Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 17

a.

in-e-java�-marda� haq-goi o be-baki

allah ke shero� ko aati nahi� rubahi

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: hausla
abad agar na dil ho to barbad kijiye

gulshan na ban sake to bayaba� bana.iye

JIGAR MORADABADI
Add To Favorites Share this
asta� bhi koi mil ja.ega ai zauq-e-niyaz

sar salamat hai to sajda bhi ada ho ja.ega

JIGAR BARELVI
Add To Favorites Share this
ab hava.e� hi kare�gi raushni ka faisla

jis diye me� jaan hogi vo diya rah ja.ega

MAHSHAR BADAYUNI
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tag: hausla
abhi se paa�v ke chhale na dekho

abhi yaaro safar ki ibtida hai

EJAZ RAHMANI
Add To Favorites Share this
Tag: hausla
ai mauj-e-bala un ko bhi zara do chaar thape?e halke se

kuchh log abhi tak sahil se tufa� ka nazara karte hai�

MOIN AHSAN JAZBI


Add To Favorites Share this
See Ghazal
ai 'zauq' takalluf me� hai taklif sarasar

aram me� hai vo jo takalluf nahi� karta


SHEIKH IBRAHIM ZAUQ
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tag: mashwara
'a?htar' guzarte lamho� ki aahaT pe yuu� na chau�k

is matami julus me� ik zindagi bhi hai

AKHTAR HOSHIYARPURI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: aahat and 1 more
apna zamana aap banate hai� ahl-e-dil

ham vo nahi� ki jin ko zamana bana gaya

JIGAR MORADABADI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: hausla
'attar' ho 'rumi' ho 'razi' ho 'ghazali' ho

kuchh haath nahi� aata be-ah-e-sahar-gahi

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
See Ghazal
aur bhi dukh hai� zamane me� mohabbat ke siva

rahate� aur bhi hai� vasl ki rahat ke siva

FAIZ AHMAD FAIZ


Add To Favorites Share this
Translation Tags: famous shayari and 6 more
ba?h ke tufan ko aghosh me� le le apni

Dubne vaale tire haath se sahil to gaya

ABDUL HAMID ADAM


Add To Favorites Share this
Tag: hausla
baare duniya me� raho gham-zada ya shaad raho

aisa kuchh kar ke chalo yaa� ki bahut yaad raho

MIR TAQI MIR


Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: mashwara
bachcho� ke chhoTe hatho� ko cha�d sitare chhune do

chaar kitabe� pa?h kar ye bhi ham jaise ho ja.e�ge

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tag: bachpan
bha�var se la?o tund lahro� se uljho

kaha� tak chaloge kinare kinare

RAZA HAMDANI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: hausla and 1 more
chahiye ?hud pe yaqin-e-kamil

hausla kis ka ba?hata hai koi

SHAKEEL BADAYUNI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
chala jaata huu� ha�sta khelta mauj-e-havadis se

agar asaniya� ho� zindagi dushvar ho jaa.e

ASGHAR GONDVI
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal
chale chaliye ki chalna hi dalil-e-kamrani hai

jo thak kar baiTh jaate hai� vo manzil pa nahi� sakte


HAFEEZ BANARASI
Add To Favorites Share this
charagh-e-rahguzar laakh tabnak sahi

jala ke apna diya raushni makan me� la

AKBAR HYDERABADI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
daulat-e-duniya nahi� jaane ki hargiz tere saath

baad tere sab yahi� ai be-?habar baT ja.egi

BAHADUR SHAH ZAFAR


Add To Favorites Share this
See Ghazal
dekh zinda� se pare ra�g-e-chaman josh-e-bahar

raqs karna hai to phir paa�v ki zanjir na dekh

MAJROOH SULTANPURI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: hausla
Dhu�D uj?e hue logo� me� vafa ke moti

ye ?hazane tujhe mumkin hai ?harabo� me� mile�

AHMAD FARAZ
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tags: famous shayari and 1 more
dhuup me� niklo ghaTao� me� naha kar dekho

zindagi kya hai kitabo� ko haTa kar dekho

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: kitab and 1 more
dil na-umid to nahi� nakam hi to hai

lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai

FAIZ AHMAD FAIZ


Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: dil and 2 more
dushmani jam kar karo lekin ye gunja.ish rahe

jab kabhi ham dost ho jaa.e� to sharminda na ho�

BASHIR BADR
Add To Favorites Share this
Translation Tags: dost and 2 more
dushmani ka safar ik qadam do qadam

tum bhi thak jaoge ham bhi thak ja.e�ge

BASHIR BADR
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: dushmani
dushmani laakh sahi ?hatm na kiije rishta

