Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 8

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

GROUP
DISCUSSION &
LECTURATE
TOPICS
1. Kya Muslim mumalik k masail ka hal sirf Jihad
hai?
2. Kya humara media sirf gham ki baatain nashr
krta hai?
3. Pakistan ko IMF ki madad leni chahye ya nahi?
4. Social Media k Nojawan nasal pe asraat.
5. Kya humain terrorism ki waja se safar krna
chor dena chahye?
6. Pakistan atomic power hone k bawjud kamzor
kyun hai?
7. CPEC Project k fawaid aur nuqsanat.
8. Afghan Taliban Mujahideen hain ya
dehshatgard?
9. Hamare mulk main Rishwat ki wajoohat aur
unka hal.

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

10. Hamare mulk main Corruption ki wajoohat


aur unka hal.
11. Kya Pakistan ko India main rehne wale Sikhon
ki madad krni chahye?
12. Jeet zaroori hai, chahe uski qeemat kuch bhi
ho?
13. Universities main daakhle k liey FSc marks ko
tarjeeh deni chahye ya entry test ko?
14. Pakistan se firqawariyat ko kese khatm kia ja
sakta hai?
15. Jang se bachna chahte ho to jung ki tayari
kro!
16. Pakistan main wasail ki kami hai ya
leadership ki?
17. Kalabagh Dam kyun mukamal nahi ho paa
raha?
18. Police k mehkmy ko kese behtr banaya ja
skta hai?
19. Makhloot taleemi nizam k fawaid aur
nuqsanat.
20. Sex education honi chahye ya nahi?
21. Mobile phone zaroorat hai ya majboori?
22. Kya madaris dehshatgardi phelane me
mulawis hain?
23. Army operation sahi hain ya ghalat?

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

24. Jamhooriyat behtr hai ya shariyat ka qanoon?


25. Kia media thrilling news dene ki koshish
karta hai?
26. Co-education behtr hai ya nahi?
27. Kia fauj operation kar k theek kr rhi hai?
28. Kia Pakistan taraki ki rah par gamzan hai?
29. Jamhooriyat behtar hey ya shari qanoon?
30. Pak-afghan talukat kese behtr bnaye ja sakte
hain?
31. Afghan Taliban jihad kar rahe hain ya jung?
32. Pakistan IMF k loan k baghair chal sakta hai?
33. Courts ghareebon ko insaaf de rahe hain ya
nahi?
34. Jang ki halat main Pakistan ko pehle hi atom
bomb gira dena chahye?
35. Kia hum imandar qoum hain?
36. Taliban k sath muzakiraat hone chahyen ya
jung?
37. Bachon ko tuition parhana lazmi hai ya nahi?
38. Basant ka tehwaar hona chahye ya nahi?
39. Pakistan ka adalti nizam theek hai ya nahi?
40. Duniya bhar main dehshatgardi k zimedar
musalmano ko kyun thehraya jata hai?

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

41. Kya school aur colleges main cellphone allow


hona chahye?
42. Kya nai technology se muashre main bigaar
paida ho raha hai?
43. Kya ghareeb banda aaj kal k dour main uper
ja sakta hai?
44. Kya jamhooriat har cheez ka hal hai?
45. Kya Islamic taleem k sath sath doosre
mazahib ko bhi parhna chahye?
46. Kya Auraton ka taleem hasil krna faida-mand
hai?
47. Kya bijli na hone ki zimedar hukoomat hai?
48. Kya computer outdoor games se logon ko
door kar raha hai?
49. Kya Pakistan idol humary nojwano ki
salahiyaton ko ujagar karny k liye acha platform
hai?
50. Kya masla e Kashmir ka hal sirf jung hai?
51. Kya mushkil k waqt jhoot ka sahara lia ja
sakta hai?
52. Kya humara muashra hamsayeon k huqooq
puray kr raha hai?
53. Kya Turkish dramy humare culture ki ikasi
karty hain?
54. Pakistan ka sab se bara masla kya hai?

