Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 14

Lagan Movie Review Script

Narration:
San 1893, Chamaparan , Bharat ke beech me basa ek chotta sa ganv. Yahan ke log apna guzara
kheti se karte the. Ganv ke border par angrego ki chawani aur wahan se do kos door uss prant
ke raja ka mahal tha. Angrez raja se uski Raksha karne ke badle lagan lete the. Prant ke kisan
apni upaz ka ek hissa lagan ke roop me raja ko dete aur raja usme se ek hissa rakh ke naaki
angrezo ko de deta. Peechle saal baarish hui lekin kam aur iss saal ab tak barsaat nai hui.
Ganv ka ek ladka Bhuvan MEP attend karke lauta hai .. Formatted: Font color: Red

Scene 1
Bhuvan will be seeing towards the sky
Laka enters running breaths heavily
Laka: Are Bhuvan ye aasman me nazar gadaye kya dhoondh raha hai, MEP me Formatted: Font color: Red

yahi seekha hai kya?? tum yahan kade kade kya kar raha hai, kya dekh raha hai?
Bhuvan : Badalonse akash kab kaala hoga. BarishLakka, Sawan ka mahina aaye
kitna time ho gaya par baarish ki ek boond nai giri iss dharti par. Pata naik ab
baadlo se kala hoga ye aasman. Humare gaav ki khushali (GDP) kheti par nirbhar Formatted: Font color: Red

hai aur humare khet pyasse pade hai. ka mausam me ek mahina beeth chukka
hai,abhi tak ek boond bhi nahi gira

LLaaka: Tum yahan pe badal ki raah dekh rahe ho aur waha pe rajaji ne is baar
duguna lagan deneka adesh diya hai
Bhuvan: Ye kaisa aadesh hai?? Ka unko bhi to pata hai ki baarish nai hui iss saal .
Kaise denge ganv wale doogna lagan?? Logo ke pass khane k liye anaj nai hai aur
raja ji ko doogna lagan chahiye?? Chalo mukhiya ji ke pass wahi raja ji se baat
karenge.Aisa kaisa adesh de sakthe hai. Unhe bhi pata hai ,is baar barish nahi hui
hai.Hamare paas khanekeliye hi anaj nahi hai toh lagan kahanse denge , who bhi
duguna.
Laka: Woh dekho, mukhiyaji udar baite hai apne ghar ke pass hukka liye.. chalo
wahi pakad lete hai unka..chalo unse baat karthe hai

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Bhuvan : Chala lakhahaa Chalo

Bhuvan and laka walk towards Mukhiyaji


Mukiyaji will be sitting on a chair and smoking

Mukiya: Are bhuvan, bade pareshann ho kya baat hailaka kya hua?
Bhuvan: Are Mukiyaji appne suna kya?. Is baar hume duguna lagan dena hai
gaanv walo ko .apko tho ganv walo kihamara halat pata hai.. Aise me kahan se
denge doogna lagan. . is halat mai ye kaise mumkin hai
Mukiya: ye toh gore chamdiwale angrezoki saajish hai bhuvan
Bhuvan: magar rajaji ko toh samajna chahiye,unhe to pata hai na humari halat
hamari haalat ka andaza hai . wo kaise angrezo ke dabav me lagan doogna kar
sakte hai..hume is sajish ka shikar banne de sakthe hai
Mukiya: (harsh tone) Bhuvan raja ji ne hamesha hume sahara diya hai.. Unke
baare me mat bolo. Mai rajajike bareme kuch sunna chahtha hu. Saal bar saal
unhone hame sahara diye hai
Bhuvan: Aisa hai tho,chaliye,hum unse milthe hai . kyu lakato chaliye chalte hai
raja ji ke pass aur unse ye aadesh wapas lene ki baat karte hai
Laka: Ha ha Chalo
Mukiya: Tik hai chalo. Par bhuvan tu apna muh band rakhna ( jab se MEP attend Formatted: Font color: Red

kar ke aaya hai pata nai kya samjhta hai apnea ap ko). Formatted: Font color: Red

Bhuvan : Mukhiya ji par MEP me communication aur negotiation ka class bhi kiye
hai.. Kaam aaega aaj..
Laka: Tu Rehne de Bhuvan … Mukhiya ji ko karne de baat.. Formatted: Font color: Red

Laka, mukiya and bhuvan goes to ground and they wait at the boundry

Laka : ye ka khel hai??

