de bat?-e mai ko dil-o-dast-e shina mauj-e sharab {050} afsos kih danda ka kiya rizq falak ne jin logo ki thi dar?hvur-e ?aqd-e guhar angusht {051} raha gar ko?i ta qiyamat salamat phir ik roz marna hai ?a?rat salamat {052} mud ga?i kholte hi kholte akhe ghalib yar la?e miri bali pah use par kis vaqt {053} amad-e ?hat? se hu?a hai sard jo bazar-e dost dud-e sham?a-e kushtah tha shayad ?hat?-e ru?hsar-e dost {054} gulshan me bandobast bah rang-e digar hai aj qumri ka t?auq ?alqah-e bairun-e dar hai aj {055} lo ham mari?-e ?ishq ke bimar-dar hai achchha agar nah ho to masi?a ka kya ?ilaj {056} nafas nah anjuman-e arzu se bahar khech agar sharab nahi intiz?ar-e saghar khech {057} ?usn ghamze ki kashakash se chhu?a mere ba?d bare aram se hai ahl-e jafa mere ba?d {058} bala se hai jo bah pesh-e naz?ar dar-o-divar nigah-e shauq ko hai bal-o-par dar-o-divar {059} ghar jab bana liya tire dar par kahe baghair janega ab bhi tu nah mira ghar kahe baghair {060} kyu jal gaya nah tab-e ru?h-e yar dekh kar jalta hu apni t?aqat-e didar dekh kar {061} larazta hai mira dil za?mat-e mihr-e dara?hsha par mai hu vuh qat?rah-e shabnam kih ho ?har-e bayaba par {062} hai baskih har ik un ke ishare me nisha aur karte hai mu?abbat to guzarta hai guma aur {063} ?afa-e ?airat-e a?inah hai saman-e zang a?hir taghayyur ab-e barja-madah ka pata hai rang a?hir {064} junu ki dast-giri kis se ho gar ho nah ?uryani gareba chak ka ?aq ho gaya hai meri gardan par {065} sitam-kash ma?li?at se hu kih ?huba tujh par ?ashiq hai takalluf bar-t?araf mil ja?ega tujh-sa raqib a?hir {066} lazim tha kih dekho mira rasta ko?i din aur tanha ga?e kyu ab raho tanha ko?i din aur {067} farigh mujhe nah jan kih manind-e ?ub?-o-mihr hai dagh-e ?ishq zinat-e jeb-e kafan hanuz {068} ?arif-e mat?lab-e mushkil nahi fusun-e niyaz du?a qabul ho ya rab kih ?umr-e ?hizr daraz {069} vus?at-a sa?i-e karam dekh kih sar-ta-sar-e ?hak guzre hai abilah-pa abr-e guhar-bar hanuz {070} kyukar us but se rakhu jan ?aziz kya nahi hai mujhe iman ?aziz {071} nah gul-e naghmah hu nah pardah-e saz mai hu apni shikast ki avaz {072} muzhdah ai zauq-e asiri kih naz?ar ata hai dam-e ?hali qafas-e murgh-e giriftar ke pas {073} nah leve gar ?has-e jauhar t?aravat sabzah-e ?hat? se lagave ?hanah-e a?inah me ru-e nigar atish {074} jadah-e rah ?hvur ko vaqt-e sham hai tar-e shu?a? char?h va karta hai mah-e nau se aghosh-e vida? {075} ru?h-e nigar se hai soz-e javidani-e sham?a hu?i hai atish-e gul ab-e zindagani-e sham?a {076} bim-e raqib se nahi karte vida?-e hosh majbur ya talak hu?e ai i?htiyar ?aif {077} za?hm par chhi?ke kaha t?iflan-e be-parva namak kya mazah hota agar patthar me bhi hota namak {078} ah ko chahiye ik ?umr a?ar hote tak kaun jita hai tire zulf ke sar hote tak {079} gar tujh ko hai yaqin-e ijabat du?a nah mag ya?ni baghair-e yak dil-e be-mudda?a nah mag {080} hai kis qadar halak-e fareb-e vafa-e gul bulbul ke karobar pah hai ?handah'ha-e gul {081} gham nahi hota hai azado ko besh az yak nafas barq se karte hai raushan sham?-e matam-?hanah ham {082} ba-nalah ?a?il-e dil-bastagi faraham kar mat?a?-e ?hanah-e zanjir juz ?ada ma?lum {083} mujh ko diyar-e ghair me mara vat?an se dur rakh li mire ?huda ne miri bekasi ki sharm