Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 18

Masoom Si Mohabbat Ka Bus Itna Sa Fasana Hai Kagaz Ki Haweli Hai Baarish Ka Zamaana Hai Kya Shart-E-Mohabbat Hai

Kya Shart-E-Zamana Hai ... Aawaz Bhi Zakhmi Hai Aur Wo Geet Bhi Gana Hai Uss Paar Utrne Ki Umeed Boht Kam Hai Kashti Bhi Puraani Hai Toofaan Bhi Aana Hai Samjhe Ya Na Samjhe Wo Andaaz-E-Mohabbat Ko Ek Khaas Ko Aankhon Se Ek Sher Sunaana Hai

Har subah meri subah par roti rhi shabnam.... Har raat meri raat pe hanste rahe taare... Kuch or bhi kaam hai hume a gum-ejana.. Kab tak koi uljhi hui julfon ko sanware...

Kaisa Waqt Hey Usay Fursat Nahe Mujhe Yad Krne Ki . . . Kabhi Wo Shaks Meri He Sanso Se Jia Krta Tha ..

Tumhare phooL se chehry pe gham ache nahi Lagte.. Hamain keh do chale jayen jo hum ache nahi Lagte.. Hamain wo zakham do jo umar bhar na bhar payen.. Bohat jaldi jo bhar jayen zakham ache nahi lagte.. Tumhe har gazal main rakhna mera dastoor hai lekin.. Saari mehfil main tere charchay mujhe ache nahi lagte.

Aya hi tha mere lab pe wafaa ka naam, Kuch doston ne hath mein pathar utha liye..

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah Mere pyar ko duniya me koi samajh na paya, Rote the jab tanha koi mere sath na aya, Mita diya khud ko uske pyar me, Aur kehte hai log mujhe pyar karna nahi aaya.

Jis din unse dil laga baithe Tanhai me sukun ki maa chuda baithe O to kho gayi dunia ki bheed me. Aur hm apne hi jhanto me aag laga baithe

kuch fitrat hi aisi hui ki pyar se jeene ki surat na hui, jinhe chaha vo mil na sake, jo mile un se mohabbat na hui

Woh Mausam Wo Bahar Bhi Uske Samne Kam Thi, Uske Saath Guzra Wo Waqt Wo Fiza Bhi Num Thi, Per Kya Kare Ae Zalim Apne Hathon Mein Mohabbat Ki Lakir Hi Kam Thi!!!

teri har ada mohabbat si lagti hai, 1 pal ki judaai muddat si lagti hai, pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum, jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai

DIL HUA ZAKHMI MAGAR KISIKO KHABAR NAHI, MERI CHAHATON KA US PE KOI ASAR NAHI, HOKE JUDA HUM MAR JAYENGE, SUN K USNE KAHA YE KOI BADI KHABAR NAHI

Tanhai aksar puchtee hai humse, kya aaj bhi intezar hai uske laut aane ka, ye dil muskurakey kehta hai, muje ab tak yakeen nahi uske chaley jaane ka

Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai, Naam lab par hai aur jaan baki hai . Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai, Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai

ek bar bheegi ankhon ne dil se shikayat ki-"aanshuon ka bojh sirf hum hi kyon uthaye....??" dil ne muskurate huye jawab diya"sapne kisne dekhe the"

koi ankho ankho mein baat kar leta hai, koi ankho ankho mein iqrar kar leta hai,, bada mudshkil hota hai jawav dena ,, jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai...

sach kha h kisi n waqt k sath har koi badal jata h.... galti uski nh jo badalta hai... galti uski h jo pehle jaisa reh jata h.....

"Suna hai jab Wo Maayus hote hain to, Hume Bada Yaad krte hain..." Tu hi bata ae Khuda.. Ab Dua Uski Khushi ki karu, Ya maayusi ki...

leave aplication by a cute child : o master ji, wen i cum,rain chhum chuum, leg my fisla, i gira dham,neche my bag & uparwas hum, is liye 2day i an not come

Bikhre ashko k moti hum piro na sake, Saari raat hum teri yaad mai so na sake. Bheeg na jaye aansuo mai tasveer teri.. Bus yehi soch kar hum ro bhi na sake.

Main Ek Khilona Hoon, Aur Woh Uss Bachhe Ki Tarah Hai, Jise Pyaar Toh Hai Mujh Se, Magar Sirf Khelne Ki Had Tak.....

Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi tak, Jaate hue rota woh mujhe chhod gaya tha. Armaano ki Duniya ke anmol se sapne, Pal main woh mere saamne sab tod gaya tha. Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi, Besabab Duniya se meri rukh mod gaya tha. Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi, Hamraah Saare ghamon se rishta mera jod gaya tha. Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche, Yahan kis ke sahare pe mujhe chhod gaya tha.

