Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

https://youtu.

be/N-9qBzydRas ( Refer this link for better understanding and clarity)

Scene I:
All Actors laughing.
Loot liya (everyone)
Dad: Hasi aa rahi hain. Hasi aa rahi hain arrey tum sab loote gaye ho. Kya Re 1 ke badle mein
toffee thamaye gaye hain. Toh dekho kya kabhi apse rs 2 extra dena pare hain? Toh dekho? Kya
kabhi MRP se zyada price mangi gaye hain?

Everyone shouts in the background haan.

Dad: Kya ye sab apke saath huwa hain?


Everyone: haan.

Dad: toh dekho. Kya aap ise badalna chahte hain?


Everyone: haan

Dad: toh dekho. Kya desh badalna chahte hain. Toh dekho
Hum aye hain upbhokta toh jagruk karne.

Scene II:
Person B: Arrey kya huwa aapko pate nahi hain kya Shukla ji ki ladki ki shadi hain. Aapko nahi
bulaya. Aapko bhi nahi bulaya. Arrey chalo koyi baat nahi mein leke chalta hu. Mubarak ho tumko.
Sada khush raho ye tumko duwa hain.

Daughter 1: bhai kya ho gaya. Subah se itna chilla rahe ho. Shukla ji ki beti ki shadi hain. Sari
chinta toh aap hi kar rahe hain.
Dad: Arrey baap hu main usko. Chinta toh hogi hi. Bare dhoomdham se karunga usko shadi.

Phone rings.
Dad: Hello.
Person on the phone: Kya aap Shukla ji ho?
Dad: Haan.
Person on the phone: Aapko Rs 20 lakhs ka inam laga hain.
Dad: Kya?
Person on the phone: Ji. Iske liye aapko rs 50k jama karwane parenge.
Dad: ji, I’ll do it.
Person on the phone: 1 month mein rs 20 lakhs is yours.
Dad: Pata hain rs 20 lakh ka inam laga hain.
Daughter 1: Rs 20 lakh ka. All the arrangements for the weddings can be done with that money.
Dad: uske liye rs 50k deposit karne hoga.
Daughter 1: haan, we’ll do it. anything for her happiness and the wedding.

Everyone: golmaal hain bhai sab golmaal hain.


Daughter 1: dekho dekho gahne ki dukan.
Dad: gahne lene aaye hain aapke paas. Mere beti ki shadi hain.
Shopkeeper: Arrey acche set dikhao.
Dad: arrey aur dikhao.
Shopkeeper: ye dekho. Aur dekho.
Daughter 1: arrey ye kitna sundar hain.
Shopkeeper: ye lijiye.
Dad: chalte hain. Namashkar.

Shopkeeper(after customer leaves): aaj kal ke logo ko murkh banana hi nahi parti. Woh pehle se ji
murkh hote hain..
Bina hallmark ka sona dekhke chale gaya, arrey bhaiyya humne sone ki jagah pital ke set de diye
hain.

Scene III:
Grocery store: Beti ki shadi hain. Saman leni hain aapko? Bhabi ji kuch sample dekhengi?
Dad and daughter: Ghar bhejwa dijiye.
Shopkeeper: Dekho kaise log hain. Na saman dekha na expiry date. Bas bol diya saman ghar bhejwa
dena. Ab ham toh milawat karenge he. Afterall pet ka sawal hain.

Everyone in the background: Paisa paisa karte hain ye paise pe kyu marta hain.

Shopkeeper sends someone Shukla’s house: Arrey babu ji ne samaan bheja.

Daughter 2: (who is getting married) arrey kya hain ye. Yaha adha se zyada saman expired hain.
Kachra hain ye kachra.
Daughter 2 to dad: arrey papa saman mein keere hain. Aur saman expired hain.
Dhaniya powder ke jagah lal powder laya hain aur dhaniya ke jagah donkey poop. (not so sure)

Everyone sings: tarap tarap ke is dil se ah nikal ti rah. Jo loot gaye. Haan loot gaye. Haan loot gaye
hum teri gaddari mein.
Dad: Are bari beti, dekho mein kya leke aayi hu. Maine layi hu gahne. Pehnke dekho.
Daughter 2: kya? Isme toh hallmark hi nahi hain.
Daddy: arrey ye abhi hallmark kya hota hain?
Daughter 2: Hallmark hota hain sone ki shudhta ki pehchan. Loot liye dukandaro ne milkar hume.
Daughter 1: sara paisa pani mein chala gaya. Sara saman nalki the.

Daughter 2: ye apne kya kiya papa. Mein tv dekhne ja rahi hu. Arrey lagta hain ye tv bhi kharab
hain.Ye bhi kaam nahi kar raha hain.

Scene IV:
Plays the tv. Ads come on the tv-
Ad 1: Ye cream sirf ladkiyon ko gora karti thi. Aur ab lako ko bhi gora karti hain
Ad 2: Viman paan masala. Dane dane mein hain kesar ka swad.
Daughter 2 in the background: Rs 5 mein kahi kesar milta hain.
Ad 3: Ye hain X deo. Ise lagate hi ladkiyan ho jayenge fida. Person in the ad bhaiya ek X deo dena.
Ladkiyan. ( like magnet they come to him)
News man on the tv: Ye sab natak hain. Sansani toh ho jaye hoshiyar. Ye rs 20 lakh rs 30 lakh
inam mein milna.. ye sab jooth hain. Toh milte hain Pirit se. Inka shakal hum nahi dikha sakte.
Mera nam Mukhesh hain mujhe bhi aisa he fake call aya tha. Mujhe rs 20 lakh ka inam dega bola
tha but rs 50k loot liye. Ab mein kangal ho chuka hu.
Newsman on tv: Dekha apne kaise loota isko? Milte hain apko isi din agle hafte.
Dad comes rushing: Suna hain maina abhi. Kya tha woh?
Daughter 2: papa ye ek fake call hain. Ye golmaal hain.
Dad:Aya tha mujhe bhi ek call. Maine bhi rs 20 lakh jite.
Daughter 2: Kya apne unke daam toh nahi diye?
Dad: Arrey kal rs 50k mein loot gaye. ( Sad, shocked)

Ending:
Everyone: Ek bagal(don’t know the word in Hindi, basically means on one hand) mein loot hogi
toh ek bagal mein nyayi hoga. Ek bagal mein jooth hogi toh ek bagal mein insaaf hoga.
Consumer forum. Consumer forum chalo tum jaldi. Consumer ke baat batayenge. Humne jita
hain. Humne jita hain waha. Tumo bhi hum jitayenge.

Upbhokta ke jay adhikar. Toh jaago aur ho samajhdar.

You might also like