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Bhuvan : are ye toh hamari gilli danda jaisa hi hai kachu.a. Farak itna hai,who
patloon pehnthe hai aur hum dhothi

Ball comes near laka


Laka takes the ball in hand and examines
Russel approaches laka bhuvan and Mukiyaji

Russel: you bloody Iindian. You are not supposed to touch the ball

Russel pushes laka


Laka falls
Russel tries to hit him
Bhuvan stops russel

Russel: how dare you touch me ?? Arrest him


Rajaji approaches the scene

Rajaji:Tum log yahan kya kar rahe ho ?


Bhuvan: Maafi chahat hai raja ji .. hum yahan aap se mailne khatir aaye the .. inka
ye bhada tuk tuk wala khel dekhan nai .. aur gore ne lakha pe apna haath chod
diya..
Russel: Pointing towards Bhuvan …Tumne jo kahaisne jo kiya wo mujhe pasand
nahi aya
Bhuvan: Rajaji hum aapse milne keliye aye the. Par is gore ne laka pr haath
dardiya

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Rajaji: Captain Russel, maaf kijiye ye log samasya leke aye hai, bahuth pareshan
hai aur waise bhi ye to bacha hai abhi..
Russel: Kya samasya hai
Rajaji: haa mukiyaji boliye
Mukiya: Annadata ,aap toh janthe ho ,is baar bearish nahi hui hai aur upar se
duguna lagan kaise de payenge. Hum chahthe hai ke aap is baar ka lagan bhi maaf
kardoMaharaj aapko to pata hai iss baar ab tak baarish nai hui hai aur upar se ye
doogna lagan .. Kahan se layenge .. Hum log chahat hai ki app iss baar ka pura
lagan maaf kar de..
Rajaji: mukiyaji,Pichle saal bhi humne aadha lagan maaf kiya tha .Is baar angrezi
Sarkar nahi manegi.ye mumkin nahi hai

Village people talk to each other

Russel: Par your higness ye mumkin haiye mumkin hai

Village people will show happiness


Raja will be seeing russel with surprise and ask : wo kaise??

Russel: looking at Rajaji ,I am serious. Looking towards Villagers Lekin ek sharath


haihum batate hai… hum aapka lagaan maaf karenge lekin ek sharat hai..
Villagers: Sarat!!!

Russel ponting towards bhuvan


Russel: Tum, ha Tum Idar aao
Bhuvan comes forward

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Russel: Kya kaha tumne humare khel ke baare me ?? jaante kya ho tum iss khel
ke baare me..Tum is khel ke bareme kya janthe ho
Bhuvan: Bachpan se khelte aa rahe hai hum ye khel ,, hum eka gilli danda kahat hi
aura ap na jaane ka??Jantha hu.. Hum isse gilli danda kehthe hai aur aap na jaane
kya kehthe ho
Russel: It is Cricket… Cricket (Stress)
Tum khel sakthe ho ye khel??
Bhuvan: haan . kyu nahi, aasaan hai
Russel: teek hai,.. to mein lagan maaf kar deta hu .. par tumhe iss khel me hume
harana hoga.. shart ye hai ki tum humko iss khel me harao aur hum tumhara lagan
maaf kar degatoh sharath ye hai .. tum hamme is khel me haraoge tho is saal ka
lagan maff karega . bolo manjoor hai? Lekin kahi tum haar gaya to tum humko
triplr tax yaani teen guna lagan dega.. bolo sharat manjoor hai
Silence and pause
Russel: Theek hai .. Hum sharath badata hai yega…. Agar tum humme is khel me
harayega toh hum tumhara ek nai do saal ka lagan maaf kare dega..ga

Long Pause
Russel: Chalo Hhum sharath aur badatayega… agar tum humeamme harata hai
yega to hum ek nai do nai teen saal ka lagan maaf kar degaega .. who bhi sirf
tumharachamparan ka nahi… pure pranth ka.
Lekin.. agar tum haar jaoge toh teen guna lagan dena padega.
Bolo.. manjoor hai?

Raja try to talk to russel… russel shows hand and stops raja from talking..

