Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 5

CRB Turbo External AV Castrol rep:

Namaskar bhaiyon kaise hai aap!?? Welcome Everyone.. How are you ll doing today? Sharmaji (another surname please) Bahut bahut Mubarak ho aapko naya truck!! Ranaji Congratulations on your new truck Aaj (slight pause) aap sabko truck engine ke faide ke baaren mein batana chahta hun Today.. I will tell all of you the benefits of Truck Engine. Yeh hai naya Castrol CRB Turbo. This is The New Castrol CRB Turbo Ismein hai Durashield Boosters. (Flipping and opens a chart. Pointing towards it) Yeh! Ek aisa special formula hai jo aapke truck ke engine ki umra do guna tak bada deta hai. This has special Durashiel boosters which has been developed through a special formula and it will double your engine age. (this is where he should be interrupted, mid-sentence.)

Trucker:

Bas bas kijiye sirji bas. Bohot sun liya Sir! Mujhe CRB Turbo ke bare mein kuch nahi sunna. Rehne dijiye aapka yeh Booster Shooster gyan! Enough is Enough. I have had it . I do not want to hear anything about CRB Turbo. Keep your Durashield Booster knowledge to yourself. Arrey bhai sahaab mujhe pata hai CRB mere truck ke liye achcha hai. I know CRB is very good for my truck Mujhe yeh bhi pata hai ke engine ke purjoon pe who ek aisi suraksha ki parat chada deta hai. Jo usse kaleekh se bachati hai. Hai na? I know it protects the engine parts too? Isnt it ? Castrol rep: Ji.. Yes Mujhe yeh bhi pata hai ki mushkil haalat mein bhi woh parath nahi tootati. WAH!! Kya tel hain! (He claps) I also know , through difficult times also it doesnt break down. What an oil!!! Areey mujhe pata hai Bhai sahaab. CRB Turbo matlab, mera truck surakshit. Aur engine ki umr dugniareey sab pata hai bhai sahaab sab pata hai. I also know using CRB Turbo my truck is safe, Better Life Span.. Everything. Par mehenga hai saab. Bahut mehenga hai!.Oye kaake Bol na, Tujhe bhi toh pata hai. But its too Expensive. Buddy Say.. Even you know about it.

Man1: Bhaisaab! Shayaad Aapko ek cheez ke bare main pata nahi hai. CRB Turbo ka ganit. Gentleman! I am not sure if you know about CRB Turbo Math. Trucker: Matlab Means Man1: Main aapko samjhata hoon. I will explain it to you DRAIN INTERVAL AUDIO VO Maan lete hain aapki truck saal mein 72,000 kilometer chalti hai. For Eg You travel for 72000 kms in a year Sadharan tel 18,000 kilometer ke liye theek hai. Ordinary oil gives you 18000 kms on Average Yaani, saal mein ek, do, teen, chaar bari oil change. Which means in a year you have to change your oil 4 times in a year Par CRB Turbo 36,000 kilometer chalta hai. CRB Turbo runs for 36000 Kms in a year Log kehte hain 40-45 hazaar. Par hum keval 36 maan lete hai. People say it runs upto 45000 kms per year, But we ll take it at 36000 Matlab saal mein CRB Turbo badalna hogabas ekdo baar. Which means you change the oil twice a year Sadharan tel 2600 rupiye mein milta hai. Ordinary Oil =2600 rs Aur Castrol, usse thoda jyada, 4200 rupiya mein. Castrol Oil =4200 Rs Arrey aap sahi the. Yahan tak toh Castrol hi mehenga pada. Parr You were right! Castrol is expensive. Yeh DekhiyeSadharan oil saal mein 4 baar hi badli hota hai, You change your oil 4 times a year when you use ordinary oil 4 guna 2600 matlab 10,400 rupiya. 4*2600=10,400 rs Aur har baar, oil filter aur labour ka 1000 rupiye toh lagta hi hai And everytime extra cost for oil filter and Labour cost which is approx. 1000 rs so 4 baar 1000 rupiya matlab 4000. Which is 4 times a year :4000 rs 10,400 mein 4000 aur jodte hai Add 10400+4000 Toh sadharan oil ka kharcha hua 14,400. Total Expense with ordinary Oil 14,400 Ab jadoo dekhtein hain. Lets see some magic CRB Turbo 4200 rupiya hai. Mehenga hai. CRB Turbo 4200 Rs. Really Expensive. Par yeh saal mein kitne baar badlenge? How many times we change the oil? Haan, sirf do baar. 2 guna 4200, matlab 8400 rupiya.

