Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

pehli baar jo maine usee dekha, mujhe maalum tha ki mujhe usse mohobbat thi.

aaista aaista aur thehemte thehemte mere bewakuf dilko uski zarurat thi.
mera dimag na chahte na chahte bhi ye mera masum dil qurban hogaya.
uski hasi bilkul mere shaoor me jamgaithi aur aksarhi koshish mulakat ki thi.
ham us tezi se badhte huwe mohabbat se wakif the,
apne mustakbil per gaur kartehuwe us mehboob se lutf andose.
tamam afra tafri aur ikhtelaft ke sath mansoob ko appni jagah milgai.
wo taklif jo khushi ke gehrai me pai gai,
us ba muraad qabuli ke sath.
kise pata tha us shaitan 'zaat' ka,
jaha sari jiddo jehad ko kuchla gaya.
ummeed bhikhar gai aur is zaat ghalib muashre ki fatah huwi,
behte huwe aasuau ke sath sare khuwab khatm ho gaye.
tute dilau aur jalte ummeedau jaha dono ko 'alwida' kehna padta hai.
khushiya adasi me badal gayi,

You might also like