Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Machao shor na logo sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 1.

Kabhi Bachi ko takta hai kabhi aansoon bahata hai Dar-e-Zindan pe betha musafir sabse kehtaa hai zaraa aaram se guzro sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 2. Kisi bhi Zulm ke jo aah ki khatir wo lab khulte Tarap ker Abid-e-bimar ye kehta thaa hoto se agar ye aah nikli to sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 3. Agar Aulaad wale ho tumhe ye sab pataa hoga adhoori neendh se uth jaye jo bachi to kiya hoga khudara shimr ko roko sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 4. Abhi Zindan me hojayega kohraam phir barpa who aahat simt ke samjegi ke shayed aa gaye baba Dar-e-Zindan naa kholo sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 5. Ye wadaa hai meraa pani nahi mangooga me tum se wo jab uthtjaya to jee bhar ke beshak maar na dure abhi bekas ko na maro sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 6. Abhi azad ho tum qayd ke matlab ko kiya jano parindo chordo zindan meri iltejaa maango chale jawoo naa yu chehko sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 7. Sar-e-Zinda sakina ko kazaa ki neend kiyaa aayi kisi se kuch nahi kehtaa hai is mazloom ka bhayi ke ab ye der nahi usko sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 8. Agar Aulaad wale ho tumhe ye sab pataa hoga adhoori neendh se uth jaye jo bachi to kiya hoga khudara shimr ko roko sakina Jaag Jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 9. Saf-e-matam se abid ka ye Akbar bayn aata hai Isse bas baap ke purse mei hi ab cheyn aata hai Sada matam ki na roko, Sakina jaag jayengi Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2 Haye Sajjad Muhari haye Bimaar muhari x2

You might also like