Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

BALSHRAM KO ROKNE KE SARKAARI AIVAM KANOONI PRAYAS:

Poetry In Hindi Text :


,
,
!!
ne ,
!!

Poetry In English Text :


ise bhi,
padhne likhne ka sapna sjana accha lagta hai,
roj shaam park mein khelne jana accha lagta hai !!
mazboori ne kar diya waqt se phele bda ise,
warna sir par kisko bojh uthana accha lagta hai !!

, ,
, -

14
, -
215
14 - , ,
, -
- -- -

Aaj ham balshram jese gambhir Vishay par charcha karenge,aur is se sambamdhit
kanooni jankari prapt krenge.
Aaj ka Vishay he: BALSHRAM KO ROKNE KE SARKAARI AIVAM KANOONI PRAYAS
Aur isi par vichar vimarsh karne ke liye hamre sath studio me mojood he : ADVOCATE
SEEMA CHOUDHARY
Maam aapka swagat he!

:
,

LIST OF QUESTIONS:
QUESTION 1. Maam ham aapse jan-na chahenge ki kanooni bhasha me bal-
shram kya h aur iske sambhandh me aik bacche ki paribhasha kya h?

QUESTION 2. agar koi vyakti jise kanoon ka gyaan nahi h, veh chote bache se
kaam krwa raha he to kya veh bhi aprabhi hoga?

QUESTION 3. Aapke anusaar balshram ke kya kya karan ho sakte h?

QUESTION 4. Is tathya me to koi do ray nahi he ki gareebi baal shraam ka aik


mukhy karan he,
To sarkaar ne ise rokne ke liye kya kadam uthae h?
Aur aapke anusaar sarkaaar ko aur kya karna chahiye?

QUESTION 5. Aam admi ko, baalsharm ke parinamo aur uske dand ki jankari nahi
h.
nivedan krte h ki aap is Vishay se logo ko avgat karae? (punishments)

QUESTION 6. Aise kai bache he jinka padhne me man nahi lagta, aur veh kuch
pesa kama kar apne parivaar ki madad krna chahte he
Aise me us se zabardasti kaam NA karwana uchit nahi higato Isme kanooni
taur par sarkaar kese us bache ki sahayta kar sakti h?

QUESTION 7. wo bache jo kanooni hisab se 14 varsh se kam ki aayoo ke h,aur


aajeevika kama nahi sakte h, to wese hi kuch bache jurm ki taraf bhatak jaate h..
Aise bacho ko jurm se bachane ke liye, sarkaar ko kya prayas karne chahiye?
(taaki veh jurm ka rasta na chune)

QUESTION 8. aapki ray me balshram rokne ke kya upay ho sakte h?

Isi baat par mujhe kuch panktiya yaad aa rhi heki ;


Dhanyawaad maamham aapka dil se shurkriya ada karna chahenge ki aapne apna
keemti samay hame diya.aur hamare shrotao ko bal-shram jese gambhir aivam behad
mahatvapoorn Vishay par jankari pradan ki aur unhe jagruk kiya!

You might also like