Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 6

Salaam -o- aadaab dosto,!!

Kuch khaalis Hyderabadi muhaavrey (Idioms) hamari taraf se :)

\"DALINDER GAYA HAAT, TARAZOO NA BAAT\"

\Naye fakheer ko bheek ki jaldi\

\"KHUJAANA KI FURSAT NAHIN\"

\"Aata na jaata tabla bajata\"

\Giray to giray taang uppar!\

\Dhobi ka gadha na ghar ka na ghat ka\

\Kutthay ka goo na leepnay ka na thopnay ka \

\!Choti handi ku ubaal zyaada !\

\Iski topi us kay sar !\

\ Khade to long Baithay to ilaichi\

\Giddathun fitnatun \

\Doodh peday ku makoda laga !\

\Kutte ki dum tedi ki tedi !\


\Begaani shaadi mein abdullah deewan\

\Sasta rooye baar baar , mahenga roye ek baar\\

\Sau chuhe khaake billi haj ko chalee\

\Billi ke khaab mein chichde\

\Ghar ki murgi daal baraabar\\

\Haat aaya, per mu na laga\

\Kaam ke na kaaj ke , man bhar anaaj ke\

\Charaane ke bander ko baraane ki rassi.\

\Aliff ka naam , bhaala\

\Sone pe suhaaga.\

\Chaar chaand lagna.\\

\Sooraj ko chiraag dikhaana..\

\Saste ka maal raste mein\

\Chor ki daadhi mein tinka.\\

\Pita per poot , jaat per ghoda, poora nahin to thoda thoda.\\
\Neki kar dariya mein daal.\\

\Khud ke pair pe khulhaadi maarna.\

\Apni Zabaan ko lagaam dena.

\Kawwa chale hans ki chaal ,Bhoola dekho khud ki chaal\\

\\chiraag tale andhera..\

\Apne mu miya mutthu banna.\

\Niyyat mein Khatra Jholi mein Phatra\

\Pal mein tola pal mein masha\

\Kichchad mein pathar phekna \

\ Mun mein Ram baghal mein churi\

\Her din eik jaisa nahin hota \

\Laad kar re hajjam - kaddu ke utta aam\

\Ghade bhar doodh mein makkhi padgayi \ \

\Pet bhar gaya, Niyaat nai bhari\

\Jangal mein mangal\


\Hijre ki kamaaai... Moochoun mein Gawaaiii\.

\Kaan pe ju tak nahain reingna.\

\Haathi nikal gaya , par dum reh gayee.//

\\Jalte ghar ka bhansaa sahi,,,,,,,Bhagte bhoot ki langoti sahi!\\

\Goo uth key Gobar ko bola, tere paas se bo aaree!\

\Saawan ke andhe ko sab hara hara nazar aata hai\

\Girgut ki tarah rang badalna.\

\Aaj Aaaaaaya OOOoooth Pahaaaaadh ke Neeeeechay \

\.Idd Ka Chaand Hona..\\

\Aaasteen ka Saamp.\

\\//Chambaar ke dev ko, chappal ki pooja.\\//

[{Hisaab mein ratti ,, bakshish mein hatti.]}/

\"Kutte ku boley to, kutta apni dum ku bola katey\"

\{Mei ney mera bhai marad\\}

\Sidi unglee sey ghee nahi nikla to thedi unglee sey nikalna padta\
\"Moot mein macchiyan maran/pakadna\"

\Gaun basa nain luteray aagaye \

\Mulla ke pet mein shaitaan\

\kal ki murghi se aaj ki daal bhali\\

\Sar mundae ke nain ki olay pade\

\\ Naadan ki dosti se dana ki dushmani achch\\

\Doobte ko tinke ka sahaara hi sahi\.

{{Aree !!. Kya hai meeyan...Unglee deeya tho kaan may moot daetay ?}}\

\avva bhi gaya, buvva bhi gaya, pinch peene ka chamcha bhi gaya.\

\\de basheer choor ke.... daal abdullah gud thaile main\\

{waqat na saqat buddhi chadi taqat}\\

\Dalindar darkhaast diya to adalat\kacheri barhast\\

\Mithai ku dukaan pe phuppa ki fateha\\

\Rassi jal gayi magar bal nai gaya \

\Sob ku ek jagah to chatrey ku char jagah\


\\Jitte zameen ke uppar hai utte zameen ke nicche hai \\

\Dar dar ke kare to ich ghar bhar ke bacche huwe? \

\Uno aaye tak ujaala hota\\Haath ku aaya muNh ku nai laga

\Ek darkhast, sob barkhast \

\Kam pooche to kaam nai, gaaf khujaane ki furst nai\\

\Apne ku aap dusre ku tu\

\"besabra murda kafan mein hag liya\"

\Jaan gadaa hai wainch paani thairta\

{Ab rendoo pasha... mereko maloon usko dekhte ich tumhare talooo pay

aajaatey.. baday baatan nakkoo karoo}

{{Dekho saley ku, kaisa khulgey ke jaisa phul gaya sasural ka maal khako,

\"gaaf garden ek ho gayee\" bete ki!}

Hao.... \"Maal-e-muft, Dil-e-beraham\"}

{\Khao, khao... Pooriyon ki khushi mein joru ku amma bola katey!{{]]

You might also like