Mukiya and laka: Kuch math bolo bhuvan... bole se bhi contract ho jaat hai bhvan

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Laka : Mukiyaji aap baath kijiye
Mukiyaji: Sarkaar…
Russel: Shut up
Pointing towards bhuvan and says
Russel: Bolo , Tumme sharath manjoor hai..doogna lagan doge ya sharat manjoor
hai…
Villagers: Chup raho bhuvan ,, chup raho
Bhuvan: Sharat Manjoor hai
Villagers scold bhuvan
Rajaji gets frustrated
mRussel: teek hai. Toh khel teen mahine baad khela jayega,,,

Russel goes back


Raja will be going back’
Villagers follow raja
Villagers: rajaji kuch kariye… rajaji kuch kariye…
Rajaji: ab kuch nahi ho saktha hai … ek hi rastha hai… pause…unka khel seeko aur
harao
Villagers: rajaji.. aise kaise hoga… kuch toh jeejiye
Raja departs
Villagers disappointed and gets angry. And goes near bhuvan
laaka: ye kya kar diya bhuvan. Tera math maari gayi thi kya.
Mukiyaji: hamne pahle kaha tha ki koi badi vipathi ho sakthi hai… yahi negotiation Formatted: Font color: Red

seekhe the tum MEP me..

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Bhuvan: aur koi raastha tha …kya kar sakthe the hum?.. duguna lagaan
zabardasthi nahi hai? Bharne ki takath hai? Ye vipathi nahi hai mukiyaji .. mauka
hai mauka.. agar jeethe toh teen saal sukhi honge .. Decision tree soch ke aur Formatted: Font color: Red

expected value nikal ke hi faisla kiye hai…


Mukiyaji: shabhash..choti choti ankhen aur bade bade sapne!!!
Bhuvan: ha hum sapne dekhthe hai aur sapne wahi saakar kar paye jo dekhthe
hai..ham khel seek bhi sakthe hai aur jeet bhi sakthe hai.… ajj ye yahi hamara Formatted: Font color: Red

vision statement hai


Laka: are chodo bhuvan.. saal bhar bhi seeko tho bhi agrezon ko hara nahi sakthe
hai
Bhuvan: ye aasan nahi hai lekin asambhav bhi nahi hai..hame aap logon ka saath
chahiye .. Hume ab recruitment karna hai team ka … Formatted: Font color: Red

Mukhiyaji: gaon ka koi admi is ke saat nahi jayega

All villagers disperse to do there respective work


Bhuvan walking alone with bat and ball

Bhuvan: konoi muskil nahi hai .. gore patloon pehenke isko cricket kehte hai..hum
langoti bandke gilli danda..hamara baap dada khelthe aa rahe hai gilli danda
Us taraf se gola ayega aur is balle se jor se marna.. yehi hai khel.
Bhvan will hit one ball
Bhuvan: dekha .. kitna aasan hai . bilkul gilli ndanda jaisa hi hai..koi bhi seek
sakthe hai.. laka… gola de ..
Laka will come with ball
Bhuvan: laka gola phek ..ballese kaisa marenge wo dikaonga..
Laka throws ball and bhuvan tries to hit the ball … bat slips from bhuvans hand.
Bhuvan:sasura danda phisalgaya.. mere hath me pasina hai na

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Bhuvan haath ko ragdega
Bhuvan : ab teek hai.. aur bura mat mano is baar joor se marenge
Laka throws the ball and buvan hits the ball…
Ball goes for height and hits the temple bell….

Bhuvan:- to Lakha:- Chalo Lakha, dekha kitna aasan hai.


Both walks to the ground and there kachra was doing some work.
Bhuvan and lakha started practicing.
Elizabeth approached and told bhuvan: Mein, tum logonko ye khel samaj ne mein
madat karegi.
Buvan: Kaa he? Aap bhi to angrez ho..
Elizabeth: - Mein Jaanthi hoon. Us din tum logo ke saath naa insaafi hui. Isliye…!
Bhuvan: - hamka kushi hogi. Waise bhi cricket humara core competency nai hai Formatted: Font color: Red

humka consulatant chahaiye tha… aap se better kaun ho sakta hai aapko to
competitor ki stratergy bhi pata hai..Aye Ye Kachra, ye gola fek idhar!.
Ball spins and everybody shocked.
Kaa baath hai , kaa baath hai, yells everyone
BHuvan- Ye gola ghuma kaise?? HUmka aisa hi ek Khiladi chahiye tha ?? kachda ka
tum humara saath doge….
Bhuvan- Ye kachra! Tum bhi hamra sath ke lega..

