Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 11

BISMILLAH HIRRAH MANIR RAHEEM

1. GHAR SE NIKALNE SE PEHLE BAAL KAATLE, DAADHI BANA LEIN AUR GUSUL
KARLEIN.
2. NAKHOON KAATLEIN
3. HAJJ HOUSE ME GUSUL KARKE EHRAAM BAANDH LEIN AUR WAHA APNA SAMAN
SUBMIT KARKE BUS ME BAITH JAYEIN.
4. EHRAAM BANDHNE K BAAD DO REQAAT SUNNAT NAMAZ PADH LEIN.
5. SUNNAT K BAAD TABLIYAH LABBAIQ PADHEIN
6. Labbayka Allāhumma Labbayk. Labbayk Lā Sharīka Laka
Labbayk. Inna l-Ḥamda, Wa n-Niʻmata, Laka wal Mulk, Lā
Sharīka Lak (3 BAAR KAM SE KAM PADHEIN)

Labbaik Allahumma Labbaik


[Here I am O Allaah, (in response to Your call), here I am]

َ‫لَبَّيْكَ الَ ش َِريْكَ لَكَ لَبَّيْك‬

Labbaik, La Shareeka Laka, Labbaik


[Here I am in Your service, You have no partner, here I am]

َ‫ِإ َّن ْال َح ْم َد َوال ِِّن ْع َمةَ َلكَ َو ْال ُم ْلك‬

Innal Hamdah, Wan Nematah, Laka wal Mulk


[Indeed all the Praise, Grace and Sovereignty belong to You. You have no partner]

َ‫الَش َِريْكَ لَك‬

La Shareeka Laka
7. SILA KAPDA NAHI HONA CHAIHIYE NA SILA HO EHRAM CHAPPAL KHULI HO
8. FLIGHT ME ANNOUNCE HOGA UMRAH KI NIYAT US TIME KARLEIN
9. UMRAH KI NIYAT
10. ISKE BAAD AAP KI FLIGHT PAHUCH JAYEGI AUR MIGRATION ME 5 HOURS
MINIMUM TO 12 HOURS LAGEGA
11. BUILDING LE JAYEGI BUS AUR WAHA AAPKA LUGGAGE BHI PAHUCHEGA
12. WAHAN APNE ROOM ME THODI DER ARAM KARKE HARAM JAYEIN
13. JAB KAABA K KAREEB PAHUCHEIN TO NIGAHEIN NEECHE RAKH KE JAYEIN
14. AUR JAB KAREEB PAHUCHE TO NIGAH KO UPAR UTHA LEIN
15. AANE WALE KI PEHLI NAZAR JAB KAABE K KAREEB PAHUCHTI HAI TO JO SHAKHS JO
DUA MANGTA HAI WO KABOOL HO JAATI HAI
16. AAP PEHLE SE LIKH LEIN KYA MANGNA HAI BANDA JO BHI MAANG LE WO MIL
JAATA HAI
17. FIR TALBIAH PADHTE HUE BAITULLAH(KAABA) KI TARAF BADHEIN

18. BAITULLAH K KONE ME hajre aswad HAI WAHA PAHUCH KE TALBIYAH


PADHNA BAND KARDEIN
19. AUR TAWAF KI NIYAT KAREIN

20.

21.
22. BEGAIR NIYAT K TAWAF NAHI HOGA

 हजर-ए-असवद से हतीम की तरफ़ चलते हुए तवाफ़ शुरू होता है ।

 तवाफ़ इस तरह ककया जाता है कक खाना-ए-काबा बाईं तरफ़ रहे ।


 हजर-ए-असवद से शुरू करके वापस हजर-ए-असवद पर पहुुँ चने से एक चक्कर
पूरा होगा और इस तरह सात चक्कर लगाएं तो एक तवाफ होता है ।

 तवाफ़ के कलये हजर-ए-असवद की सीध से थोडा पहले खडे हों पहले यहाुँ पर काले
पत्थर की पट्टी होती थी कजसे अब हटा कदया गया लेककन इसकी सीध में मस्जिद-ए-
हराम की दीवार पर हरे रगं की टयूब लाइट लगी हुई हैं उससे अंदाजा करके खडे
हों।
 शुरू तवाफ़ से पहले मर्द इज़्ततबा कर लें याकन चादर को दाकहनी बग़ल के नीचे से
कनकालें ताकक दाकहना कंधा खुला रहे और दोनों ककनारे बायें कंधे पर डाल दे ।
 अब तवाफ़ की नीयत ऐसे करें कक काबा शरीफ़ की तरफ़ मुुँह करके हजर-ए-
असवद के क़रीब इस तरह खडे हों कक सारा हजर-ए-असवद अपने दाकहने हाथ को
रहे कफर तवाफ़ की नीयत करें

