Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 4

Cream Of Chicken Soup Recipe In Hindi

Cream Chicken Soop Banane Ka


Tarika Hindi Main

HindiRecipe
Ingredients
1. Chicken Ki Botiyan (Ublli Houwi) 1/2 Piyali
2. Murghi Ki Yakhni 1_1/2 Piyali
3. Piyaaz (Choop Ki Houwa) 1 Chaye Ka Chamach
4. Lehsan (Choop Kiya Houwa) 1 Jawa
5. Taaza Doodh1/2 Piyali
6. Katti Houwi Kaali Mirch1/4 Chaye Ka Chamach
7. Parsale (Choop Kiya Houwa) 1/4 Chaye Ka Chamach
8. Aal Aspice Powder 1 Chutki
9. Peprika Powder 1 Chutki
10. Taaza Doodh1 Piyali
11. Maida (Chhanna Houwa) 1/4 Piyali
12. Namak (Salt) 1/4 Chaye Ka Chamach
13. Harra Dhaniya (Choop Kiya Houwa) Sajane K Liye
Step by Step Instructions
1. Soos Pen Main 1 Khane Ka Chamach Yakhni, Lehsan, Aur Piyaaz Ko Chand Minute K
Liye Pakayen
2. Phir Baaqi Yakhni 1/2 Doodh, Kaali Mirch, Parsale, Aal Aspice Powder, Peprika, Aur
Namak, (Salt) Mila Kar Phenten
3. Ubaal Aa Jaye To Damm Par Rakh Den
4. Baaqi Doodh Main Maida Milaen Usse Chalate Houwe Saos Pen Main Shamil Karen
5. Garsha Hone Par Piyalon Main Nikal Len
6. Is Main Murfhi Milaien Aur Harra Dhania Chhirik Den
Thanks For Reading | Cream Of Chicken Soup Recipe In Hindi | Read
More Chicken Karahi Recipes In Hindi | Chicken Soop Recipes

HindiRecipe

Chicken Corn Soup Recipe In Hindi


Chicken Corn Soup Banane Ka Tarika
Hindi Main
Ingredients
1. chicken boneless (100 gram)
2. anda (phenta houwa) 1 adad
3. corn flore 4 khane kay chamach
4. namak (salt) Jitna zaroorat Ho
5. kaali mirch pissi houwi 1/4 chaye ka chamach
6. sufaid (white) mirch (pissi houwi) 1/4 chaye ka chamach
7. chicken yakhni 3 cup
8. gajar 1 adad
9. hurry piyaaz 1 adad
10. makki dani ublay houwe 1 cup
Step by Step Instructions
1. chicken main 3 cuo yakhni main boneless chicken, piyaaz, aur gajar shamil kar kay 10
se 15 minute kay liye pakayen taake chicken reesha reesha ho jaye
2. ab us main se sabziyan nikaal len phir namak (salt) makki kay daane, kaali mirch,
sufaid (white) mirch sooya saos aur sirka shamil karen
3. half cup paani main corn flore ko achhi trah ghool kar soof main shamil karen
4. aur musalsal chamch chalate rahen
5. us kay baad anday ko achhi trah phaint kar pakte houwu soop main daal den aur
musalsal chamcha chalate rahen
6. aur dheemi aanch par mazeed 2 minutes tak pakayen aur garam garam paish karen
7. zaiqe ki lazzat ko dobaala karne k liye chicli saos wings aur hurry mirchon kay sath
paish karen
Thanks For Reading | Chicken Corn Soup Recipe in Hindi | Read
More Chicken Karahi Recipes In Hindi | Chicken Soop Recipes

You might also like