath hain, Kyunki har janam mein humare jaise dost saath nibhane nahi aate. Kuch meethe pal yaad aate hain, Palkhon par aansu chod jaate hai, Kal koi humse bhi achha mile toh hume na bhulana, Kuch anjaane se rishte zindagi bhar kaam aate hain! Pyaar se hame koi gila nahi, Kyonki pyaar hame kabhi mila nahi. Humne toh ki hai umar bhar sirf dosti, Kyonki doston se zyaada pyaar karne wala koi mila nahi! Koi hum par bhi itna pyar jatata, Peeche se aakar hamari aankhein chupata, Hum jab poochte kaun ho tum,

Toh woh muskurakar khud ko hamari jaan batata! Mujhe Uske Pehlu Ka Aashiyaana Na Mila Uski Zulfon Ki Chaon Mein Thikana Na Mila Kah Diya Usne Bewafa Mujh Hee Ko Jab Use Chodne Ka Koi Bahana Na Mila Anjaane mein dil gawa baithe, Is pyaar mein kaise thokar kha baithe, Unse kya gila karoon, bhool toh hamari thi, Jo bina dilwaalon se hee dil laga baithe. Luta chale hum dil ki duniya ulfatt ke zaar mein, Koi na mann ka meet mila re hai is jhoote sansaar main. Sabhi naghmein saaz mein gaaye nahi jaate, Sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate, Kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate, Kuch door reh kar bhi bhulaye nahi jaate! Saath guzre hue din aur raat bhool ja, Milne na degi ab humein woh haalaat bhool ja, Mausam badal gaya hai, zamana guzar gaya hai, Ab dobara ho mulakaat bhul jaa... Woh maut bhi suhani hogi, Jo aap ke yaad me hogi, Vaada raha aap se pehle hum jayenge, Kyunki aap ke liye jannat bhi to sajani hogi! Aap milo mujhe har janam mein, Kyunki aapki dosti mujhe pasand hai, Aapko lage chaand sitaaro ki umar, Kyunki meri umar toh bahut hee kam hai... Kharid skte unhe to apni jindgi de kar bi kharid lete. . . . . Par kuch log "keemat" se nhi " kismat" se mila karte hai . . . . Talash uski karo jo kisi k paas na ho Bhula do use jis par vishwas na ho Hum apne gum pe rote he to hansi Aati he

Haso isliye ki samne wala udas na ho. Jeete the kabhi hum bhi shaan se, Mahek uthi thi fiza kisi ke naam se, Par guzre hain hum kuch aise mukaam se, Ki nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se. The Most Beautiful BLESSING That I Wish For U, "May The WORST DAY Of Ur FUTURE Be BETTER, Than The BEST DAY Of Your PAST" Hum to ghabra kar kehte hai ki mar jaayenge, Par sochte hai ki mar kar bhi jee na laga to kahan jaayenge! Dil Ki Dhadkan Ko Tumhare Naam Kar Doon Apne, Aansuon Se Tumhara Jaam Bhar Doon Ae Dost, Kuch Maang Ke To Dekh, Tumhari Khushiyon Ki Khatir Khud Ko Neelaam Kar Doon Ae Dost! Zindagi kabhi mushkil to kabhi asan hoti hai, Kabhi uff to kabhi aah hoti hai, Na bhulna kabhi apni muskuraahat ko, Kyunki isi se to mushkile aasan hoti hain! Husn Agar Bewafa Nahi Hota, Toh Is Duniya Mein Aashiqon Ka Naam Nahi Hota, Kat Gaye Hath Un Mazdooron Ke, Varna Aap Ki Gali Mein Bhi Taj Mahal Hota. Har dosti ki taqdeer wo khuda likhta hai, Doston ko ek dusre se juda wo karta hai, Wo aazmaata hai doston ke pyaar ko, Dekhta hai woh kaun dost kisko kitna yaad karta hai. Raaston mein pathron ki kami nahi hoti, Dil mein khwaabon ki kami nahi hoti, Hum chahte hain unko apna banana, Par unke paas apno ki kami nahi hoti! Bhoolte wo log hain bhulana jinka kaam hai, Dosti ke bina guzarti nahi hamari shaam hai, Kaise bhool sakte hain ham unhein jo hamari zindagi ka doosra naam hai! Zindagi bhi hum apni khushi se luta de, Agar khuda hamari umar aapko laga de, Aur khuda se chahat kuch bhi nahi, Bas har janam mein aapko hamara dost bana de! Karoge Yaad Hame Ya Zamane Ko, Jab Hum Jayenge Kabhi Na Aane Ko, Chedega Zikr koi Jab Hamara Mehfil Mein,

Toh Chale Jaoge Tanhai Mein Aansu Bahane ko... Nadi jab kinara chod deti hai, Raah ki chattan tak tod deti hai, Baat choti si agar chub jaye dil mein, Zindagi ke kai raaste woh aise hee mod deti hain Ek nayi si subah chura ke hum laye hain, Dil mein ek naya ehsaas bharne aaye hain! Neend ki khamoshi mein jo lipte hue hain, Unhein hum pyaar se jagane aaye hain Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyaar kiya karte hain, Khuda ne takdeer mein ek tuta taara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzoo kiya karte hain! Zindagi ko ek rangin kalpana samjho, Subah ko sach raat ko sapna samjho, Bhulana chaahte ho sabhi gamo ko toh, Zindagi mein mujhe apna samjho. Like Share 34 minutes ago via mobile Lokendra Singh Waqt badalta hai zindagi ke saath, Zindagi badalti hai mohabbat ke saath, Mohabbat nahi badalti apno ke saath, Bas apne badal jaate hain waqt ke saath!

Here is my heart, it is yours so take it, Treat it gently, please do not break it. Its full of love thats good and true, So please keep it always close to u.

the expandable

You might also like