dil mile ya na mile haath milate rahiye

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
Translation Tags: dushmani and 2 more
ek ho jaa.e� to ban sakte hai� ?hurshid-e-mubi�

varna in bikhre hue taro� se kya kaam bane

ABUL MUJAHID ZAHID


Add To Favorites Share this
Tags: famous shayari and 1 more
faraghat se duniya me� har dam na baiTho

agar chahte ho faraghat ziyada

ALTAF HUSSAIN HALI


Add To Favorites Share this
Tag: mashwara
gharibi amiri hai qismat ka sauda

milo aadmi ki tarah aadmi se


HAIRAT GONDVI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu� kar le�

kisi rote hue bachche ko ha�saya jaa.e

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tags: famous shayari and 1 more
go aable hai� paa�v me� phir bhi ai rahravo

manzil ki justuju hai to jaari rahe safar

NOOR QURESHI
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
ghulami me� na kaam aati hai� shamshire� na tadbire�

jo ho zauq-e-yaqi� paida to kaT jaati hai� zanjire�

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
gumshudgi hi asl me� yaaro rah-numa.i karti hai

raah dikhane vaale pahle barso� raah bhaTakte hai�

HAFEEZ BANARASI
Add To Favorites Share this
haa� samundar me� utar lekin ubharne ki bhi soch

Dubne se pahle gahra.i ka andaza laga

ARSH SIDDIQUI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: mashwara
'hafiz' apni boli mohabbat ki boli

na urdu na hindi na hindostani

HAFEEZ JALANDHARI
Add To Favorites Share this
Tags: mohabbat and 1 more
ham ko miTa sake ye zamane me� dam nahi�

ham se zamana ?hud hai zamane se ham nahi�

JIGAR MORADABADI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: famous shayari and 2 more
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe�ge

jo dil pe guzarti hai raqam karte rahe�ge

FAIZ AHMAD FAIZ


Add To Favorites Share this
Translation Tags: hausla and 1 more
har ek baat ko chup-chap kyuu� suna jaa.e

kabhi to hausla kar ke nahi� kaha jaa.e

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
har musibat ka diya ek tabassum se javab

is tarah gardish-e-daura� ko rulaya mai� ne

FANI BADAYUNI
Add To Favorites Share this
hayat le ke chalo ka.enat le ke chalo

chalo to saare zamane ko saath le ke chalo

MAKHDOOM MOHIUDDIN
Add To Favorites Share this
Tag: mashwara
hazar barq gire laakh a�dhiya� uTThe�

vo phuul khil ke rahe�ge jo khilne vaale hai�

SAHIR LUDHIANVI
Add To Favorites Share this
Tag: hausla
ho na mayus ?huda se 'bismil'
ye bure din bhi guzar ja.e�ge

BISMIL AZIMABADI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
in a�dhero� se pare is shab-e-gham se aage

ik na.i sub.h bhi hai sham-e-alam se aage

ISHRAT QADRI
Add To Favorites Share this
See Ghazal
inhi gham ki ghaTao� se ?hushi ka cha�d niklega

a�dheri raat ke parde me� din ki raushni bhi hai

AKHTAR SHIRANI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: hausla
itna bhi na-umid dil-e-kam-nazar na ho

mumkin nahi� ki sham-e-alam ki sahar na ho

NARESH KUMAR SHAD


Add To Favorites Share this
Translation Tag: ummeed
itna sach bol ki ho�To� ka tabassum na bujhe

raushni ?hatm na kar aage a�dhera hoga

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: sach
ittifaq apni jagah ?hush-qismati apni jagah

?hud banata hai jaha� me� aadmi apni jagah

ANWAR SHUOOR
Add To Favorites Share this
See Ghazal
jaada jaada chho? jaao apni yado� ke nuqush
aane vaale karva� ke rahnuma ban kar chalo

UNKNOWN
Add To Favorites Share this
Tag: farewell
jaha� rahega vahi� raushni luTa.ega

kisi charagh ka apna maka� nahi� hota

WASEEM BARELVI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: charagh and 1 more
jalane vaale jalate hi hai� charagh a?hir

ye kya kaha ki hava tez hai zamane ki

JAMEEL MAZHARI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: hausla and 1 more
jo tufano� me� palte ja rahe hai�

vahi duniya badalte ja rahe hai�

JIGAR MORADABADI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: hausla and 1 more
'kaif' paida kar samundar ki tarah

vus.ate� ?hamoshiya� gahra.iya�

KAIF BHOPALI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
kaise akash me� sura?h nahi� ho sakta

ek patthar to tabi.at se uchhalo yaaro

DUSHYANT KUMAR
Add To Favorites Share this
Tags: famous shayari and 1 more
kap?e safed dho ke jo pahne to kya hua

dhona vahi jo dil ki siyahi ko dhoiye

SHAIKH ZAHURUDDIN HATIM


Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: dil and 1 more
kashtiya� sab ki kinare pe pahu�ch jaati hai�

na?huda jin ka nahi� un ka ?huda hota hai

BEDAM SHAH WARSI


Add To Favorites Share this
Tags: khuda and 1 more
?hair se rahta hai raushan nam-e-nek

hashr tak jalta hai neki ka charagh

ZAHEER DEHLVI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
?hudi ko kar buland itna ki har taqdir se pahle

