Meer 490

You might also like

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

aa.e hai 'mir' kafir ho kar ?

huda ke ghar me
peshani par hai qashqa zunnar hai kamar me
nazuk badan hai kitna vo sho?h-chashm dilbar
jaan us ke tan ke aage aati nahi nazar me
siine me tiir us ke TuuTe hai be-nihayat
sura?h pa? ga.e hai saare mire jigar me
a.inda shaam ko ham roya ku?ha karege
mutlaq asar na dekha nalidan-e-sahar me
be-sudh pa?a rahu huu us mast-e-naz bin mai
aata hai hosh mujh ko ab to pahr pahr me
sirat se guftugu hai kya mo'tabar hai surat
hai ek sukhi lak?i jo bu na ho agar me
ham-saya-e-mugha me muddat se huu chunache
ik shira-?hane ki hai divar mere ghar me
ab sub.h o shaam shayad girye pe rag aave
rahta hai kuchh jhamakta ?hunab chashm-e-tar me
aalam me ab-o-gil ke kyukar nibah hoga
asbab gir pa?a hai saara mira safar me

aah jis vaqt sar uThati hai


arsh par barchhiya chalati hai
naz-bardaar-e-lab hai jaa jab se
tere ?hat ki ?habar ko paati hai
ai shab-e-hijr raast kah tujh ko
baat kuchh sub.h ki bhi aati hai
chashm-e-bad-dur-chasm-e-tar ai 'mir'
akhe tufan ko dikhati hai

You might also like