Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 25

1) Kisi Ko Sapna Lage Tu

Kisi Ko Behti Hawa


Kisi Ki baas Baaton mein
Kare Pal Mein yahan wahan
2) Kisi ki sau jhooth sun le
Kisi ka Sach bhi Gunah
Kisi ki bas yaadon mein
Karein Hulchal sara jahan

3) Tere hazaron roop hai


Koi samjha nahi
Jo Bhi bas khoob hai
Kabhi Lage Raaton mein main
Khawabon se baatein karun
Subha unhi khwabon ko Mei kabu
Karu
s4) Kabhi lage taron se bhi
Uchi Undane Bharu
Kabhi LAge Badalon se mein jebe
bharu Taare gino tere liye
Saare Chunu Tere Liye
Khawaab sare bunu
Tere hi tere liya
5) Kabhi lage Mila nahi
Tumse mein khawabon mein bhi
Kabhi Lage kahin to hai rishta koi
Kabhi lage Chuoo tumhein
Yun hi Khayalon mein hi
Kabhi Lage Nahi nahi
Chori Nahin
6) Tu Pass hai per door hai
Jata nahi tera yeh noor hai.
7) Nikharte hai vo rishte
Jisme takrar nahi hoti
Badhta hai vo pyar
Jisme shak ki koi gunjaish nhi hoti.
8) Raste kai hai pyarse milane keliye
Lekin sachai ka rasta sirf pyarse
milata hi nhi
Baliki pyar ko badhata bhi hai.
9) I Love You bolna toh bohat
aasan hai, Lekin unn teen alfazo
ko nibhana Bohat mushikil…
10) Ek tarfa pyar kabhi sach nhi ban
sakta, Kyuki wahi sabse saaf aur
sacha hota hai.
11) Maan mei dard bohat hai alfazo
mei bayan karu kaise
Daga dediya usne hume
Jise pyar karte thee sache dilse.
12) Sacha pyar kya hai use toh ye
pata bhi nhi
Abhi bhi pyar karta hu use
Warna uski parchai ko bhi
mudkar dekhuna kabhi.
13) Pyar karne ki galti ki thi maine
Ab fir se duraunga nahi
Achai bohat dikhadi hai
Ab burai ka maza bhi chakehenge
wahi.

14) Zindagi ke kuch panno ko


palta ke dekha
Par aasuon ke siway kuch mila hi nahi.
Inn aasuon ko piche chod kar
Aage badhna hai ab.
Unn yaadon ko bhool kar
aage badhna hai ab.
Aasan nahi hai ye par mujhe ye toh
Karna hai ab.
15) Baaten kabhi puri nahi hui
hamari
Unn adhuri baton ko pura karna hai
Par ab hum kya kare jab unko
Humse baat hi nahi karna hai..
16) Jo tha hi nahi use khona kaise
Jab rahna hai tanha toh rona kaise.
17) Jao dhundlo humse jyada chahane
wala. Mil jaye toh khush rehna. Na mile
toh fir bhi hum tumhare hai.
18) Jane – Anjane raston par
Kisi mod pe ek anjana sa mil
Jata hai jo hume bahut kuch sikh jata
hai aur rubaru karwata hai ek aesi
duniya se jo na humne kabhi dekhi ho
nahi kabhi sochi.
19) Kuch log dil par iss tarah asar
arjate hai ki tute hue lamhon mei bhi
sabut nazar aate hai.
20) Aakhon se door sahi dilse kaha
jaoge jane wale hume bahut yaad
aoge.
21) Dekh de thee roz nazar mei thee
humare ab mehsoos karenge roz dil
mei rahoge humare.
22) Baat aesi ho ki jazbaat kam na ho,
khayal aise ho ki kabhi gam na ho, dil
ke kone mei itni si jagha rakhna ki khali
– khali lage jab hum na ho.
23) Gussa hote hai hum unpe jo apne
hote hai. Par mai toh gussa hogaya hu
use jo apne hi nahi hai.
24) Zindagi ke har daur ko mahsoos
kiya hai maine, shyad ab kuch baki
nahi dekhna.
Saath mila kai logo ka, par pyar kisi
ka na mila.
25) Zindagi ko nikhra hai maine
bohat karibse, mila toh kuch nhi kyu
ki yaade toh unki thi jinko na jana
humne karibse.

You might also like