?huda bande se ?hud puchhe bata teri raza kya hai

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: famous shayari and 3 more
kinare hi se tufa� ka tamasha dekhne vaale

kinare se kabhi andaza-e-tufa� nahi� hota

JAGAN NATH AZAD


Add To Favorites Share this
Tag: motivational
kisi ko be-sabab shohrat nahi� milti hai ai 'vahid'

unhi� ke naam hai� duniya me� jin ke kaam achchhe hai�

WAHID PREMI
Add To Favorites Share this
Tags: motivational and 1 more
kisu mashrab me� aur maz.hab me�

zulm ai mehrba� nahi� hai durust

SHAIKH ZAHURUDDIN HATIM


Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
koi ik za.iqa nahi� milta

gham me� shamil ?hushi si rahti hai


GHULAM MURTAZA RAHI
Add To Favorites Share this
Tags: gham and 1 more
koshish bhi kar umiid bhi rakh rasta bhi chun

phir is ke ba.ad tho?a muqaddar talash kar

NIDA FAZLI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
lakire� khi�chte rahne se ban ga.i tasvir

koi bhi kaam ho, be-kar tho?i hota hai

KHALID MOIN
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
log chun le� jis ki tahrire� havalo� ke liye

zindagi ki vo kitab-e-mo'tabar ho ja.iye

ABUL MUJAHID ZAHID


Add To Favorites Share this
Tag: motivational
log jis haal me� marne ki dua karte hai�

mai� ne us haal me� jiine ki qasam khaa.i hai

AMEER QAZALBASH
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: hausla and 1 more
log kahte hai� badalta hai zamana sab ko

mard vo hai� jo zamane ko badal dete hai�

AKBAR ALLAHABADI
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
mazi-e-marhum ki nakamiyo� ka zikr chho?

zindagi ki fursat-e-baqi se koi kaam le

SEEMAB AKBARABADI
Add To Favorites Share this
Tags: mazi and 1 more
mai� akela hi chala tha janib-e-manzil magar

log saath aate ga.e aur karva� banta gaya

MAJROOH SULTANPURI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: famous shayari and 6 more
manzile� na bhule�ge rah-rau bhaTakne se

shauq ko ta.alluq hi kab hai paa�v thakne se

ADEEB SAHARANPURI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
mat baiTh ashiya� me� paro� ko sameT kar

kar hausla kushada faza me� u?aan ka

MAHFUZUR RAHMAN ADIL


Add To Favorites Share this
Tag: motivational
maujo� ki siyasat se mayus na ho 'fani'

girdab ki har tah me� sahil nazar aata hai

FANI BADAYUNI
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 2 more
mire junu� ka natija zarur niklega

isi siyah samundar se nuur niklega

AMEER QAZALBASH
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: motivational and 1 more
mire na?huda na ghabra ye nazar hai apni apni

tire samne hai tufa� mire samne kinara

FAROOQ BANSPARI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
mizaj alag sahi ham dono� kyuu� alag ho� ki hai�

sarab o aab me� poshida qurbate� kya kya


FUZAIL JAFRI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
mushkil ka samna ho to himmat na hariye

himmat hai shart sahib-e-himmat se kya na ho

IMDAD IMAM ASAR


Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
musibat ka paha? a?hir kisi din kaT hi ja.ega

mujhe sar maar kar teshe se mar jaana nahi� aata

YAGANA CHANGEZI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: hausla and 1 more
na ham-safar na kisi ham-nashi� se niklega

hamare paa�v ka ka�Ta hami� se niklega

RAHAT INDORI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: kanta and 1 more
na thi haal ki jab hame� apne ?habar rahe dekhte auro� ke aib o hunar

pa?i apni bura.iyo� par jo nazar to nigah me� koi bura na raha

BAHADUR SHAH ZAFAR


Add To Favorites Share this
Translation See Ghazal Tag: motivational
naaz kya is pe jo badla hai zamane ne tumhe�

mard hai� vo jo zamane ko badal dete hai�

AKBAR ALLAHABADI
Add To Favorites Share this
Tag: motivational
nahi� hai na-umid 'iqbal' apni kisht-e-vira� se