Next day
Character: Russel, Lakha & Elizabeth.
Lakha: Is chaawni mein ek gori mam hai, jo unko khel seekne mein madat kar rahi
hai.…
Aaj mein ne apne ankhon se dekha hai., Gokulashtami ki pooja mein bhi ayi thi.

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Russel takes lakha to the class center and asks, “ In me se koi hai”.
Lakha points to Elizabeth,” Wo mam hai sahib, galti kehrein to sooli pe
chadadho…
Russel: Achcha teek hai!
Russel continues: to tum bhi ho Bhuvan ke dhal mein..
Lakha,” Hain Sarkar par sirf naam ke liye aap kahe to abhi chod dete hai,,Naa na
sircar! Hum hein, bas naam ke liye, Agar apki ichcha na ho to hum nikal jayenge.
Russel,” Tum kyun kar rahe ho humari madadFir tume mujhe ye sab kyo bata
raha hai.
Lakha,” Humka jis ladkis se prem hai wo bhuvan se prem karti hai.. bas aap ye
samajh lijiye bhuvan ki haar me hi humari jeet haiKathi murgi ka dhardh murgi hi
jane!. Hum bhi kat rahen hei andhar se. Ye samjho sircar , bhuvan ki haar mein
humre jeet hai.
Russel says “ Tum ek kaam karo. Bhuvan ki dhal mein rahoge , lekin kaam humara
karo… samjhekaam hamara karoge.
Lakha: a, samaj gaye in sarkarircar samaj gayein. Chalte hai hum sarkaar bhuvan Formatted: Font color: Red

aaj team ko corporate governance par lecture dene wala hai hahaha Hum
nikalren!

Match day: Narration : dono dal ek baar ballebaji karenge aur teen deen ka khel
hoga. Pehle ballebaaji kaun karega iska faisla sikka uchal ke kiya jaega.. jiske liye
dono dalo ko maidaan me aana hoga.
Toss.. Russel wins the toss and said: Ballebaji karengeHum Balle bhaji karega…
Russel hits the ball and all the fielders run towards the ball..
Kaa kar rahe ho tum.saki sab ekki taraf daudne lagte ho. Jiski taraf ghend jayegi
wahi daud ke pakdega.. samjhe.
Play goes on..
Pehle din me angrezo ne 2 ballebaz kho k 182 run bana liye hai..

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Angrez team made score – 325 in 50 overs.
Lunch break:After 1st day’s play Russel and Lakha makes some plan in the side. Formatted: Superscript

Elizabeth watches and informs Bhuvan immediately.

Everyone in the team the rush towards Lakha to kill him. Bhuvan intervens and
protects Lakha. Bhuvan asks Lakha
Bhuvan: Tune aisa kyo kiya Lakha
Lakha: Goan wale hamesha toko sir aankho pe bithate hain. hamri gaanv me koi
izzat nahi hai. Isiliye hum tose nafrat karte the. hum tujhe gaanv walo ki nazron
me girana chahta the.

Bhuvan : Aur isliye tune sab gaanv walo ki zindagi daanv pe laga di. Unka
bhavishya daanv pe laga diya. Tujhe malum bhi hai Lakha tune kya kiya.

Lakha: Mujhe maaf kar de Bhuvan. Apni galati pe pachtane ka ek mauka de de.
Bas ek baar maaf kar de Bhuvan. Maa kasam jo tu kahega wo karunga
mai.(Weeping)

Bhuvan: Theek hai ek aakhri mauka deta hun. Par vafadari sabit karni hogi.

2nd days play: Now Bhuvan’s team gearing up for chase Formatted: Superscript

Angrez all out for 322.


Narration : Angrezo ki paari 322 pe samapt. Champaner ke dal ko jeetne ke liye
323 daud banani hongi

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Bhuvan: suno sabsab jane suno. Lakha, Bagha, Deva, Ismail, Arjan. Ye 323 daud
banana ki zimaadari hum chehche logo par hi hai. Baki ki ballebazi thodi kamzor.
Isiliye hum 6 logan ka Dheeraj se sambhalke khelna hoga. Lakha ballebaji ki
shuruvat hum dono karenge.

