Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 2

{049} phir hu?

a vaqt kih ho bal-kusha mauj-e sharab


de bat?-e mai ko dil-o-dast-e shina mauj-e sharab
{050} afsos kih danda ka kiya rizq falak ne
jin logo ki thi dar?hvur-e ?aqd-e guhar angusht
{051} raha gar ko?i ta qiyamat salamat
phir ik roz marna hai ?a?rat salamat
{052} mud ga?i kholte hi kholte akhe ghalib
yar la?e miri bali pah use par kis vaqt
{053} amad-e ?hat? se hu?a hai sard jo bazar-e dost
dud-e sham?a-e kushtah tha shayad ?hat?-e ru?hsar-e dost
{054} gulshan me bandobast bah rang-e digar hai aj
qumri ka t?auq ?alqah-e bairun-e dar hai aj
{055} lo ham mari?-e ?ishq ke bimar-dar hai
achchha agar nah ho to masi?a ka kya ?ilaj
{056} nafas nah anjuman-e arzu se bahar khech
agar sharab nahi intiz?ar-e saghar khech
{057} ?usn ghamze ki kashakash se chhu?a mere ba?d
bare aram se hai ahl-e jafa mere ba?d
{058} bala se hai jo bah pesh-e naz?ar dar-o-divar
nigah-e shauq ko hai bal-o-par dar-o-divar
{059} ghar jab bana liya tire dar par kahe baghair
janega ab bhi tu nah mira ghar kahe baghair
{060} kyu jal gaya nah tab-e ru?h-e yar dekh kar
jalta hu apni t?aqat-e didar dekh kar
{061} larazta hai mira dil za?mat-e mihr-e dara?hsha par
mai hu vuh qat?rah-e shabnam kih ho ?har-e bayaba par
{062} hai baskih har ik un ke ishare me nisha aur
karte hai mu?abbat to guzarta hai guma aur
{063} ?afa-e ?airat-e a?inah hai saman-e zang a?hir
taghayyur ab-e barja-madah ka pata hai rang a?hir
{064} junu ki dast-giri kis se ho gar ho nah ?uryani
gareba chak ka ?aq ho gaya hai meri gardan par
{065} sitam-kash ma?li?at se hu kih ?huba tujh par ?ashiq hai
takalluf bar-t?araf mil ja?ega tujh-sa raqib a?hir
{066} lazim tha kih dekho mira rasta ko?i din aur
tanha ga?e kyu ab raho tanha ko?i din aur
{067} farigh mujhe nah jan kih manind-e ?ub?-o-mihr
hai dagh-e ?ishq zinat-e jeb-e kafan hanuz
{068} ?arif-e mat?lab-e mushkil nahi fusun-e niyaz
du?a qabul ho ya rab kih ?umr-e ?hizr daraz
{069} vus?at-a sa?i-e karam dekh kih sar-ta-sar-e ?hak
guzre hai abilah-pa abr-e guhar-bar hanuz
{070} kyukar us but se rakhu jan ?aziz
kya nahi hai mujhe iman ?aziz
{071} nah gul-e naghmah hu nah pardah-e saz
mai hu apni shikast ki avaz
{072} muzhdah ai zauq-e asiri kih naz?ar ata hai
dam-e ?hali qafas-e murgh-e giriftar ke pas
{073} nah leve gar ?has-e jauhar t?aravat sabzah-e ?hat? se
lagave ?hanah-e a?inah me ru-e nigar atish
{074} jadah-e rah ?hvur ko vaqt-e sham hai tar-e shu?a?
char?h va karta hai mah-e nau se aghosh-e vida?
{075} ru?h-e nigar se hai soz-e javidani-e sham?a
hu?i hai atish-e gul ab-e zindagani-e sham?a
{076} bim-e raqib se nahi karte vida?-e hosh
majbur ya talak hu?e ai i?htiyar ?aif
{077} za?hm par chhi?ke kaha t?iflan-e be-parva namak
kya mazah hota agar patthar me bhi hota namak
{078} ah ko chahiye ik ?umr a?ar hote tak
kaun jita hai tire zulf ke sar hote tak
{079} gar tujh ko hai yaqin-e ijabat du?a nah mag
ya?ni baghair-e yak dil-e be-mudda?a nah mag
{080} hai kis qadar halak-e fareb-e vafa-e gul
bulbul ke karobar pah hai ?handah'ha-e gul
{081} gham nahi hota hai azado ko besh az yak nafas
barq se karte hai raushan sham?-e matam-?hanah ham
{082} ba-nalah ?a?il-e dil-bastagi faraham kar
mat?a?-e ?hanah-e zanjir juz ?ada ma?lum
{083} mujh ko diyar-e ghair me mara vat?an se dur
rakh li mire ?huda ne miri bekasi ki sharm

You might also like