23. NIYAT KARNE K BAAD HAATH UTHAYE TAQBEER KARNE JAISE NAMAZ K
24. AUR KAHEIN
25. ALLAH HU AKBAR ALLAH HU AKBAR ALLAH HU AKBAR LAIYA LAHA ILLALLAH
WALAHUAKBAR
26. FIR ISTELAAM KAREIN YANI HAJ E ASWAD KO SALAM KARNE K ANDAZ ME HAATH
UTHAYEIN
27. BISMILLAHE ALLAH HU AKBAR WALILLAHIL HAMD KEHTE HUE HAATH NEECHE
UTAAR DEIN
28. TAWAF SHURU KARTE HUE DAYAN KANDHA KHULA AUR BAYAAN KAABA K SIDE
RAHEGA
29. PEHLA 3 CHAKKAR TEZI SE CHALNA CHAHIYE
30. TAWAF K DAURAN DUA PADHEIN YA TO ARBI ME YA TO AAP MANGEIN
31. TEEN KONA PAAR KARNE K BAAD CHAUTHA KONA JO KI RUKNE YAMANI HAI

32.
33. YE DUA TAB TAK PADHTE RAHE JAB TAK HAJ E AWAD TAK NA PAHUCH JAYEIN
34. DOOSRA CHAKKAR SHURU KARNE SE PEHLE FIR SE HAJ E ASWAD KI TARAF HAATH
UTHAYE AUR FIR BISMILLAHE ALLAH HU AKBAR WALILLAHIL HAMD FIR HAATH
NEECHE KARLEIN
35. AKHRI CHAKKAR ME BAHAR KI TARAF AANA SHURU KARDEIN
36. AAPKA TAWAF POORA HO GAYA
37. FIR MAQAM E IBRAHIM K PAAS
38. YA JAHAN JAGAH MILE WAHA DO REQAAT NAMAZ WAJIB E TAWAF
39. IS NAMAZ K BINA TAWAF POORA NAHI HOGA
40. NAMAZ K BAAD AABE ZAM ZAM PIYE
41. AABE ZAM ZAM PEENE KI DUA

42.
43. AE ALLAH MAIN TUJHSE NAFAH DENE WALA ILM WASI E RIZK AUR HAR EK BIMARI
SE SHIFA KA MUTAALBA KARTA HOON
44. AAB E ZAM ZAM PEE KE SAFA KI TARAF CHALEIN
45. YE PAHADI AUR ISKE SAMNE KI PAHADI MARWA DONO HARAM SHAREEF KI TARAF
HAI
46. SAFA PAR PAHUCH KAR KAABA KI TARAF PAHUCH KAR YE NIYAT KAREIN

47.
48. TRANSLATION: AE ALLAH MAIN SAFA AUR MARWA K DARMIYAN 7 CHAKKARO SE
SAI KARTA HOON MAHAZ TERI GUZARK ZAAT K LIYE BUS MERE LIYE ISE AASAN
KARDEI AUR QABOOL FARMA DEIN
49. NIYAT KARNE K BAAD SAFA SE MARWA KI TARAF CHALEIN. RASTE ME SAB DO
GREEN LIGHT NAZAR AYENGE JINKE DARMIYAN AADMIO KO DAUD K JAANA HOGA
50. YE DAUD BIBI HAJRA KI SUNNAT HAI JAB WO PANI KI TALASH ME PARESHAN THI
TAB IS NEECHI JAGAH SE GUZRI THI TAB ZAM ZAM KA CHASHMA ALLAH PAK NE
DIYA
51. SAFA SE MARWA PEHLA PHERA IS TARAH 7 FERA KAREIN
52. ISKE BAAD APNA BAAL MUDWA LEIN AAPKA UMRAH COMPLETE HUA
53. ..
54. ..
55. 8 ZIL HIJJA 9TH OF AUGUST PROBABLY HAJJ KA PEHLA DIN
56. SUBAH FAJR KI NAMAZ HARAM ME PADHEIN
57. SABSE PEHLE EHRAAM BANDHNA HAI FIR FAJR NAMAZ PADHEI AGAR SAHULAT HO
TO TAWAF KAREIN COMPULSARY NAHI HAI
58. EHRAM KI DO REQAAT NAFL PADHEIN
59. FIR NIYAT KAREIN