Mat bura usko kaho ager wo dil se achcha hi nhi wo na hota to me ye kbhi likhta hi nhi, janta tha ke wo bewafa h mager kya kijiye Dil lagane ke liye or koyi tha bhi nhi.

Hadse ye kya tumhari berukhi se ho gye ki sari duniya ke liye hum ajnabi se ho gye..

kya kya na arman the dil me jinhe tum chod kr chal diye, janewale ruk abhi mere sabr ka imthan baki hai.

Ekk Ghalatfahmi Thii Jo Aaj Manzoor Ho Gai, Tu Meri Nazron Se Aur Bhii Zyada Door Ho Gai. Ye Teri Aankhen Jisme Kabhii Sharab Se Zyada Nasha Tha Aaj Waqt Kii Maar Se Benoor Ho Gai...

Aaj phir se hame apno ne praya kar diya, jinke dilo me hum apnapan dekhte the.

mujhko maloom h aaj bhi wo har waqt yaad karti h mujhko kya hua jo kisi or ki hai mujhko bhuli nhi jaa bhi wo...

tujhe me or kya saja du e-sangdil, tu phele hi apne shaher me mere nam se badnam..

yakeen nhi hai mager aaj bhi mujhe ye lagta hai, ke jese mere intajar me wo aaj bhi hai....

yakeen nhi hai mager aaj bhi mujhe ye lagta hai, ke jese mere intajar me wo aaj bhi hai....

Wo dekh kar hasti h meri bebasi pr knhi himmat na har jano me, sayad wo bhul gye h ki hame is trah bhi jena pasand hai

chupa hua h mujhi me tu knhi E-dost, tu knhi bhi rhe mager tu meri duao me hai..

sukriya tera kese Adaa kro me e-dost nam tera bhi shamil h meri is rusvayi me...

Har kisi ky Naseeb main kahan likhi hain Chahtein, Kuch Log Duniya main atae hain Faqat Tanhaiyun k Liye.

Usne mujhko khilona banaya tod dala janha dil me aaya, kitna muskil imthan liya usne her roz mere sabr ka.

Is baat ka Afsosh nhi dosto ki jindagi me hajaro gum mile, barbadinya to hum naseeb me likhwa ke aaye hai..

Wo Kitni Mehrban Ti Ki Hazaron Ghum De Gayi Siddique.!!! Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake MUHABBAT K Siwa.

Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya, Isi kashmakash me jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya

Uss k hath mein tootay hoye sheeshay ki tarah hon m Itna hi bhout hai k woo bhikarnay nahi deta..

"ZINDAGI KI ULJHANO NE SHARARATON KO KAM KAR DIYA HAI........ AUR LOG SAMJHTE HAI KI HUM SAMJHDAR HO GYE HAI".........

kya kahu ke ab tujho mohabbt nahi rahi tere pyar m wo pehli c shiddat nahi rahi..

Tujhe Ab Shayad Mujh Se Koi Waasta Nahi Lekin, Tere Hissey Ka Waqt Aaj Bhi Tanha Guzarta Hai..

bohut ajeeb hai ye Bandishen mohabbat ki........ Na ussne Qaid me rakha or Na hum Aazad hui..

Wo Jo Badla To Roobroo Hum Bhi Badal Gye, Wafa Ki Thi Yun Usse Mene Bandagi To Nahi, Zindagi Tohh Meri Faqt Yun Hii Katt Jaayegi, Hasrt-E Zindagi Tha Wo Shart-E Zindagi To Nahi.

Chiragon ko aur tej kar do kyunki roshni bahut kam hai aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki "Zindagi kam hai"

Kasme Kya Wafayen Kya Unke Liye, Jo Kar Ke Wada Apni Baaton Se Fir Gaye, Jinhe Samajh Ke Apna, Apni Palkon Me Basaya Tha, Wo Ban Ke Aansu Meri Nazron Se Gir Gaye.

Khuda Kare Ki Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile Bari Mushkil Se Wo Razi Hui Hai Sath Chalne Ko...

Jab bhi Bichrna Ho To Hanstay Huay Jana Warna, Har Koi tere Rutth Ke Janay Ka Sabab Puchay Ga hamari wafa ne logo ki kismat sudhar di mujhe zamana raas na aya to me kya karu.

Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai ? Logon Ko Humse itni Ruswai Kyu Hai ? Is Duniya Mein Insan aakhir Kam To Nahin Phir Mere Saath Sirf Meri Parchai Kyu Hai.

Bhut muskil h ki tu karle meri mohahbat ka andaza..... Mere payar ka samunder teri soch se bhi gahera h.

