Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Titli Lyrics

Tamil Poetry
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en, Ullam kavarndhanai
(x2)
Andar kon ani arangkan en
amudhinaik
Andar kon ani arangkan en
amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave
Translation:
I have seen the One whose color is like dark rainclouds
He is the one with the mouth that swallowed the butter
of cowherds,
He is the Lord of the devas, He is Lord Ranganatha,
He is my nectar, my life!
My eyes have seen my Lord and will not see anything
else!

Bann ke titli dil uda uda uda hai


Kahin doooor
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor
Chal ke khushboo se juda juda juda
hai
Kahin doooor
Haadse ye kaise
Unsune se jaise choome adheron ko
Koi Nooor
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor
Sirf keh jaaun ya
Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor

Bhoori bhoori aankhein teri


Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi
mode
Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Teri saadagi mein hoke choor
Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin
door
Chal ke khushboo se juda juda juda
hai
Kahin door
Raatein gin ke
Neendein bun ke
Cheez kya hai khwaabdaari hum ne
jaani
Tere sur ka saaz ban ke
Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani
Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shayari
Ya koi shayarana hai fitoor..
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor
Chal ke khushboo se juda juda juda
hai
Kahin doooor
Haadse ye kaise, unsune se jaise
Choome adheron ko, koi Noor..
Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin
door..

Bann ke titli dil uda uda uda hai


Kahin doooor
Chal ke khushboo se juda juda juda
hai
Kahin doooor

Sirf keh jaaun ya


Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor

Tamil:
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en
Ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en
amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave

Tamil:
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en, Ullam kavarndhanai
(x2)
Andar kon ani arangkan en
amudhinaik
Andar kon ani arangkan en
amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave

You might also like