60.
61. ENGLISH: Allahumma Innee Ureedul Hajja fa Yassir-hu lee wa Taqabbal-hu Minnee
62. TRANSLATION: AE ALLAH MAIN HAJ KI NIYAT KARTA HOON ISKO MERE LIYE AASAN
FARMA DEIN AUR QABOOL FARMA LEIN
63. NIYAT K BAAD TALBIYAH KAHEIN
64. SAYI TABHI KAREIN JAB TAWAF KAREIN TABHI AFZAL HAIN NAHI TO
65. SOMETIMES AAPKA MAULLIM 7 JIL HIJJA KI RAAT YANI 8TH AUGUST RAAT ME HI
MINA KI TARAF JAATE HAIN
66. FIR BUS SE MINA PAHUCH JAYEINGE
67.

68.
69. 5 NAMAZE MINA ME EHTAMAAM K SAATH PADHEIN
70. 8 ZIL HIJJA KO SIRF YAHI KAREIN AUR DAROOD SHARIF PADHEIN
71. 9 ZIL HIJJA YANI 10TH OF AUGUST IMP: FAJR KI NAMAZ MINA ME HI PADHNA HAI
JAB THODA UJALA HO TAB
72. FIR JAB DHOOP NIKAL JAYE TAB TALBIYAH PADHTE HUA MINA SE NIKALNA HAI
73. LEKIN YAHA BHI AAPKO DUSHWARI AYEGI AAPKA MAULLIM 4 BAJE HI AAPKO
WAHA SE NIKALEINGE AAP SABR SE KAHEIN KI FAJR PADHKAR NIKLE
74. TALBIYAH PADHTE HUE NIKLE
75. YE PADHTE HUE ARAFAT KO JAYEIN PAIDAL YA BUS SE APNE ACCORDING
76. DAROOD SHARIF PADHEIN ALLAH KA ZIKR YA JO YAAD HO PADHEIN
77. SOORAJ UGNE SE PEHLE RAWANA SUNNAT K KHILAAF HAI
78. JAHAN CHAHE ARAFAT ME QIAM KAREN RUKE
79.
80. ZAWAL(DOPAHAR KA WAQT) IS TIME HAJJ KA WAQT SHURU HO JAATA HAI
81. US TIME ARAFAT ME REHNA ZAROORI HAI ZAWAL K BAAD BHI ARAFAT ME REHNA
ZAROORI HAI
82. GUSUL KAREIN NA KAR SAKE TO WUZU KAR LEIN ZAWAL SE PEHLE
83. AUR BAAR BAAR YE DUA PADHEI
84. SUBHAN ALLAH WALHAMDO ILLAH WALAIYLAAHA ILLALLAH
85. HUZOOR PAAK NE FARMAYA JO MUSALMAN ARFE K DIN MAIDAAN E ARAFAT ME
ZAWAL K BAAD YE DUA PADHEGA
86. QIBLA RUKH HOKE “LAILAHA ILLALLAH WAHDAHU LASHIRAKA LAHU LAHUL
MULKO WALAHUL HAMDO WAHUWA ALAKULLE SHAIN QADEER AUR QUL
HOWALLAHO AHAD AUR ALLAHUMMA SALLE AALA(DAROOD SHAREEF) 100 TIMES
PADHEGA TO ALLAH PAAK FARISHTE SE KAHENGE AE FARISHTO GAWAH RAHO
MAIN NE ISK (youtube 23:01)
87. SABKE LIYE YAHA DUA KAREIN SHAAM TAK DUA KARTE RAHE
88. IS ACCHHE WAQT KA NAAM HAI HAJJ HAI
89. SURAJ DHALNE K BAAD HONE K BAAD ARAFAAT SE MUZDULIFA* KO RAWANA
HONA HAI(IMP: AGAR SURAJ DHALNE SE PEHLE NIKAL GAYE TO DAM DENA WAJIB
HOGA)
90.
91. *Muzdalifah is an open, level area near Mecca in the Hejazi region of Saudi Arabia
that is associated with the Ḥajj. It lies just southeast of Mina, on the route
between Mina and Arafat