Only Twice. Which means 8400 Rs. Aur 2 bar oil filter aur labour charge ka do hazaar rupiye. And twice for oil filter and labour cost which is 2000 Rs Total kharcha 8400 + 2000. 10,400 rupiye. Total Expense = 10400 Rs Toh, sadharan tel ka karcha 14,400 Ordinary Oil Expense :14,400 Aur Castrol CRB Turbo ka kharcha 10,400 And Castrol CRB Turbo : 10,400 Arrey, mehenga tel daalne se 4000 bach gaye? Hey!! Using Expensive Oil saves you 4000 Rs Yeh mehenga tel to sasta pad gaya, paaji. Ye aapko pata tha kya? This Expensive oil is cheaper. How do you know about this? Trucker: (embarrassed) Ji..nahi pata tha. Sorry.. mujhe sach main nahin pata tha Sorry I never knew about this

Man2: Aur bhai saab, aapko top-up ke bare mein pata hai? Are you aware of top-up?

Trucker: Ji. pata hai matlab.. top up hota hai na. Yes.. I know about it TOP UP AUDIO VO Ab har drain antraal ke beech ek-ek litre karke 4 baar toh top-up karna padta hai. Now between every drain interval , 4 times top up needs to be done. Matlab total 4 litre. Which means 4 ltrs Wohi, saal bhar ka 72,000 km le lete hai. Which consumes 72,000 km a year Toh sadharan oil chaar aur chaar aath, aur chaar barah, aur chaar solah litre lagta hai. Ordinary oil 4*4 =16 Times. Par woh sadharan daam mein bhi toh milta hai. But you get it at ordinary price as well. Toh 16 litre tel x 200 rupiya litre ka bhau se.

Comparing 16 ltr oil *200 Rs ltr oil price Kitna hua? Rs. 3200. Comes up to Rs.3200 Ab CRB Turbo mehenga hai kyon ki usmein hai Durashield Boosters CRB Turbo is expensive because it has Durashield Boosters. jo har top-up ki zaroorat 25% se kam kar deta hai. With Every top-up , It reduces the necessity by 25% Yaani har drain antraal ke dauraan 4 nahi sirf 3 litre mein kaam ho jaata hai. Which means between Every Drain Interval only 3 ltrs oil is required. Yaani 72,000 km ke liye, 6 litre tel. Which means for 72,000 kms 6 ltrs Oil. Total kharcha? 6 litre x 300 rupiya jo CRB Turbo ka daam hai. Total Expense =6*300 rs Yaani 1800 rupiya. I.E = 1800 rs Hisaab karte hai3200 mein se 1800 gaye yaani 1400. Difference of 1400 Rs Arrey, CRB Turbo phir sasta pad gaya! 1400 rupiya se. CRB Turbo is cost effective by 1400 Rs.

Trucker: Oh teri..uspe bhi bacchat!!! Yaar Yeh bhi pata nahi tha. Kya kar diya yaar? (more embarrased) More Savings!!!I never knew about this too. What have I done? Are.. aree dijiye Sir.. Sharminda mat karo please. (guilty) Give it to me. Dont embarrass me more. Castrol Rep: Harinderji? Trucker: Ji.. Yes Castrol Rep: aapko diesel ka bhav pata hai? Are you aware of Diesel Price? Trucker: Ji 54 rupaiye. Yes..54 Rs. Castrol Rep: Aap diesel main bhi bachhat karte hain.So you save on Diesel too

FUEL CONSUMPTION AUDIO VO Koi bhi truck ka average hum 4 kilometre prati litre pakad saktein hain. Any truck we give an average of 4km/ltr Matlab 72,000 kms ke liye 18,000 litre diesel lagega. Which means for 72,000 km , you need 18000 Ltr diesel. Seedha seedha hisaab hai, 18,000 x 54, yaani 9,72,000 rupiya ka toh diesel lag hi jaata hai. Straight forward Calculation.18,000*54 =9,72,000 Rs. Par yahan bhi Durashield Boosters apna khel dikhata hai. Durashield boosters shows its skills. Yeh diesel ka khapat kam karta hai. 1.44% se. It reduces the diesel usage by 1.44% Chhoti si sankhya hai, lekin iska prabhav bada hai Its a small number, but has major impact. Aap hi dekh lijiye. 9,72,000 rupiye mein 1.44% bachhat. 14,000 rupiye. Have a look..9,72000 Rs, 1.44% ie..14,000 Rs Trucker: Matlabek saal mein 4000 + 1200 + 1400019,200 ki main bachhat kar sakta hoon. Wo bhi ek accha tel istemaal karke!? Which means.. In a year 4000+1200+14000=19,200 Savings by using Excellent Oil. Castrol Rep: Ji. Yes

Trucker: Ji.. ek minute Kamaal hai! Mujhe pata tha ki CRB Turbo mere engine ki umra dugna kar degapar yeh tohmere zindagi mein kitne kuch dugna kar sakta hai. Aaj, kal aur hamesha ke liye. One Min Sir!! This is brilliant. I knew CRB Turbo will double my engine life. But it can double up many things in my life. Today , Tomorrow and forever.

You might also like