Is Baat Se Mehsoos Karo Kia Hai Sakina

You might also like

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Is baat se mehsoos karo kya hai Sakina (A.S) Abbas (A.S) ke honton Ka Qaseeda hai Sakina (A.

S) Aaina-e-Zehra (A.S) mein jo dekha tera bachpan Har aks pukara ke tu Zehra hai Sakina(A.S) Jo pyas ke parcham ki Alamdar hai ab tak Abbas(A.S) ki woh pyari Sakina hai Sakina (A.S) Abbas(A.S) ki Nazron se koi parh ke tau dekhay Ehsaas ki ek Nehj-e-Balagha hai Sakina(A.S) Jo Mashq mein bhar sakta hai dunya ke samandar Kaunain mein bas woh tera saqqa hai Sakina(A.S) Har Umr ke Haider ne jhulaya tera Jhoola Yeh auj faqat tu ne hi paya hai Sakina (A.S)

You might also like