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

55. Achi zindagi guzarny k liye sab se zaroori


cheez kya hai?
56. Zindagi ka bharpoor maza lena chahye ya
nahi?
57. Jang aur muhabat main kya sab kuch jaiz
hai?
58. Kya larkian larkon se ziada behtar hoti hain?
59. Kya chalaki aur hoshyari se har kam nikala ja
sakta hai?
60. Zameen, zan aur daulat kya shuru se hi
taqat rahe hain?
61. Makhloot nizam-e-taleem faidamand hai ya
sirf fashion?
62. Hostel ki zindagi behtr hoti hai ya ghar ki?
63. Importance of Pakistan location in south Asia?
64. Mehngai kaise khatam ki ja sakti hai?
65. Kya stars humari life par asar andaaz hoty
hain?
66. Sharab pee kr gari chalana sahi hai ya
ghalat?
67. Auraton k liye khel jaiz hain ya najaiz?
68. Madrasay ka nisab kia hona chahye?
69. Hijab se confidence barhta hai ya nahi?
70. Kya humain aala taleem k liey mulk se bahir
jana chahye?
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON
MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

71. Kya acha libas achi shakhsiyat ki pehchan


hai?
72. Girlfriends aik honi chahye ya do?
73. Kya shaadi aik muasharti jaal hai?
74. Pakistan main cricket kese wapis aa sakti
hai?
75. Kya humare mulk main aala taleem aik
business ban chuki hai?
76. Kya Islamic banking humare mulk main bhi
nafiz honi chahye?
77. Kya mulazmat pasha khwateen ko mard ki
ajaara dari ka samna karna parta hai?
78. Kya muqabla e husn ka ineqaad aurat ki
tazleel hai?
79. Kya Malala Yousafzai waqaii humare liey
mashal e rah hai?
80. Kya bachon par sakhti unki zehni salahiyaton
ko maand krti hai?
81. Agar aap school k principal hote to kya
islehaat nafiz karte?
82. Kya taleem ka mayar buland krne k liey
makhloot taleemi nizam zaroori hai?
83. Khwateen behtr organizers hain ya mard?
84. Kya mobile phone ka be-ja istemaal ikhlaaqi
buraiyon ka baais hai?

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

85. Kya asool torne k liey hi bnaye jate hain?


86. Kya nojawano ko apna career khud
muntakhib krna chahye, ya waliden ki marzi se?
87. Pakistan aur Saudi Arabia k taluqaat mazeed
behtr kese ho sakte hain?
88. Kya aadmi apni sohbat se pehchana jata hai?
89. Does hard work beat talent?
90. Musalman angrezon k muqable science
ijadaat main kyun peeche hain?
91. Kya qatal ka badla qatal hona chahye?
92. Kya ghairat k naam pe qatal jaiz hai?
93. Apke khayal main larkiyon ka modeling krna
jaiz hai ya najaiz?
94. Kya internet nojawan nasal ki kharabi ki waja
hai?
95. Kya scienci ijadaat humain Islam se dour kr
rhi hain?
96. Kya Pak-Bharat jung hi tamam masail ka hal
hai?
97. Kya 18 saal se kam umer larkon ko motor
cycle chalane ki ijazat honi chahye?
98. Dehshatgardi ka khatma kese mumkin hai?
99. Kya Indian channels ko Pakistan main ban kr
dena chahye?
100. Humare mulk me NGO’s ka kirdaar.
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON
MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE
FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON YOUTUBE

101. Auraton pr barhte hue mazalim ko kese roka


jaey?
102. Kamyabi hasil karne k liey mehnat zyada
zaroori hai ya aqalmandi?
103. Who is more important in building up a
nation? Teachers, Soldiers or Doctors?
104. Kya zaheen logon k han zaheen bachy peda
hote hain?
105. Aam aadmi ki zindagi main mazhab ki
ehmiyat.
106. Kya cigarette noshi hmare han fashion ban
gyi hai?
107. Kya madrason pe ki jani wali tanqeed jaiz
hai?
108. Kya humain maghrbi atwaar apnane
chahyen?
109. Gharelu ma’ain (mothers) zyada behtr hoti
hain ya pasha war ma’ain?
110. Kya media muashre main negativity phela
raha hai?

FOR VIDEO LECTURE VISIT ‘’ONLINE DARSGAAH’’ ON


MAJOR TAIMOOR
YOUTUBE

You might also like