…..

.narration : ab do gend pe chahiye 5 daud, kachra ballebazi par


……
Last over:
Bhavan ( shouting from non striker end): Ab khel hi aakhri dui gend bach hai.
Samjha tu. ekye daud hame leni hogi kachra. Chal saabaas.
CHOO KE BHAAG KACHRA..
Kachara misses bouncer and now only ball is left
bhuvan goes towards kachara to motivate him

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


BhuVAN: Kachra ab khel ki aakhri gend baaki hai. Aur hamka jeetne ke liye ab bhi
paanch daud banani hai. YE gend seema par karni hogi nahi to teen guna lagaan.
Kachara kuch kar kachra. Kuch kar !!!

Kachra goes back to face final ball. 5 runs needed to win

Team members shouting MAAR KAchra !!! Maar Kachra

KAchra hits for one run and Russels team starts celebrating victory overlooking
Umpires call for NO BALL.

Russel argues to umpire but has to accept the decision


Bhuvan is now on strike. And one ball is still left.

Bhuvan hits the last ball in air. Russel chases and catches the ball but only after
crossing the boundary line. So it’s a six and victory for Bhuvans team. Captain
doesn’t realize that he has crossed boundary line and yells for celebration. He
then notices his dejected team and umpire signaling for six confirming officially
that Bhuvans team has won.

Bhuvans Team together : HUM JEET GAYE. HUM JEET GAYE and celebration starts.

BHuvan then goes to Russel;

Bhuvan: capt russel aaj raat me jashn hai ganv me humari jeet ka aaega jarur..
Capt Russell : (Gusse se). chale jao yahan se..

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


In the party :

Bhuvan, Lakha , Mukhiya ji, Kachra having drinks


Russels comes in:
Russel to bhuvan: Accha khele bhuvan… hum tumko kamjor samjha.. magar kaise
mumkin hua ye sab 3 mahine me..
BHuvan: hum to bas jo MEP me seekhe .. wahi kiye .. jab aapne humka sharat ka
offer diya tab humne decision tree aur expected value calculation kiye..
Probability humare khilaf thi but hum jaanat rahe ki agar sahi tarah se koshiss
karenge to probability bada sakte hai…aapka teesra prastav kaafi bada tha hum
mana nahi kiye aur verbal contract kar liye.. Uske baad ganv walo ko motivate
kiye ..aur iss match ko ek project ki tarah treat kiye …
Russel : kaafi seekha hai tumne MEP me…par team kaise banaye .. tumahre pass
badiya ballebaaz aur gendbaaz kaha se aaye itni jaldi..
Bhuvan: HR me humne seekha the skill kaise test karte hai .. pehle hume jo jarurat
thi humne wo pata kiya tez gendbaaz, 5-6 badiya gendbaaz, aur 1 firki khatranak
firkin gendbaaz.. phir logo me wahi khasiyat dhoodi aur unko training deke aur
behtar banaya…
Russel : aur iss lakha ko to humne apni taraf milaya tha isse kaise sahi kiya tumne:
BHuvan: Isko ethics aur goverance ka paat padaya ye samjh gaya ki agar ye nai
sudhra to phas sakta hai aur ganv waale isko sazaa de sakte hai…
Russel : Tumko nadaan samjhana humari bhool thi..
Bhuvan: Aapki behan ji ne bhi kaafi madad ki recruitment me.. aapki strategy
samjhne me aur iss khel ko samjhne me… cricket humari competency nai tha
…gilli danda tha .. par unhone ek sahi salahkar ki tarah hume ye khel aur strategy
banana me madad ki… strategy se yaad aaya ki hum ne apni strategy aapki
stategy ke hisaab se change ki …. Ye bhi jeet lka bada karan tha …. Aap aaye
humari khusi me shaamil hone accha laga … bataiye kya piyenge…

Sensitivity: LNT Construction Internal Use


Russel: mein desi nai peeta….
Bhuvan: Arey o lakha … sahib ke liye JD ka bottle kholo….
Cheers!!!!

Sensitivity: LNT Construction Internal Use

You might also like