Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Arabic saying may Allah not fill your belly which means may your sustenance be without end

(i.e. its end never come). In the Semitic cultures, this is a commonly used colloquialism

aaqa (peace b upon him) said: ya allah jis muslim ko men bad dua dun ya bura bhala kahoon ya .2 kore maron, wo (saza) qayaamat ke din uske liye kaffara kar dena. ek or riwayat men he ko wo uske haq men rahmat bana dena. ye hadeeseen zikar karne ke baad imaam muslim ne ameer muaviya wali hadees zikar ki he so unke haq men rahmatullilaalameen ki ye dua rehmat bn gy na ki azaab

1. Arabic saying may Allah not fill your belly which means may your sustenance be without end (i.e. its end never come). In the Semitic cultures, this is a commonly used colloquialism about an hour ago Like

Sharib Sherazi yani it was arabic culture to commonely use such words that were "bad dua" with this all they also used to use it in gd meaning. so here its in gd meaning not bad. n v prefer this meaning. about an hour ago Edited Like

Sharib Sherazi even imaam muslim's topic of this hadith also shows that he understood this dua in gd meaning. 41 minutes ago Like

Sharib Sherazi so v r unaware of arabic eloquence thats why it creates some time problem of misunderstanding. similarly there r some other arabic usages like: 34 minutes ago Like

Sharib Sherazi "orat ke saath 4 wujuhaat ki bais p nikah kiya jata he , hasab, nasab, dolat or deen, to tumheen chahiye ki deendar ko tarjeeh do tumhaare haath khak alood hon" (hadith) is hadith men b last sentence isi concept men kaha gaya he na ki bad dua di gay he, or iski taeveel ese hogi, ki deen daar se shadi ki to goya toone apne dono haathon men mati utha li or mati zameen o dolat o jaedaad ke maena men kahaa gaya he yani jese hameen koy bari dolat mil gy ho us deen daar se shadi karne se. 29 minutes ago Like


Sharib Sherazi yani arab log (taribat yaddak) tumhaare haath khak alood hon is concept men b use karte the. 28 minutes ago Like

Sharib Sherazi isi tarah thaqulatka ummuka yaa muaaz, isi tarah alaa raghmi anfi abi zar (radiyallahu anhum) b isi baab ke tahat hen. so it was daily usage of arabs, if u live with arabs even nowadays u will find them they use it common without its bad meaning, like "tabban laka" that means tu barbaad ho, mere arab dost basa oqaat muje kehte hen without its origenal meaning 25 minutes ago Like

Sharib Sherazi or iske ilaawa or b buhut usages hen arabs ke jo ese hi general use hote hen un ka wo maqsad nhi hota jo literary meaning ka hota he. 23 minutes ago Like

Sharib Sherazi jawaab number 2) 23 minutes ago Like

Sharib Sherazi aaqa (peace b upon him) said: ya allah jis muslim ko men bad dua dun ya bura bhala kahoon ya kore maron, wo (saza) qayaamat ke din uske liye kaffara kar dena. ek or riwayat men he ko wo uske haq men rahmat bana dena. ye hadeeseen zikar karne ke baad imaam muslim ne ameer muaviya wali hadees zikar ki he so unke haq men rahmatullilaalameen ki ye dua rehmat bn gy na ki azaab. 22 minutes ago Like

Sharib Sherazi 3) i think iske bad dua na hone ki ek dalil ye b he ki: agar to ye dua as it is exact usi meaning men rasoolullah (pc b upn hm) ne farmae he to dear it never happaened or ye khilaafe waqia he, kese? yani rasool mustajaabul da'awaat hota he, n this dua says ki wo hamesha bhooka rahe, so hona to ye chahiye tha ki ameer muawiyaa musalsal khana khate rehte to is tarah unki zindagi khatam hojati or kabhi b pait na bharta. bt it never occured coz it was not in that sense.

14 minutes ago Edited Like

Sharib Sherazi 4) ba farze mahaal is hadith ko gd meaning men na len tab b no problem. ziyada se ziyada jo saabit ho sakta he is hadith se wo ye ki, ye ameer muaviya ki galati ki is dunya men saza thi jese islaam ki baaqi hudood hen so different sahaaaba ko different sazaen di gy different galatiyoon ki waja se, kisi ko zina ki waja se korhe lagae gy kisi ko rajam kiya gaya kisi ko kuch kisi ko kuch sza, or jb ek baar saza is dunyaa men mil jae to wo kaffa ra bn jaati he, akhirat men uski saza nahi milti or ye b ek tarah ki rahmat bhari policy thi ALLAH N HIS RASOOL KI, KI unhoon ne is kamzoor khataa kaar umati ko isi dunya men saza de kar jaan chura li. 8 minutes ago Like

Sharib Sherazi so its all what u can say. bt it never opens the doors of abuse over ameer muaaviya or does not make him kaafir, coz not every mistake is kufur, if it was kufur, rasool by him self ordered any one to go to kill muaviya on the spot as he became murtad, bt he never passed such commond at all, jst he by him self charged n suggested a punishment to muaviya so its finished between rasool n criminal one, it never opened the door to continue same punishment untill, it was not hukme shara'ee. other wise sahaaba or at least ahle bet had to continue it as hukme sharaee. n ask allah again n again such dua. so it was punishmen that passed n became kaffarah in his right, like rest of the sahaba's punishments.

You might also like