zara nam ho to ye miTTi bahut zar?hez hai saaqi


ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: famous shayari and 1 more
nahi� tera nasheman qasr-e-sultani ke gumbad par

tu shahi� hai basera kar paha?o� ki chaTano� me�

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
nasheman par nasheman is qadar ta.amir karta ja

ki bijli girte girte aap ?hud be-zar ho jaa.e

UNKNOWN
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
nigah buland su?han dil-navaz jaa� pur-soz

yahi hai ra?ht-e-safar mir-e-karva� ke liye

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: motivational and 1 more
nikal ja aql se aage ki ye nuur

charagh-e-rah hai manzil nahi� hai

ALLAMA IQBAL
Add To Favorites Share this
Tags: ilm and 2 more
paida vo baat kar ki tujhe ro.e� dusre

rona ?hud apne haal pe ye zaar zaar kya

AZIZ LAKHNAVI
Add To Favorites Share this
Translation Tags: mashwara and 1 more
parinda janib-e-dana hamesha u? ke aata hai

parinde ki taraf u? kar kabhi daana nahi� aata

ADEEM HASHMI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: motivational and 1 more
phuul kar le nibah ka�To� se

aadmi hi na aadmi se mile

KHUMAR BARABANKAVI
Add To Favorites Share this
Tags: insaan and 3 more
pyaso raho na dasht me� barish ke muntazir

maaro zami� pe paa�v ki paani nikal pa?e

IQBAL SAJID
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
qatra na ho to bahr na aa.e vajud me�

paani ki ek buu�d samundar se kam nahi�

JUNAID HAZIN LARI


Add To Favorites Share this
Tag: motivational
ra�j se ?hugar hua insa� to miT jaata hai ra�j

mushkile� mujh par pa?i� itni ki asa� ho ga.ii�

MIRZA GHALIB
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
rasta sochte rahne se kidhar banta hai

sar me� sauda ho to divar me� dar banta hai

JALEEL 'AALI'
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
raat ko jiit to paata nahi� lekin ye charagh

kam se kam raat ka nuqsan bahut karta hai

IRFAN SIDDIQI
Add To Favorites Share this
Tags: charagh and 2 more
sahil ke suku� se kise inkar hai lekin

tufan se la?ne me� maza aur hi kuchh hai


AAL-E-AHMAD SUROOR
Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
saare patthar nahi� hote hai� malamat ka nisha�

vo bhi patthar hai jo manzil ka nisha� deta hai

PARVEZ AKHTAR
Add To Favorites Share this
Tag: motivational
saat sanduqo� me� bhar kar dafn kar do nafrate�

aaj insa� ko mohabbat ki zarurat hai bahut

BASHIR BADR
Add To Favorites Share this
Tags: mohabbat and 2 more
sada ek hi ru?h nahi� naav chalti

chalo tum udhar ko hava ho jidhar ki

ALTAF HUSSAIN HALI


Add To Favorites Share this
Tags: hausla and 1 more
sailab-e-zindagi ke sahare ba?he chalo

sahil pe rahne valo� ka nam-o-nisha� nahi�

BAQAR MEHDI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tag: motivational
shah-zor apne zor me� girta hai misl-e-barq

vo tifl kya girega jo ghuTno� ke bal chale

MIRZA AZEEM BEG 'AZEEM'


Add To Favorites Share this
Tags: filmi shayari and 3 more
sham.a mashuqo� ko sikhlati hai tarz-e-ashiqi

jal ke parvane se pahle bujh ke parvane ke ba.ad

JALEEL MANIKPURI
Add To Favorites Share this
See Ghazal Tags: motivational and 1 more
SPECIAL SECTION
MIRZA GHALIB : GHALIBIYAAT
Rare and complete collection of poetry ever written by the legendary Mirza Ghalib
SAADAT HASAN MANTO
A collection of all short-stories written by the immensely popular Sadat Hasan
Manto.
DASTAAN-E- AMIR HAMZA
Read the fantastic adventures of Amir Hamza
MIR TAQI MIR : MIRIYAAT
Read through the complete and ultimate collection of Urdu poetry by the legendary
Mir Taqi Mir.
ILM-E-AROOZ
Ilm-e-Arooz is the Urdu counterpart of prosody used to determine principles of
metric pattern in Urdu poetry.
TOP SELECTION
T-20 SHAYARI
Read a collection of Top 20 sher by Mir Taqi Mir
100 FAMOUS GHAZALS
Presents 100 of the highly-admired and widely-read ghazals at one place.
T-20 SHAYARI
Read a collection of Top 20 sher by Mirza Ghalib
T-20 SHAYARI
Read a collection of Top 20 sher by Faiz Ahmad Faiz
T-20 SHAYARI
Read a collection of Top 20 sher

You might also like