Apne hathon ki lakeron se mita du tuj ko Kse mumkin hai k main ase dagaa du tuj ko Sochta ho main kisi tarah bhula du tuj ko Apni yaadon se kisi roz mita du tuj ko Tu na mil paye mujhe aisi Dua du tuj ko Hosla hota nahin dagh e wafa du tuj ko

Mere daman me andhero k siva kuch b nahi Yeh kisi roz mein aake bata de tuj ko,

Doobi hain hamari ungliyaan khud apne hi lahoo main. ye chand kaanch ke tukdo pe aitbaar ki saza hai..

Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi, Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi, Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai, Aur Woh kehte rahe ki Unhe pata hi nahi.

Sari duniya se ham anjaan bane unke liye Hamse wahi ab anjaan bane bathe hai Yeh dil ab aur intzaar mat kar Lagta hai woh kisi aur ke mehman banye bathe hai.

Kab tak tere faraib ko ek hadasa knhoon.., tu nay to mari wafaon ka tamasha bana dia..

"Mohabbat Se Fateh Krte Hain Logon Ke Dilon Ko, Hum Aise Sikendar Hain Jo Lashkar Nai Rakhte." Zindagi chod de jab sath to mujhe khat likhna Tujko karni ho koi baat mujhe khat likhna Meri har raat to ro ro ke guzar ti he Kaise kat ti he teri raat mujhe kaht likhna

"Main Kisi Ko Kya Ilzaam Du Apni Maut Ka Dosto.. Yaha To Satane Wale bhi Apne Thay, aur Dafnane Wale bhi Apne...

? ?

Tujhe kaise karon pesh appni dastan-e-wafaa. Tere phool se chehre pay ansoo ache nahi lagthe.

Mohhabat Ka gum hota bahut Hai, Ke ab Ye Lafz Bhi Ruswa bahut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kya Bataun? Gali Kochon Mein sannata bahut Hai, Na milne Ki qasam Kha Ke Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bahut Hai, Ye Aankhein Aur Kya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bahut Hai, Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hain Aanso, Shayid mujhe Rona bohut hai, Tujhe maloom To hoga mere humdum, Tujhe Asif Ne Chaha bahut hai

Apne Karam Se Wo Mera Muqqaddar Banaa Gaye, Ek Qatre Ko Pal Mein Samundar Bana Gaye. Phoolo Se Bhi Jyada Narm Tha, Kabhi Dil Ye Mera, Itna Tadpaaya Issey Ke Patthar Bana Gaye.

aza Pe Chor Diya Jaaza Pe Chor Diya Her Ek Kam Ko hum Ne Khuda Pe Chor Diya

Wo Hum Ko Yaad Rakhe Ya Phir Bhula De Usi Ka Kam Tha Us Ki Raza Pe Chor Diya Ab Us Ki Marzi Bhuja De Ya Jala De Charagh Hum Ne Jala Ke Hawa Pe Chor Diya Ab Us Se Baat Kiye Bagair Kaise Rehain Gain Hum Ye Masla Dua Ka Tha So Dua Pe Chor Diya Is Liye Tu Wo Kehte Hain Dewana Hum Ko Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya

kitnay majboor hain taqdeer k haathon hum, Na use paaney ki auqaat rakhte hain, Na khone ka hosla.....!!

Muskurane Se Bhi Hota Hai Bayan Gham e Dil, Mujhe Rone Ki Bhi Aadat Ho Yeh Zaroori Toh Nahi,,,,,,,,,,

Umar Bhar Rahe Teri Joostuju Mein Hum, Ek Tu Naa Mili Kisi Kafir Ko Jannat ki Tarha

Har kisi ky Naseeb main kahan likhi hain Chahtein, Kuch Log Duniya main atae hain Faqat Tanhaiyun k Liye

Itni Wafaen Bhi Na Krna Kbi Kisi Se AKMAL Dil Ki Gehrai Se Chaha Jaye To Log Magrur Ho Jate Hain!

Use Kahna k Uski YAAD me Be-hadd Azziyat Hai Ya Apna Naqsh Dho Jaye ,Ya Phr Mera Hi Ho Jaye.

Bikhar rahi hai meri Zindgi us se kehna Kabhi miley to yahi baat us se kehna Who sath tha to zamana tha hamsafar mera Magar AB koi nahin merey sath us se kehna Usey kehna k bin us k din nahin kat'ta Sisik sisik k kati hai raat usey kehna Usey pukaaron k khud hi pohanch jaoon us k pas Nahin rahey who hallat usey kehna Agar who phir b na lotey to aey meherban dost Hamari zindgi k halaat usey kehna

Her jeet us k naam ker raha hoon main Main manta hoon apni haar usey kehna

...

----------------------------------------

You might also like