92.
93. ARAFAT K MAIDAN ME MAGHRIB KI NAMAZ NAHI PADHNA CHAHIYE
94. ISHA KI NAMAZ ME MAGHRIB PADHE SUNNAT NAFIL NA PADHEIN BALKI SUNNAT
AUR BITR ISHA KI NAMAZ K BAAD HASB E TABRIT PADHEIN
95. TANHA BHI PADH SAKTE HAIN YE NAMAZ
96. RASTE ME NA PADHE AUR MILAKAR NAMAZ NA PADHE SIRF MUZDALFAH ME HI
PADHNA HAI
97. MUZDALFFEH KI RAAT SABSE AFZAL HAI SUNNAT E MOAKKADA HAI
98. TUL E FAJR K WAQT GHUSUL KARNA MUSTAHAB HAI(MAUKA HO TO KAR SAKTE
HAIN)
99. TUL E FAJR JAB FAJR KA WAQT SHURU HO AUR SURAJ UGNE SE PEHLE
100. AGAR KOI TUL E FAJR SE PEHLE MUZDALFFEH SE NIKLE TO USPE DAM WAJIB
HO JAYEGA
101. FIR SURAJ UGNE SE JUST PEHLE MINA KI TARAF RAWANA HO JAYEIN
102. AUR MUZDALFAH ME CHANE K BARABAR 70 CHANE K BARABAR KANKARI
CHUN LEIN
103. 10 JIL HIJJA: 11TH AUGUST JAB MINA KI TARAF NIKLENGE

104.
105. MINA PAHUCH KAR PEHLE BADE SHAITAN KO KANKARI MARNA HAI
106. BADA SHAITAN

107.
108. DAHINE HAATH SE 7 KANKARI MARE AUR HAR DAFA YE DUA PADHEI
109.
110. ENGLISH: BISMILLAHE ALLAHUAKBAR RAGHMALLISH SHAITAN. WARIDALLI
REHMAN
111. YAHA SE FARIG HOKE QURBANI KARKE SAR MUNDA K EHRAAM KHOL
SAKTE HAIN
112. 10 ZIL HAJJA KO TAWAF E ZIARAT KO KARNA AFZAL HAI
113. AGAR MAUKA NA HO TO 11 YA 12 ZIL HIJJA KO KAR SAKTE HAIN
114. SURAJ DHALNE SE 12 KO TAWAF E ZIYARAT MUST HAI YE AKHRI FARZ HAI
115. AGAR SAYI NA KIYA HO TO WO BHI KARLEIN
116. AUR FIR MINA WAPAS AA JAYEIN YAHA RAAT GUZARNA MUST HAI

117.
118. AGAR SURAJ DHALNE K BAAD TAWAF E ZIYARAT 12 KO KARENGE TO DAM
DENA WAJIB HAI AUR TAWAF E ZIYARAT BHI KARNA HOGA
119. AB YE PEHLE DIN JAM RE AAKBA KI RAMI JO 10 (YOUTUBE 34:23)
120. KI JAATI HAI ISKA WAQT FAJR K AGLE DIN K FAJR TAK KAR SAKTE HAIN
121. BUT BETTER HAI KI SURAJ K TULU HONE K BAAD AUR ZAWAL SE PEHLE
KAREIN
122. FOURTH AND FIFTH DAY 11 AUR 12 ZIL HIJJA KO ZAWAL K BAAD TEENO
SHAITANO KO KANKARI MAARNA HAI PEHLE CHHOTA FIR MAJHLA FIR BADA
123. 7 KANKARI MAARE USI
124. HAR BAAR SHAITAN KO KANKARI MAARNE PE YE PADHEIN

125. AGAR ZAWAL SE PEHLE KANKARI MAAR LI TO SURAJ GURUB HONE SE


PEHLE MAKKA WAPAS ASAKTE HAIN
126. SURAJ DHALNE K BAAD MAKRU HAI JAANA
127. AGAR 13 ZIL HIJJA KO SUBAH WAHA HAIN FAJR KI NAMAZ PADHI HAI TO
BEGAIR RAMI K MAKKAH NAHI ASAKTE HAIN
128. IS TARAH HAJJ HO JAYEGA

You might also like