O Ri Duniya

You might also like

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 3

O Ri Duniya (Gulaal): Lyrics, Translation, Meanings Movie: Gulaal Music, Lyrics, Singer: Piyush Mishra O Ri Duniya is a masterpiece by Piyush

Mishra that he dedicates to the inspirati on for the song, Sahir Ludhiyanvi's Ye Duniya Agar Mil Bhi Jaaye to Kya Hai from Pyaasa. The song, no less than the original in my view, was a real tough one to translat e, and while I have kept the translations mostly literal, I've also tried to giv e small explanations where I felt they were required. However, due to the comple x nature of song, there might still be better translations for some lines despit e my best efforts. Any such suggestions to make this work better will be welcome d. O ri duniya o ri duniyaa aye o ri duniya aye Surmayee aankhon ke Pyaalo ki duniya o duniya Surmayee aankhon ke Pyaalo ki duniya o duniya Satrangi rangon Gulaalon ki duniya o duniya Satrangee rango Gulalon ki duniya o duniya O O O O world, dear world, world of cups of kohl-lined eyes (from which one can drink), world of rainbow-colored colors and Gulaals..

alsaayi Sejon ke Phoolon ki duniya o duniya re angdaayi tode kabootar ki duniya o duniya re aye karwat Le Soyi haqeeqat ki duniya o duniya deewani hoti tabiyat ki duniya o duniya khwahish mein Lipti Zaroorat ki duniya o duniya re hey Insaan ke Sapno ki Neeyat ki duniya o duniya o ri duniya o ri duniya.. o ri duniya o ri duniya.. Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaye to kya hai it's a world of flowers decorating sleepy beds (for the wedding night), it's a world of lazy-stretching pigeon.. it's a world of truth sleeping (calmly) by its side, and a world of a temperament going mad.. it's a world of needs wrapped with wishes, it's a world of humans' dreams and their intentions.. World, o world, what's there (to celebrate) even if one gets this world.. what's there even if one gets this world.. what's there.. (there is nothing in this world that is worth).. mamta ki bikhri kahaani ki duniya o duniya behno ki Siski jawaani ki duniya o duniya aadam ke hawwa se rishte ki duniya o duniya re hey Shayar ke Pheeke Lafzon ki duniya o duniya The world of stories of (mothers') shredded love, The world of sisters' sobbing youth, A world of the relation of Adam and Eve, World of uninspiring words of poets..

Ghalib ke momin ke khwabon ki duniya majazo ke Un Inqalabon ki duniya Faiz-e-firaq-o-Sahir-o-Makhdoom-Mir ki Zauq ki Daaghon ki duniya The world of Ghalib and Momin's dreams, the world of those revolutions of poets like Majaz (Lakhnawi), World of Faiz (Ahmed Faiz), Firaaq (Gorakhpuri), Sahir (Ludhiyanvi), Makhdoom (M ohiuddin), Mir (Taqi Mir), (Mohd Ibrahim) Zauq, and Daagh (Dehlvi).. [All these were poets known for their revolutionary moods, in different times] Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Pal chhin mein baatein chali jaati hain Pal chhin mein raatein chali jaati hain reh jaata hai jo savera Wo dhoondhe jalte makaan mein basera Wo dhoondhe jaisi bachi hai Waisi ki Waisi, bacha Lo Ye duniya apna Samajh ke apno ki jaisi Utha Lo Ye duniya chhitput Si baaton mein jalne Lagegi, Sambhalo Yeh duniya kat-pit ke raaton mein Palne Lagegi, Sambhalo Yeh duniya Within moments, things move on, within moments, nights go (as in, everything goes in a matter of moments) the one who remains, looks for the morning, looks for a place to live in the burning house.. Save this world, whatever is remaining in here, as it is, Think of it as your own, and pick it up (in your arms, to protect it), (else) it'll start burning in small-unimportant things, save this world, it'll be cut-bruised-beaten and will be living in nights (dark times), save this world.. o ri duniya o ri duniya Wo kahen hain ki duniya ye itni nahi hai Sitaaro Se aage jahan aur bhi hai Yeh hum hi Nahi hai Wahan aur bhi hai hamari har ek baat hoti Wahin hai hume aitraaz Nahi hai kahin bhi Wo aalim hain, faazil hai, honge Sahi bhi O world, dear world, They say that the world is not this much (only), there are more world beyond the stars, It's not just us, there is Someone Else too (talking of God here) everything about us is decided there only, (and) we don't have an objection to that anywhere, They're knowledgeable, virtuous, would be correct too, magar falsafa Yeh bigad jaata hai jo Wo kehte hain aalim Yeh kehta Wahan Ishwar hai faazil Yeh kehta Wahan Allah hai kaamil Yeh kehta Wahan Isa hai manzil Yeh kehti tab Insaan Se ki tumhari hai tum hi Sambhalo Yeh duniya Yeh bujhte hue chand baasi charago

tumhare Yeh kaale Iraado ki duniya but this philisophy goes bad, when they sayThe Intelligent says there is Eeshwar (Hindu God) The Virtuous says there is Allah, The Perfect one says there is Jesus, Then the destination says to the man, that- this world is yours, you only take care of it! This world of a few old, dying lamps, world of your dark intentions... o ri duniya o ri duniya o ri duniya Gulaal Meaning Gulaal is a dry, colored powder that is applied/thrown over people on the Festiv al of Holi. It comes in various colors, though pink is the signature color and r ed, green and yellow are the most common ones.

You might also like