Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 6

MAIN VAARI VAARI

Tumhari adaon pe main vari vari - 8x

Har ek baat hain jaise - 2x

Meethi karaari

Tumhari adaon pe main vari vari - 2x

Chalate ho jo naino ke baan tikhe

Nishaana tumh aaisa kaha se ho sikhe

Ke dil mein kasak ho magar pyari pyari

Tumhari adao pe main vari vari - 2x

Kabhi ek chaman tha main jisko kali thi

Ke phoolon ke sejo pe hi palegi

Na bechain din thein na betaab raatein

Na tumse mili thi main tab hi bhali thi

Badi mehangi mujhko padi tumse yaari - 2x

Tumhari adaaon pe main vari vari - 2x

Har ek baat hain jaise meethi karaari

Tumhari adaon pe main vari vari - 3x

Main vari vari - 3x

Chalate ho jo naino ke baan tikhe

Nishaana tum aaisa kaha se ho sikhe


Ke dil mein kasak ho magar pyari pyari

Main vaari vaari - 10x

Tumhari adaon pe main vaari vaari

NAZAR KE SAAMNE JIGAR KE PAAs

Nazar ke samne, jigar ke paas

Nazar ke samne, jigar ke paas

Koyi rehta hai, woh ho tum

Nazar ke samne, jigar ke paas

Nazar ke samne, jigar ke paas

Koyi rehta hai, woh ho tum

Nazar ke samne, jigar ke paas

Betabi kya hoti hai

Puchho mere dil se

Betabi kya hoti hai

Puchho mere dil se

Tanha tanha lauta hoon

Main toh bhari mehfil se

Mar na jau kahi mar na jau kahi

Hoke tumse juda

Nazar ke samne, jigar ke paas

Nazar ke samne, jigar ke paas

Koyi rehta hai, woh ho tum


Nazar ke samne, jigar ke paas

Tanhayi jeene na

De bechaini tadpaye

Tanhayi jeene na

De bechaini tadpaye

Tumko main na dekhu

Toh dil mera ghabraye

Abb mujhe chhodke

Abb mujhe chhodke

Dur jana nahi

Nazar ke samne, jigar ke paas

Nazar ke samne, jigar ke paas

Koyi rehta hai, woh ho tum

Nazar ke samne, jigar ke paas

Nazar ke samne, jigar ke paas

Koyi rehta hai, woh ho tum.

SAANSON KI ZARURAT

Sanson ki zaroorat hai jaise


Sanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye

Jam ki zaroorat hai jaise


Jam ki zaroorat hai jaise
Bekhudi ke liye
Haan ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bus ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Aaina jhutha hai, sachi tasvire hain
Jahan dard hai vahin jit hai
Jahan pyas hai vahin mit hai
Koi naa jane magar
Jeene ki yahi reet hai

Saj ki zaroorat hai jaise


Saj ki zaroorat hai jaise
Mausiki ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Haan..ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye

Manzile hasil hain phir bhi ek doori hai


Manzile hasil hain phir bhi ek doori hai
Bina humrahi ke zindagi adhuri hai
Milegi kahi koi rahgujar,
Tanha katega kaise yeh safar
Mere sapne ho jahan,
Dhundhu main aisi najar

Chand ki zaroorat hai jaise


Chand ki zaroorat hai
Jaise chandani ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye

Sanson ki zaroorat hai jaise


Sanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye..aashiqui ke liye..
Aashiqui ke liye

Jaanam jaanejaan
Jaanam jaanejahaan
Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaauungi main sanam
Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mili
Mar jaauungi main sanam

O rokegaa ham ko
Ab kyaa zamaanaa
Mar ke hamen hai
Vaadaa nibhaanaa
Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaauungii main sanam

Main phulon se kalion se


Taron se teri maang bhar dungaa
Main phulon se kalion se
Taron se teri maang bhar dungaa
Main saanso ki mahaki
Baharo ko tere naam kar dungaa
Main pyaar tujhase karati hoon
Din raat aahe bharati hoon
Aahe bharati hoon aahe bharati hoon

Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaauungi main sanam
Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mili
Mar jaauungi main sanam

Bin tere guzarate hain kaise


Mere din raat na puchho
Bin tere guzarate hain kaise
Mere din raat na puchho
Jo dil men chhupe hain mere
Hamnashin vo baat na puuchho
Do dil jab dhadakate hain
Aise hi tadapate hain
Tadapate hain tadapate hain

Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaauungi main sanam

O rokegaa ham ko,


Ab kyaa zamaanaa
Mar ke hame hai
Vaadaa nibhana
Jaanejigar jaaneman
Mujhako hai teri qasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaauungi main sanam

Jaanam jaanejaan jaanam jaanejahaan


Jaanam jaanejaan jaanam jaanejahaan.

You might also like